Forex mai Short Cut method se earning karnay walo ki koi jaga nahi.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1906 Collapse

    I am agree with your title. Mistake is a part of our trading life. There is no trader who never make any mistakes., But the expert and wise traders taake a learning from their mistakes, Thanks.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1907 Collapse

      short cut say kuch learning ka bi pata nai cgalta hai short cu say apki learning pori nai hoti hai apko akbhi bi chort cutr learniong kki taraf ana hi nai hai aik proper learning aik kamiyab trader baana deti hai
      • #1908 Collapse

        Yes forex mn agar koi ye samjhta hai k wo shortcut method se earnibg kr le ga tu ye us ka khwab khwab hi rahy ga q k yahan mahnat aur samjhdari se eatnibg ki jati hai aesy shortcut se kuch ni hota
        • #1909 Collapse

          We know that forex is a worlwide online trading business , it has certain rules, regulations and ways, that we have to follow for success in forex and to stay in forex and and be a successful you have to work hard no need to find the shortcut ways .
          • #1910 Collapse

            Forex shortcut se earning karny ki waqai jagha nai hai balky ye khud ek short cut hai jis mai harworking and dignity work se hum agye barh sakty hain aur bht jald khud ko financially strong krskty hn.
            • #1911 Collapse

              Sir forex may ap log short may kaam karo ya phir long may is kay liye apnay khud hi adjest kerna hota hai kay ap kese kaam kerna hai or dosri baat jo kaam mehnat or plaaning say ho ga usi may apko sab kuch hasil ho ga werna nahi thank u
              • #1912 Collapse

                Shortcut kisi kam main nai kam ata is sy banda jald bazi main a jata hai aut apna loss kr deta hai is liye hamyn chaiye k ham learning kar k apna experience bnaye aur cool mind sy kam kryn na k shortcut ho kar apna loss karyn.
                • #1913 Collapse

                  G bilkul ap theek keh rahay hain, aik trader ko jitni jaldi apni mistakes ka pata chal jaye to behtar ha because is tarhan wo apni mistakes ko dur kar kay acha trader ban sakta ha.
                  • #1914 Collapse

                    Preferably majority of investors trading in the forex market may be due to many of the features to as FX.The leverage is one of the most dangerous things in the field of forex which is calculated by how much you will gain or lose from one point in the deal, a double-edged sword must be careful and good management of capital
                    • #1915 Collapse

                      forex trading mi hamesha wohi person and forex trader he fully kamyab hota ha ke jo is business mi kafi technical and fundamental analysis per fully upor an dcontrol rakta ha hamesha forex market mi in rehny wala and fully intrest lina wala forex tarder he is business mi regular profit hasil kerta ha.
                       
                      • #1916 Collapse

                        har trader ki apni apni planning hoti he kiyun ke har kisi ka apna way of trading hota he lekan aik baat to must he ke hamesha long term planning he kamyab hoti he or samajhdar trader wo he he jo long term planning kare abhi tak koi bhe short cut use kar ke kamyab nahi ho sake
                        • #1917 Collapse

                          forex me quick earning kerne walon ke liye koe jaga nahi he forex me tez raftar se earning karene walon ke liye loss ho sakta he me ne bohat dafa is tara se loss kia he forex trading business me i think in forex market slow earning is best
                          • #1918 Collapse

                            jee han mery dost apny tou bilkul mery munh ki hi baat cheen li yar ye shorcut wortcut kch nahi hota agar profit earn krna hai aur sai wala earn krna hai tou usky liye tou mehent lagti hai mery dost ulty sedhy rasty srf nuksaan krty hein aur kuch ni
                            • #1919 Collapse

                              gee haan bhai ap ki bat right he keh forex mein proper tariqon se work krna hota he forex mein aisa koi shortcut way nhi hota he jes se hmein earning ho forex mein sahih work kr kay apni earning ko bhtr kia jata ha shortcuts say kabhe nhi bhtr earning hote
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1920 Collapse

                                wesy har trader chahta yahe hay keh trading main koi short cut say paisa earn kar lea jaye aur jo trader bhi aisay karta hay wo ulta loss kar leata hay so humay chahiey keh esmain lalach na karen aur na he koi short cut dhoondnay ki try karen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X