jab news ati hai tu kia hamra knowledge hamrey kam ata ha ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jab news ati hai tu kia hamra knowledge hamrey kam ata ha ?
    asslam o alika dear main ap se pochna chahta hun k jab market main news ati hai ur hum ne jo trade open ki hoti ha knowledge hasil kr k kia wo news ane se hamre knowledge k mutabiq move krti hai
    :1f60d: hard work :1f60d:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jab news ati hai tu kia hamra knowledge hamrey kam ata ha ?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Raaz6432 پيغام ديکھيے
    asslam o alika dear main ap se pochna chahta hun k jab market main news ati hai ur hum ne jo trade open ki hoti ha knowledge hasil kr k kia wo news ane se hamre knowledge k mutabiq move krti hai
    Dear waisy to ais market mai jab news aati hai to aus time ap ais market mai technical k hisab se kaam nai kar skaty hai magar jab ais market mai koi news aati hai to aus ko bhi trade karny ka tareeka hota hai aus mai ap ko news k bary mai study karni hoti hai k ais market mai ais news se kai asar ho ga aor ais news ki waja se market mai kitni moment ho satki hai ap ne agar news par trade karni hai to aus k liay ap ko pending orders lagany hoty hai market ap ka jo bhi order autha le ap aus par profit le lety hai tabi ap apna dosra order delete kar dety hai aisi hi bahot sari trading plan hai jin se ap news k time par kaam kar k acha profit bana skaty hai magar ap ko news trading mai lot choti use karni chaye aor ais mai ap ko risk kam lena chaye.
    • #3 Collapse

      Re: jab news ati hai tu kia hamra knowledge hamrey kam ata ha ?

      ager ap ne trades open karne se technical analysis bhi kea ha or sath me release hone wali news ko bhi analysis kea ha or os kay hisab se trades open ki hain tu anay wali news ka ap ki open trades par positive asar par sakta ha kyun ap ne trades open karne se pehle news ko bhi analysis kea tha ager ap ne trades sirf technical analysis par open ki ha or ap ne news ko analysis nehi kea ha tu news ka impact ap ki trade kay against bhi ja sakta ha kyun jub market me news release hoti ha tu baz dafa os ka impact itna zeyda hota ha kay wo har technical analysis ko fail kar deti ha or kamyab wohi trades hota ha jo trades open karne se pehle technical analysis bhi karay or news ko bhi analysis karay os kay bad trades open karay
      • #4 Collapse

        Re: jab news ati hai tu kia hamra knowledge hamrey kam ata ha ?

        dosto forex trading ma jb b hm keo trade ko lgaty hy to trade ko lgany sy phely hmain market ko achy sy analysis krna chy or sath ma hmain forex ma news ko b analysis kr lyna chy kiun k agr hm technical analysis k sath new ko b read kr k phr os hisab sy trade ko lgya gy to any wali news forex trading ma hmary account py bht he zyda positive affect daly gi or hm forex trading sy aik acha profit gain kr skty hy dosto forex ma jb b news ati hy koe chy wo good ho ya bad to aisi soort ma hmara knwoledge he hmary kam ata hy kiun k news k hisab sy trade lgany k ly hmain knowledge ki bht he zyda zrorot hoti hy or jis k ps aisi soort ma acha knwoeldge hota hy wo trader forex trading sy aik acha profit earn kr lyta hy es ly dosto forex trading ma jb b trade ko lgya to hmain analysis k sath sath news ko b sath he read krna chy tak hmari trade achy rhy or hm achi earning kr skhy forex sy
        • #5 Collapse

          Re: jab news ati hai tu kia hamra knowledge hamrey kam ata ha ?

          Yah sab aapke knowledge per depend Karta Hai Kyunki aapka Jitna Jyada knowledge Achcha hota hai aap news reading main utani hi acchi trading kar sakte hain news trading Kafi Jyada rape ki hoti hai aur Har trader news trading Mein Kamyab Nahin ho sakta hai jo trader Achcha naraj ho rahe Dil Karta Hai vah news trading main acchi Tarah Se Kamyab Ho Jata Hai news trading main market ki movement hoti Jyada fast Hoti Hai Is vajah Se news trading Mein Hamen bahut hi jyada careful hokar trading karna Hoti Hai Kyunki Agar Humse koi bhi mistake hoti hai to market bahut hi jyada Lamba moon karti hai aur is Silsile Mein Humne bahut hi jyada last ho sakta hai is vajah se bahut Sare trader news trading co avoid karte hain aur bahut Sare trader karte hi news trading hai lekin news trading Hamen tab bhi karna chahie Jab Hamare Paas Hai kathan knowledge Ho tab bhi Ham new Stadium Mein Kamyab ho sakte hain Varna Ham ismein totally fail ho Jaate Hain aur Hamen bahut bada nuksan uthana padta hai
          https://t.me/pump_upp
          • #6 Collapse

            Re: jab news ati hai tu kia hamra knowledge hamrey kam ata ha ?

            knowledge tu hamary har waqt hi kam ata hai phir wo chahay forex trading ka business ho ya duniya ka koi bhi business ho because knowledge kai bagair duniya main koi bhi kam nai kiya jasakta aur jahan tak ap ka sawal hai kai news anay per knowledge kam ati hai kai nai tu bilkul knowledge kam ati ha because jab tak humay news kai impact kai baray main knowledge nai hogi yani humay yeh nai pata ho ga kai kiss news kai negative anaay ya postive anay say kiss pair per effect ho ga aur kiya hoga hum kabhi bhi achi trade open nai kar payn gay aur tukkay say gald trade open karnay say hum aik adh dafa tu profit earn kar lain gay lakin mostly hum loss hi karwayn gay is market main. Jab news shaya hoti hai tu market main kafi volatility a jati hai aur agar hamaray pass knowledge aur experience nai ho ga tu hum market ki taizi ko sahi tareekay say handle nai kar payn gay aur hamesha loss hi karwayn gay is market main tu main tu yeh kahon ga kai knowledge aur experience dono hi buhat zaroori hain is market main kamyab honay kai liyay tu jitna ho sakay is market kai baray main learn karain aur then is market say earn karnay ki koshish karain.
            • #7 Collapse

              Re: jab news ati hai tu kia hamra knowledge hamrey kam ata ha ?

              Walikum aslam dear. Ya baat tu hum sub jantyn han k business jo b ho wo chaey online ho ya offline ho us main ap ka knowledge or ap ka experience ap ko successful banany k leya ap k boht he kaam ata ha balku ya keh lyn k knowledge or experience k without ap apny business m loss krwa saktyn han. Ise tarhan forex main koe news aany py ap apny knowledge or experience ko maddy nazar rakhty hovy news ko follow krty ho or ap ya b jan jatyn han k ya news kitny percent sahi or kitny percent galat ha. Tu ise tarhan ap news ko follow kr k order laga detyn han or jo k bad m wohe order apko profit deyta ha.
              • #8 Collapse

                Re: jab news ati hai tu kia hamra knowledge hamrey kam ata ha ?

                Real Forex member Forex trading Mein knowledge ki bahut ahmiyat hai aur Jin members ke pass Forex ka knowledge hai vah Forex Mein acchi trading karte hain aur accha profit Hasil karte hain isliye Hamen chahie ki Ham Agar Forex Mein Kamyab Hona Chahte Hain to Forex ka knowledge increase Karen Jinse Ham forex Mein Kamyab ho sakte hain aur for Mein Achcha profit de sakte hain
                Forex trading Mein knowledge Hamare Har Tarah Ke points ko samajhne Mein Hamare help karta hai aur Hamare liye iji rahata hai ki Ham Forex Mein Achcha kam kar sake Jis Tarah Forex mein kisi bhi Tarah Ki Koi news Aati Hai tab Hamara knowledge Agar Achcha hai To Ham usko acchi Tarah Se Samajh Kar apni trading per apply kar sakte hain isiliye knowledge ki bahut ahmiyat Hai To Hamen chahie ki Ham Forex trading ke sath sath Apne knowledge ko bhi increase Karte Hain jisse Ham Forex Mein Achcha profit Hasil kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: jab news ati hai tu kia hamra knowledge hamrey kam ata ha ?

                  G han bilkul zaror kinu nahi news ko ham fully understand hi knowledge key zareeye kar sakty hey agar knowledge me kami ho gi to kesi news ko ham understand nahi kar sakty hey, basically news ko samjny key ley economic se related knowledge hasil karna zarori hota hay agar ye education hasil ki jaye to traders key ley har news ki samaj ajati hay aur ye trading me kafi helpful be ho sakti hay, kon si news important hay aur kon si nahi aur kon si news market par negative ya positive effect kar sakti hay es bar me economic knowledge hasil karna zarori hota hay, jes key pass esi knowledge nahi ho gi news data agar un ko mil be jaye to wo es se market me koi acha idea nahi le sakta hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: jab news ati hai tu kia hamra knowledge hamrey kam ata ha ?

                    G han dear bilkul knowledge kam ata hai jab news ato hai tu knowledge kam ata hai but technical analysis fail ho jaty hain technical analysis kam ni aty is liye agar news par trading karni hai tu ap knowledge k zariye news ko understand kar sakty hain news se pehly fundamental analysis kiye jaty hain aur diffrent currencues k bary malomat ki jati hain aur har countries k polictical aur economical halat se bakhabar rehna parta hai agr ap jis currency par trade lagana chahty hain tu jis country ki currency par ap ne trade karni hai ap ko us country k halat se har time tuch rehna hoga aur apko uski economical postion ka knowlede hoga tu ap news ko achi tarha se understand kar sakyn gy kyun k news kisi bhi currency k achanak up ya down hony ki waja se ati hai aur news k time market bahut fast move karti hai is liye ap k pass knowledge aur experience zayada bahut zayada hona chahhye aur investing.com par economic calender ko lazmi check karyn aur news ko follow kar k profit earn karyn
                    • #11 Collapse

                      Re: jab news ati hai tu kia hamra knowledge hamrey kam ata ha ?

                      News aur knowledge ka aisa koi combination nahi hota kay forex market ki news he hamarey knowledge kay mutabiq hoti hai. Forex trading market hamarey knowledge level pay nahi chall rahi hoti hai bulkay traders ko news kay mutabiq knowledge ko use ker kay trading kerni hoti hai. Forex trading market mai news ka taaluq international policies, politics aur movements ki wajah say bann jaati hai. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai iss liye traders ko news ka wait kerna chaiye aur phir jab traders ko koi news milti hai tou market mai trade open kernay kay liye knowledge he kaam aata hai. Forex trading mai jo traders acha knowledge aur learning hasil ker kay kaam kertay hain unhain he news pay trading say faida hota hai kiyu kay news kay baad fundamental analysis kay liye learning aur knowledge bohat zaruri hota hai
                      • #12 Collapse

                        Re: jab news ati hai tu kia hamra knowledge hamrey kam ata ha ?

                        Assalamu Alaikum dear friendReal Forex member Forex trading Mein knowledge ki bahut ahmiyat hai aur Jin members ke pass Forex ka knowledge hai vah Forex Mein acchi trading karte hain aur accha profit Hasil karte hain isliye Hamen chahie ki Ham Agar Forex Mein Kamyab Hona Chahte Hain to Forex ka knowledge increase Karen Jinse Ham forex Mein Kamyab ho sakte hain aur for Mein Achcha profit de sakte hain
                        Forex trading Mein knowledge Hamare Har Tarah Ke points ko samajhne Mein Hamare help karta hai aur Hamare liye iji rahata hai ki Ham Forex Mein Achcha kam kar sake Jis Tarah Forex mein kisi bhi Tarah Ki Koi news Aati Hai tab Hamara knowledge Agar Achcha hai To Ham usko acchi Tarah Se Samajh Kar apni trading per apply kar sakte hain isiliye knowledge ki bahut ahmiyat Hai To Hamen chahie ki Ham Forex trading ke sath sath Apne knowledge ko bhi increase Karte Hain jisse Ham Forex Mein Achcha profit Hasil kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: jab news ati hai tu kia hamra knowledge hamrey kam ata ha ?

                          Dear forex members forex trading may haumay agar kamyaabi hasal hoti hay tou hamaray knowledge aur learning skills ki base pay hasal hoti hay Forex trading may jab traders trading kartay hay to unko trading Kay liye apni trade ko open karna hota hay jiss Kay liye market ki movement ko monitor kartay rehtay hay aur hamesha I news pay focus kartay hoye trading kartay hay haumay trading may yeah bat zehan nasheen Karni chahiye kay market ki movement kabhi bhi kisi bhi news ki waja say change ho jati hay jiss ki waja say haumay trading may loss ya profit hasal hota hay uss wakat market ki movement ya tou bohaut zayada bullish trend no may move karti hay ya pher bearish trend may move karti hay lehaza forex trading may news ko monitor karna bohaut zayada lazmi hay .

                          Forex events ya Forex news ka currency pay bohaut zayada effect hota hay iss liye traders ko bohut zayada trading news aur news events pay nazar rakni hogi in may say kuch news kam asar dalti hay aur kuch news bohut zayada asar dalti hay har currency say relate Karney wali kuch news hoti hay Jo directly ake currency pay asar andaaz hoti hay magar dosri currency pay uss news ka koi asar nai parta hay .

                          Forex trading may haumay hamesha trading news pay focus kartay hoye trading karni chahiye aur apney knowledge aur learning ko zayada say zayada improve kartay hoye intertainment market ki movement ki news aur trends ko samjhnay Kay bad hi trading karni chahiye.
                          • #14 Collapse

                            Re: jab news ati hai tu kia hamra knowledge hamrey kam ata ha ?

                            G han dear forex member ,apny blkul thk khs ,jb b market my koi news hate a to ismy hamara knowledge hmrhy kam hata a ,Kiu k jb b forex market my koi news hate a to technical point py uspy kam hota a ,to dear forex members ,hm news ko smjh e tab sakhy gy ,jb hmrhy pas knowledge r experience majood o ga trading k barhy my ,hm news ko study kar sakhy gy to hm tab market my sae trh sy apply kar sakhy gy ,Asal my dear forex members ,news ko samjhna sy phly ,hmrhy economic ko b smjh na hota a ,r usko hm fundamental analysis sy smjh sakhy hay ,mtlb news sy phly hmrhy fundamental analysis karty hay ,tb hm news ke trf haty hay ,to dear forex members ,aghr hmrhy pas knowledge majood o ga to hm trading ke economics ko smjh kar news ko smjh sakhy gy ,So dear forex members ,news ko smjhy k liay r market my apply karnhy k liay knowledge ka hona bht ziada zaroori a.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jab news ati hai tu kia hamra knowledge hamrey kam ata ha ?

                              dear waisy to ais marketplace mai jab news aati hai to aus time ap ais market mai technical okay hisab se kaam nai kar skaty hai magar jab ais market mai koi information aati hai to aus ko bhi trade karny ka tareeka hota hai aus mai ap ko information k bary mai look at karni hoti hai ok ais marketplace mai ais news se kai asar ho ga aor ais information ki waja se marketplace mai kitni second ho satki hai ap ne agar information par alternate karni hai to aus okay liay ap ko pending orders lagany hoty hai marketplace ap ka jo bhi order autha le ap aus par income le lety hai tabi ap apna dosra order delete kar dety hai aisi hello bahot sari buying and selling plan hai jin se ap information k time par kaam kar okay acha income bana skaty hai magar ap ko information trading mai lot choti use karni chaye aor ais mai ap ko danger kam lena chaye.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X