Forex Main Learning ki madad se trader knowledge,experience & skills hasil karta hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #991 Collapse

    Saih kaha boss ap nya yahn main nay aksar daika hay kay log learning ki bajye sirf bonus dollor banty hain kuch sehkty nahn aur phr wo dollor jub un kay hath say nkal jaty hain to bajye is kay kay apni galti say kuch sehakin wo bus aik hi circle main chalty hain continue lerning hi ap ko kkamyab kar sakti hay forx main
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #992 Collapse

      Apki baat sahi hay forex trading ki learning say humay pata chalta hay keh skil kya hoti hay aur ye kaisy humari trading par asar dalti hay so humay chahiey keh apni skill ko barhaye ziada practice kar kay.
      • #993 Collapse

        G han forex me success learning s hi milti hai. Jab ek trader market me ata hai to us k pass knowledge or experience nhi hota jis ki wajah s us ko loss hota hai or wo forex ko leave kar jata hai. Agar ap forex k barey me kaafi knowledge or experience gain kar k trade kare to ap ek best trader ban sakte hain is liye learning hi hai jo ap ko success ki taraf ly jati hai.
        • #994 Collapse

          han ji forex ko learning karne se muje bohut si knowledge or experience or aisi skills milti hain jo muje aik teacher nahi de sakta or mae ye sub kuch pa kar bohut hi khush hun yaqeen manay...
          • #995 Collapse

            g bilkul jab tk ap is par knowledge hasil karo gay aur forex main experience hasil karoga to ap ko aik acha skill ni milaga aur forex bohut achi hain aur apko is say knowledge ana chahiye..
            • #996 Collapse

              jee han main ap se agree hon forex trading aik bohat hi acha online business hi jis main kamybi ke lye ap ko learning [patince control greed emotions orr fear kerna hota hi warna ap ko loss hi hoga
               
              • #997 Collapse

                Aap k baat bilkul theek hay k hum chahtay hain k hum is forex forum mein aa kr jald sy jald ameer ho jaen, bhai jan sonay (Gold) ko b bohat zayada aag pr garm krain to us ki shakal sahi banti hay aur ici tarha heera diamond ay jab tk us ko achi traha trasha na jaey to us ki shakal wazeh nahi hoti ici targa ek trader ko sakht mehnat krna hoti hay tab he wo ek kamyad trader banta hay aur is mehnat say he us ko achi khasi learning aur phir earning hoti hay. .,.,.,.,.,.,
                • #998 Collapse

                  bhai appnay bohat achi batain ki hain hum new traders ko samjhny kay lay ji bhai mai app ki bat say agree ho kay hamain zada say zada learning ki taraf tawaja deni chahaiy ta ky hum acha kam kar saky forex ko siraf earning ka zarya nahi samjhna chahaiy balky is ko aik acha insituit bhi samjhna chahaiy jo humay tajarba or achi malomat deta hai or humary kam ko sarhata hai
                  • #999 Collapse

                    g bilkul asa hee hai k forex ain app learning k madad see bohat kuch gain kar saktee hain isee trar ager aoo ko forex k baree main kam bee pata hain tou iss k learning kee jasaktee hain
                     
                    • #1000 Collapse

                      jee han main ap se agree hon forex trading main agar ap kamyb hona chete ho to ap ko iss business main proepr learning kerni ho gi then hi ap iss main acha profit gain ekr sakoo ge orr earning bi achi ho gi
                         
                      • #1001 Collapse

                        bilkul sahe kaha bahi ap ny new traders jo esy join karty ha wo yahe soch k join karty ha k rato rat es sy rich ho jay gy or wo without knowledge or experience es ko karty ha jis ki waja sy unhy just loss he hota ha es lia hamy ya samajna chaheya k ya ek business ha pahly hamy es ko learn karna chaheya es ka knowledge hasil kar k es ki practice karni chaheya demo account py es sy hamari skills improve ho gi or hamy market ka pata chaly ga jisy ham use kar k real account py easily profit earn kar sky gy.
                        • #1002 Collapse

                          Je ha bahi forex trading ke learn kanre ke liye ap ko online kafe ahca system mile jaye ga or is ek bade ap demo par practice kar ke ap kafe acha earn kr sakte ha trading se
                          • #1003 Collapse

                            after i started to industry with hihg size lot, My partner and i started to get rid of repeatedly, in addition to my even bigger bank account likewise experienced cease out there.
                             
                            • #1004 Collapse

                              bhai jan sonay (Gold) ko b bohat zayada aag pr garm krain to us ki shakal sahi banti hay aur ici tarha heera diamond ay jab tk us ko achi traha trasha na jaey to us ki shakal wazeh nahi hoti ici targa ek trader ko sakht mehnat krna hoti hay tab he wo ek kamyad trader banta hay aur is mehnat say he us ko achi khasi learning aur phir earning hoti hay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1005 Collapse

                                g han trading main learning karny say ap ka knowledge bhe increased hota hay aur ap ki trading skills bhe improved hoti rehti hain so every time learning ajri rakhna chaye kuinkay trading aik ais market hay jis main any time changing hoti rehti hain aur acha traders wo hota hay jo in changing ko nazar andaz na kary

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X