Saih kaha boss ap nya yahn main nay aksar daika hay kay log learning ki bajye sirf bonus dollor banty hain kuch sehkty nahn aur phr wo dollor jub un kay hath say nkal jaty hain to bajye is kay kay apni galti say kuch sehakin wo bus aik hi circle main chalty hain continue lerning hi ap ko kkamyab kar sakti hay forx main
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим