Successful Trader

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Successful Trader
    Assalamu alaikum all dear folks friends doston kaise hain aap sab doston main aapko batata hun FIR Forex mein aap successful trader Kaise Ban sakte hain aur successful trader Hota kaun hai mere dost successful trader hota hai jo Forex Mein kam karte hue tension Nahin Leta aur regular basis per Apna munafa leta rahata hai business se vah Forex Mein proper planning Karta Hai experience Hasil karta hai aur FIR real market Mein kaam karta hai tu agar aap successful trader Banna Chahte Hain To Mere Pyare bhai sabse pahle aapane Forex ke related knowledge cancel karna hai karne ke bad aapane demo per kam karna hai demo per Jyada Se Jyada experience lena hai ya Kisi senior trader ke sath kam kar ki experience Hasil karna hai uske bad aapane real market Mein inter hona hai aur jaldbazi aur lalach se avoid karna hai aur Sabar ke sath trading karni hai to aap bhi jald Ek bahut acche aur successful trader Ban Jaenge market mein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Successful Trader

    ek successful trader utsav kahlata Hai jab vah apna ek plan banakar jalta Hai trading mein plan banakar chalenge aur apne profit ka target minimum the minimum rakhenge to aap ek for ban sakte hain main accha trader banna itna koi khaas mushkil nahin hai agar ham hardworking Karen aur kuchh Din Ka experience hasil Karke trading start karen To hamen acche trader ban sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Successful Trader

      dear g han ap nay acha swal kai hay agar ham nay success full trader bana hay to is main ham o apnay kam ko acahy say kaarty rahna ho g is main ham ko kabhi bh jaldbazi k sat apnay kam ko nahi karan ho g is main ham ko chye k ham is main mehnat k sat kam ko kia karein is main ham ko kabhi bhi bager analysis k aor jaldbazi k sat trade konahi karna ho g .
      • #4 Collapse

        Re: Successful Trader

        sucessful trader bannay say pahly is k bary main planing karni ho gi aur hamain market main kam kar k hi hum achy say trade kar ksaty hain aur hamain part time main b i job kar k hi hum achi trade karni ho gi aur hamain market main bi enter hony say pahly is k bary main anlayse kar k hi hum achi trade karni ho g aur hamain is forum main earning ho saky gi ta k loss km ho
        • #5 Collapse

          Re: Successful Trader

          sducess full traders wo hita hy jo lossd hony k bawajjkod bhi forex ko leave nhee kerta balk usko controle kerta hy i mean reciover kerta hy or ager koi mistakes ho jaiy to uassey lesson hasil kry balk khuch traders esy hoty hein jo loss hony per himAT HAR DETY HEIN hamin chaiy keh hum bhi sucess full traders ki trah ban jain loss hony per himat bilkul himat builkul bhi nhee harni chaiy balk usko recover kerny k liuy planing kerni chaiy
          • #6 Collapse

            Re: Successful Trader

            Forum per hamesha vahi successful trader hota hai ki jo apne karm ki taraf jyada focus karta hai aur jo maximum online hokar aur learning hasil kar leta hai kyunki jyada learning se hi members ko experience bhi jyada ho jata hai aur isi tarah se hi member ka knowledge bhi jyada hota hai aur jin members ke pass experience aur knowledge jyada hai vah hi kamyab trade abhi hain aur unko trading karne ke bare mein bhi har ek chiz ke bare mein achcha knowledgement jata hai
            • #7 Collapse

              Re: Successful Trader

              Dear friend aik kamiyab trader ky pas trading ka eaxpirense or knwoallge ho ta hain or woh ap ny eaxpirense sy achi earning kar sakta hain or apna acount bhi safe rakha sakta hain is liye trading kar ny sy pahly zarori hain trading ka eaxpirense ho na is liye trading ka eaxpirense gain karin or kamiyabi hasel karin
              • #8 Collapse

                Re: Successful Trader

                Agar aap successful trader Banna Chahte Hain To aapko chahie ki aap Forex trading ke har Asus ko follow Karen agar aap in Asus ko follow Karenge to tab bhi aap ek successful trader Paas Rehte Hain successful trader padhne ke liye market ke trendz ko dekhna bhi zaroori hai aur usko samajhna bhi zaroori hai Jab aap usko samajh Lenge to tab hi aap ek acche trader pahunch sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Successful Trader

                  agar humain aik kamayb tradaer bnna hy to umain sb say pehlay kam kurnay kay liyay es kay baray main acah experience or knowledge gain kurna ho ga jub hum es main acha experience or knowledge gain kur lay gay or es kay mutabq kam kuray gay tub hum es main zror kamyab ho sakay gay or es kay sath sath humain trading kurtay waqt soch samujh kay or fresh mind say kam kurna ho ga or jub hum es trah kam kurya gay rules ko follow kur kay kam kuray gay tub hum zror kamyab ho sakay gay or aik acahy trader bhi bun sakay gay or successful trader bhi bun sakay gay
                  • #10 Collapse

                    Re: Successful Trader

                    successful banne ke liye buhat mehnat karni parti hai ham mehnat se kam kar ke kameyab ho sakte hain agar ham mehnat nahi karain ge to hmain knowledge nahi mile ga ham kameyab nahi ho sakte hian hmain chahiye ke ham mehnat se kaam karain aur acha kaam karain aur practice ko focus karain agar ham practice kao focus karain ge to ham kameyab ho saken ge
                    • #11 Collapse

                      Re: Successful Trader

                      Forex mein kaamyaab trader banny kay leye hum ko is mein mehnat aur hardwork karna zaroori hai hum forex mein jtni ziada mehnat karain gey forex ko samjh saktay han aur forex ki learning knowledge aur experience ho ga tu hi hum forex mein kaamyaab trader ban saktay han forex mein Jo kaamyaab trader hota hai woh market mein inn hone kay leye kabhi jald bazi nahin karta kaamyaab trader kabhi bhi lalach nahin karta aur kaamyaab trader emotional trading nahin karta
                      • #12 Collapse

                        Re: Successful Trader

                        Successful trader banne k lie demo account per trading k practice kren r seniors se help lyn trading k bare tb experience k sath acha trader bana ja skta hy
                        • #13 Collapse

                          Re: Successful Trader

                          This is in-complete question, just a hint.
                          the question is that who is successful Trader.?

                          There are some signs of successful traders.
                          1. wo sb se pehle trading ka mukamal knowledge hasil kre ga.
                          2. wo ilm k lye books ko study kre ka aur video loecture b le ga, after proper education.
                          3. trading me aise he ni aye ga, paisa itna lgaye ga k agr loss b ho jaye to wo dobara trading krne k qabil rahe.
                          4. Jb b koi trade le ga apne ustaad ki rehnamai le ga, market ko study kre ga. signal b check kre ga. aur news ko study kre ga.

                          aur b kafi cheezain hain, but i think that these are sufficient to be a successful traders.
                          Thanks..
                          • #14 Collapse

                            Re: Successful Trader

                            Successful trade banny k liye jo cheaz required hai wo hai hamari mehnat k jab ham mehnat k sath dil laga ker kam kerty hain to kamyabi zaror milti hai successful trader banny k liye apko sabse kam lena hita hai kiin k saber se kam lena hi achu kamyab trader ki sift haiager kisi trader main saber ki sift na ho wo successful trader banny se mehroom rehta hai to sab se pehly saber kerna seekhen kiin k trade main hamy saber boht kerna hota hai phir is ka reward bhu boht acha milta hai saber karen and us ka sila apko lazmi milta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Successful Trader

                              Dear member successful trader Vahi hota hai jo Forex ko time deta hai mehnat ke sath work karta hai kyunki Forex Mein Vahi members Kamyab hai jo Forex per hard work karte hain aur apne knowledge mein learning karke izafa Karte Hain kyunki Forex Mein kamyabi ke liye jaruri hai ki Ham Forex ko learn Karen aur knowledge gain Karen experience ke bad hi ham Kamyab jada Ban sakte hain kamyab trader banane ke liye Forex ko analyse karna bahut jaruri hai aur yakin hi members Kamyab Hain Jinke pass experience hai aur vah Forex ko analyse Karte Hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X