gold par trading karna kaisa he ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    gold par trading karna kaisa he ?
    gold par trading karna mojoda halat main inthai mushkil he q ke gold rate ki kuch samjh nahi aa rahi q ke mojoda halat main market ki samjh nahi aa rahi es liye gold par trading ko soch kar karni chahiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: gold par trading karna kaisa he ?

    gold aik risky pair hai jis main humain loss bhi hota hai laken aghr hum aghr kamyab hona chahty hain tu samll lot se trade lgaen or lalch na karen q k lalach se apki trading ability bhi weak ho jati hai jis se apko kbhi bhi acha profit nahi milta hai or na he apka experience incraese hota hai es liye apny experience ko increase karny k liye lalach ko avoide karen yah apko kabhi kamyab nahi hony dega ap fail ho jao gy forex main
    • #3 Collapse

      Re: gold par trading karna kaisa he ?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Atiqurrehman پيغام ديکھيے
      gold par trading karna mojoda halat main inthai mushkil he q ke gold rate ki kuch samjh nahi aa rahi q ke mojoda halat main market ki samjh nahi aa rahi es liye gold par trading ko soch kar karni chahiye
      gold bahut hy irsky pair hai hamen tabhy trade karbna chaye gold p jab hamare pass acha capital ho aur hamen trading experience ho iska tabhy ham ismien se acha profit haisl kar paenge .
      Today's Latest Update

      RockMan's Trading Journal
      • #4 Collapse

        Re: gold par trading karna kaisa he ?

        Dear friend forex trading men gold aik risky pair hey iss liay gold pe trading karna mushkil hota hey kiun k gold ki fast aur unexpected movement hoti hey aur kisi side pe bhi bari movement kar sakta hey lekin agar aj 1720 tak jata hey tu sell pe trade kar k acha profit kama saktay hen
        • #5 Collapse

          Re: gold par trading karna kaisa he ?

          is par hamara trade krna bhot Eada muahkil hota hy jo bnda bhi is my apanai ttade krta hy who hhot seada mauhkul my isy apanaia trade krta hy us ko loss bhi zeada ho sgta hy our profit bhi paki paire ki nisbat zeada ho jata ahy is my
          • #6 Collapse

            Re: gold par trading karna kaisa he ?

            gold par trading karna bahut risky hota hae q ke gold bahaut he zayada risky pair hae to new members ko main advice karon ga ke ke wo kabhe bhe is main trading na kiya karen q ke new members ke pas aik to experience or knowledge ke kami hote hae or dosra un ke pas account bhe small hote hain o un k eliye bahut je zayada risky ho jata hae apko to pata he hae jab gold move karta hae to us ke movement kese hote hae to isi liye hamen hamesha ache tarahse tading karne cahaiye take hum is main kamayb ho saken
            • #7 Collapse

              Re: gold par trading karna kaisa he ?

              Ji bhaiya aapane bilkul sahi kaha aaj Kal gold py trading karna ek khatarnak kam samjha jata hai kyunki aaj kal market ki koi samaj nahin a Rahi. Mere khyal se yah sab Corona virus ki vajah se hai Jo market aisa kar rahi hai kyunki halat hi kuch aise bane hue hain isi vajah se market aisa kar rahi haiisiliye aaj Kal ke daur mein agar aapane gold per trading lagani hai to bahut soch samajh kar lagaen. Shukriya
              • #8 Collapse

                Re: gold par trading karna kaisa he ?

                Gold pr balance ko dekh k decision lena chahiye agr balance ziada hai tu phr sell ki trade open ki jaye wrna gold mein trade open krny ka risk na lein kionkeh kuch malom nhi k gold buy mein chala jaye tu big loss ho sakta hai is liye kam az kam gold mein trading na krein currency pairs mein kr sakty hein.
                • #9 Collapse

                  Re: gold par trading karna kaisa he ?

                  Dear apne bhut achi bat ke hay gold per new members kelye bhut zadya mushkil hay kew gold per humra account wash hu sakta hay isley hum new members ko chlye crude oil per trading karna chlye phir wo kamyab hu sakty hya phri acha profit hasil kar sakty hay
                  • #10 Collapse

                    Re: gold par trading karna kaisa he ?

                    Forex trading mein gold ek bahut zyada risky pair hai aur Forex trading mein gold bahut zyada hamein profit bhi de sakta hai yah bahut zyada hamen loss bhi de sakta hai jiski vajah se Forex mein hamara bonus account be washed ho jata hai aur forex trading mein aksar logon ka account washed gold ki vajah se bhi hota hai to isliye Forex trading mein hamen koshish karni chahie ki ham gold per apni trade na lagaen Forex mein hamen trading us waqt karni chahie jab market ki taraf se hamen ache aur strong signal hasil ho rahe ho jisse Forex mein hamen achi earning hasil Ho aur Forex trading mein hamein us pair per apni trading karni chahie jisse hamen acha profit hasil ho aur Forex mein trading se pahle hamen market ka fundamental aur technical analysis karna chahie kyunki Forex mein achi trading ke liye market ka fundamental aur technical analysis hamare liye bahut hi zaruri hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: gold par trading karna kaisa he ?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Atiqurrehman پيغام ديکھيے
                      gold par trading karna mojoda halat main inthai mushkil he q ke gold rate ki kuch samjh nahi aa rahi q ke mojoda halat main market ki samjh nahi aa rahi es liye gold par trading ko soch kar karni chahiye
                      Gold ke pair par trading karna Kafi risky Hota Hai Kyon Ke Gold ke pair ki movement bahut jyada Tej hoti hai aur gold ka spread bhi bahut jyada Hota Hai isliye Hamen Gold ke pair par trading karne ke liye bahut jyada experience aur knowledge ke sath sath Hamare account mein balance bhi achcha Hona chahie Agar hamare pass Forex trading ka Achcha knowledge or experience ke sath Achcha balance Bhi Ho To Ham Gold per trade Karke acchi earning kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: gold par trading karna kaisa he ?

                        gold pe kaam karna asan hai is mein kaam karne se ham kameybi hasil kar lete hain hmain is mein kameyabi chahiye to hmain is mein kameyab hona hai agar ham ne mehnat se kaam karna hai agar ham ne is mein mehnat se kaam karna hai to hmain is mein knowledge hona chahiye agar ham knowledge chahite hain to hman is mein kaam karne ke liye practice karni hai agar ham practice karte hain to ham kameyab ho sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: gold par trading karna kaisa he ?

                          Dear member gold aik bahot jaldi mufa aur nuqsan deny wala pair hai. Gold pay ap tb trading karen jb ap kay account mn acha khasa blance hu kayo k gold pay apki aik ghalt trade apko shadeed paryshan kar skhti hai aur nobat ap kay account wash hony tak bhi a skhti hai. Tu meray hisab sy tu gold sy parhez karna bahot behtar hai. Lakin agar phir bhi ap chahty hain k gold pay trade karen tu stop loss lazmi lagain tan k wo trade apki bardasht sy bahir na hu aur ap apna account bhi mehfoz kar len. Ma nay gold ki waja sy bahot sary trader ko dobty hue dekha hai is lye mera tu mashwara yehi hai k gold sy parhez behtar hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: gold par trading karna kaisa he ?

                            Gold p trading krna koi mushkil ni per aik bat jo k gold ki market main ziada importance rakhti hy k ap lot bilkul chhoti lagao aur fundamental analysis kr k hi entry lagao kio k aksar gold ki movement change ho jati hy fundamental analysis ki waja sy to iiy gold p trading kr k bi ap profit ly sakty ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: gold par trading karna kaisa he ?

                              Gold per trade karna Very Riski Hy Iss tarah hamen acchi trade achi management say Hi Currencis peHi lagani hai to hamen achcha fayda asaani Say hardworking say Hi Got Ho ga khoob Dil lagakar kam Karen is tarah achaa Sa Fayda asaani Say got asaani Say hi hasil ho ga khoob Dil lagakar kam Karen Achi trad lagayan aor achaa Sa Fayda asaani Say got Hasil asaani Say ho ga. Khoob mehnat Karen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X