Forex mein jo new trader han un ki aur experience trader ki trading mein Fark tu hota hi hai kiok jo log experience han wo apne experience ko use kar Kay trading kartay han aur new trader ko experience nahin hota is leye wo tukay laga kar trading kartay han aur experience trader aur in experience trader mein sab se bara Fark ye hota hai kay wo apni trade har waqt open nahin rakhtay un ko market mein opportunity milti hai tu market mein trade open kar Kay profit earn kartay han aur jo new trader han wo har waqt apni trade open rakhtay han aur is traha loss hi hota hai hum ko forex ka experience hasil karna zaroori hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим