ham jb trade krty hy tu hamye signals ki zarorat hoti hy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ham jb trade krty hy tu hamye signals ki zarorat hoti hy?
    dears friends , jb ham koi trade ko open krty hy tu is me hamye signals ki zarorat hoti hy , ham is signals ky mutabiq trade krty hy , jo hamye acha profit dy skti hy...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ham jb trade krty hy tu hamye signals ki zarorat hoti hy?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: waseem112 پيغام ديکھيے
    dears friends , jb ham koi trade ko open krty hy tu is me hamye signals ki zarorat hoti hy , ham is signals ky mutabiq trade krty hy , jo hamye acha profit dy skti hy...
    Agar ap trade karna chahte hain to ap ko signal ky zaruraat nhy balke apko ache analysis ky zarurat jiski wajah se ap trade kar paenge market hamesha technical analysis per movement kerti hai lekin jab fundamental analysis hoty hain tou market technical wali tamam supports aur resistances ko break ker jati hai ky fundamental analysis supersede Ho jaty hain tou aesy time per technical analysis ki koi value nehi rehti hamain dono analysis sy help ly ker trade kerni chahiay.
    Today's Latest Update

    RockMan's Trading Journal
    • #3 Collapse

      Re: ham jb trade krty hy tu hamye signals ki zarorat hoti hy?

      hamen kisi ke signal per depend nahin karna chahie koshish karen apni strategy could create Karen apni strategy per kam karenge to confidence Hoga confidence ke sath kam karne se bahut accha profit mil sakta hai
      • #4 Collapse

        Re: ham jb trade krty hy tu hamye signals ki zarorat hoti hy?

        agar signals ka aapko acchi tarah se knowledge or experience hoga tabhi aap signals ka acchi tarah se use kar payenge aur kabhi bhi jaldbaji mein signals ka use mat Karen kyunki signal se bhi bahut sare fake hote hain isliye aapko hamesha shabd ke sath kam karna chahie kabhi bhi signals per depend mat hokar kam Karen
        • #5 Collapse

          Re: ham jb trade krty hy tu hamye signals ki zarorat hoti hy?

          Mere khiyaal main forex forum market main trading kay liay signals say ziyaada zaroorat experience ki hay ager aap ka experience achha hay oar aap market ko study kar sakty ho to pher signals say ziyaada market analysis pe depend karain oar market analysis pe trading karain
          • #6 Collapse

            Re: ham jb trade krty hy tu hamye signals ki zarorat hoti hy?

            dear g han ap nay acha swal kia hay waqay main he ham ko signal ki need hoti hay agar ham is main trade ko kia karein to is main ham ko news o achay say assess karna ho g ao is k bad main he ham ko chye k ham trade ko set kr eya kia karein agar ham is main aisa karay raha karein gye to bad main ja kr k he ham kamyb hon gye is main ham ko mehnat k sat apnay kam ko katya rahna ho g .
            • #7 Collapse

              Re: ham jb trade krty hy tu hamye signals ki zarorat hoti hy?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: waseem112 پيغام ديکھيے
              dears friends , jb ham koi trade ko open krty hy tu is me hamye signals ki zarorat hoti hy , ham is signals ky mutabiq trade krty hy , jo hamye acha profit dy skti hy...
              Ji bilkul Jab Ham trading Karya To Hamen signals ki jarurat Hoti Hai Kyunki Jab Hamen market kiye protection Jhanki market ke analysis karne mein achi tarike se samajh Nahin Hoti To Ham dusre members joke expert traders bhi hote hain Unse ham log Forex related currencies pair ke bare mein signal Le sakte hain aur UN signals ko apni trading Mein copy Karke aap log acchi Tarah Se Barkat ka experience hai Asal karte hain aur Hamen Jab traders ko copy karte hain To Hamen Achcha profit bhi Milta hai isliye koshish Kiya Karenge aap log expert traders se Mashwara kar liya Karen Jab Bhi aap Logon Ko trading mein koi masla hota hai ya nahin aap Logon Ko samajh na aa rahi Hogi market kaun si move Mein jaane wali hai ya FIR aap Logon Ko Pata Na Chale ki market ki production Kaise karni hai to aap senior Logon se guidance jarur le liya
              • #8 Collapse

                Re: ham jb trade krty hy tu hamye signals ki zarorat hoti hy?

                Signals kaaaa use Kayi Dafaaa humaaray LiYe Faaidaa Mand Hotaaa Hai Or kayi Dafaaa Nuqsaan Deh HoTaaa Hai lihaaza HumEn SiRf SiGnals paR hi Depend Nahi KaRnaaa Chaahiye balke KhuD Bhi MaRket Ko Samajhnaa Chaahiye Or Achi TaRhaaa Analise KaRnay k Baaaad hi Trade Lagaani Chaahiye Q k Jitnaaa Samajh KaR Kaaam KaRen Gy Utnaaa hi HumEn Faaidaa HoGaa or Kaamyaabi k ChanCes Bhi Zyaada hi Hoon Gy....
                • #9 Collapse

                  Re: ham jb trade krty hy tu hamye signals ki zarorat hoti hy?

                  Gee haan bhai aap ki baat theek hai forex mein signals per trade kernay sae humain kamyabi hasil ho sakti hai hamain is k bary main practice karni ho g aur hamain acha trader banay say pahly is k rules ko mind main rakhna ho ga aur hamain chaye is k bary main bi trnd ko use kar k hi hum achi trade karni ho gi aur hamain knowldge ho ga tba hi hum achy say trade karni ho gi tab hi hum suces ho skaty hain aur hamain market main earn ho sakti hai
                  • #10 Collapse

                    Re: ham jb trade krty hy tu hamye signals ki zarorat hoti hy?

                    kabhi bhi signals per depend ok trading nahin karni chahie balki aapko apne malik ka depend hona chahie aapko chahie kya aap apne learning ko strong Karen daily basis per chinta se hardworking Karen practice Karen forest related knowledge or experience acchi tarah se hasil karte rahen
                    • #11 Collapse

                      Re: ham jb trade krty hy tu hamye signals ki zarorat hoti hy?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: waseem112 پيغام ديکھيے
                      dears friends , jb ham koi trade ko open krty hy tu is me hamye signals ki zarorat hoti hy , ham is signals ky mutabiq trade krty hy , jo hamye acha profit dy skti hy...
                      Ek achay or ek prfessional trader ko kabhi signal ki zarrorat nahi hoti hai, ek loser trader hi hamesha market mai log say signal mangta rehta hai q k use apni trade pay bharosa hi nahi hota, use apnay ap py trust nhi nahi hota k wo jis way mai trade karega uski startegy use support karegi, or trust huga bhi q jb us k pass learning knowledge oe experience hi nahi huga, trust un logo ko hota hai khud pay jinhi apni strategy pata hoti hai jinhe pata hota hai k kbse kbtak hamari strategy work karegi or kb nahi akregi
                      • #12 Collapse

                        Re: ham jb trade krty hy tu hamye signals ki zarorat hoti hy?

                        Dear friend kabhi kabhi signal best mil Jaate Hain aur Kabhi acche Nahin Milte Is Tarah market ki movement ko Samay Lena Jyada Behtar Hota Hai Jab Apne analyses Karenge market ko samjhenge vah Jyada behtar hai signal per trading karna Itna Behtar Nahin Hai
                        • #13 Collapse

                          Re: ham jb trade krty hy tu hamye signals ki zarorat hoti hy?

                          Jo log trade bghair sighnals k lgaty Hein to unhein nuksan hony k chances ziada hotty Hein hmain chahye keh ham log sighnals daikh k k trade lgaen aesa ham kreingy to zarori h hmary liay ham perfect currency pair ko sell or buy Kar skein aesa na ho Jo currency pair ham sell krein ya buy krein market us k ult chal rhi ho to hmain nuksan hoga to is bchny k lye hmain chahye keh ham sahi trha trade lgaen
                          • #14 Collapse

                            Re: ham jb trade krty hy tu hamye signals ki zarorat hoti hy?

                            Bilkul aapane theek Kaha Jab Ham trade Karte Hain To Hamen signal ki bahut jarurat Hoti Hai follow karna chahie Jab Bhi Humse Milte Hain tab bhi Ham apni trade open kar sakte hain jaise Hamesha Achcha fayda Hota Hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: ham jb trade krty hy tu hamye signals ki zarorat hoti hy?

                              G Han bikul sahi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X