Forex main emotions per control krna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    Forex main emotions ki koi gunjayesh nahi hy. Jab tak aap emotions ko control nahi karain gey aap ko kisi bhi waqt loss ho jaye ga. Aik target bana kar aur planning kar key trading ki jati hy. Jab aap ney loss ko pehlay sey hi decide kia hota hy to aap key emotions control main rehtay hain aur aap aik planning sey decisions letay rehtay hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      g han app ne shai kaha ha hmen is business me hmeshah emotions par cantrol krna chahe kyun k agr hm is business me emotions par cnatrol kr k kam karty hain tu hm is business me loss se bach skaty hain is iliye emotions par cnatrol krna chahe hmeshah
      • #78 Collapse

        ji bhai aap nay bilkul theek kaha hay my app say bht agree hun bhai par bhai jab mt4 chaal raha hotaa hay na or aap kee aik ya doo trades may close ho jatti haen toh aap may lalch ajaataa hy aap phir baary lot say trading strt kar daity haen orr ap ko loss houna strt ho jata hay..
        • #79 Collapse

          yes my dear friend ap ne bilkul sai kaha hai hame apne emotion pe control krna chahiye ham agr apne emotion per control krenge to acha khasa profit earn kr skte hai
          • #80 Collapse

            yeah brother agree with you trader ko forex business me apnay emotion per control karte howe work karna chahiye, because emotion me traders ka mind correct work nahi karta is leye better he always fresh mind ke sath trade karni chahiye, emotion isn't good in forex business...
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #81 Collapse

              ap sahi bol rahe hain han emotions per lazmi qaboo hona chahiye agar emotions per control nahi kara jaye to kabhi bhi forex ke business me aao successful nhi ho saken ge is lye kabhi bhi emotional na hon or mehnat karte hue mind ka sahi use karte hue trading karte rahen .

              اب آن لائن

              Working...
              X