planning

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    forex trding main hamein planin g ky sath kam karna cahye tky bad main loss sy bach saky q ky hum jo bhi kam karty hai sub sy pehly hum us kam ky lyi planing kar sakty hai taky us kam ko acha kar ky profit main ja saky forex ek aisa kam hai jis main planing ki zarort hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      planning tu forex ki jaan hai es k bagair ap ne kaam keya tu fail ho jao gay and ye ap ko kisi kaam ka nahe choray ga dear capital o manage karo and volume kam use karo
      • #108 Collapse

        jee bilkul ap ne thek kaha ka forex trading me jab bhi ham real trading start kartay hen hame is me pehlay se sari planning karni chahye k agar ham loss me jain ge to is ko recover kese karen ge ya agar market hamary against chali jati hay to hame market ko kese catch karna hay or ye sab cheezen forex trading ki early planning me ata hay
        • #109 Collapse

          jee bhai app ne bilkul theek kha hai ager hum koi be trade lgate hain bgar planning k to uss ka koi faida nai huta kun k jab hum koi be kaam planning k sath start kertehain to iss se hume faida hota hai hume pta hota hai k hume kya kerna hai lakin jab hum trade bgar planning k kerte hai tohum koi bat nai smajh pate k kya kerna hai :)
          • #110 Collapse

            ji yeh esa kam hai jis mein planning sy hi sb kuch kia jata hai jitna acha app plan kren gy utna hi profit sahi ho ga
            • #111 Collapse

              forex main trading kerny k leay planning kerna boht zaroori hy, kun k is main ham apny leay khud apny rules bnaa k set ker skty hain aur main daily profit aur loss ki ratio set ker skty hain
              • #112 Collapse

                baghair planing k ap khana bhi nahi kha sakty to ye to trading hy is liye planing ka trading me bara amal dakhal hota hy ap pehly planing karty hain phir koi kam karty hain.
                • #113 Collapse

                  G han app ne sahi kaha ha ye aik asa business ha jis meh hmen hmeshah achi planning k sath hi kam karna chahe kyun k ye aik asa business ha jis me hmen achi planning k sath hi is business me achi earning hoti ha or hm success ho sakty hain asani se
                  • #114 Collapse

                    Assalam o Alaikum, Dear Friends. Forex m humain kam karny say pehly Planning karni chahie hatakeh hum koi bhi kam start karin humain pehly kam ke planning karni chahie ta keh hum behtar kam kar sakin.
                    • #115 Collapse

                      bhai forex trading busines ni bul kah koi kam b agr hm begair ksi planing ky kren gy tu hamen almost loss ky hi mostly chance hon gy is leay forex trading men apny experience aur knowledge sy kam kren ta kh loss ky chance kam hon
                      • #116 Collapse

                        gg han bahi jan treading karny say pahly treaing ki planing karni buth hi zarori hay kiyun kay is traha say pa ko loss nahi ho ga ur ap buth hi ahca profut kama sakayn gayn bina kisi problam kay bahi jan asni kay sath ur apna life styek change kar sakty han bina kisi problam kay bahi jan.
                        • #117 Collapse

                          bhai jaan aap bikul theek keh rahe hain bhai jaan is fourm main insaan ager bagair sochey samjey kaam karta hai tu us ko loss ho jata hai isi liye is ko baghair planing ke karna bewakoofi hai .
                          • #118 Collapse

                            yes pehel se plan ki hui trade hi ham ko profit de sakti hai jald baazi main ki gai trade loss ko face karne pe majboor kar sakti hai
                            • #119 Collapse

                              Yea of course that the planning is very important in the Forex market. We are perform the good work with the help of the planning. We are work the market regular.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                Successful traders understand the benefits of using a computer - such as the ability to quickly analyze large amounts of data and many markets. However, they often do not disdain to draw graphics on paper using outdated tools such as pencil, protractor and calculator.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X