Live market me trades par focus karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Live market me trades par focus karna
    Live market me apny trades par focus karny ki bahot zarorat hoti hay, news updates hasil hony key bawajood be traders ko apny orders ko manage karny ki waja se es time tak market ko watch karna chaye jab tak orders close nahi kar dey jaty, hamesha trades ki management market ki movement par depend karti hay jab tak ye updates hasil nahi ho jati ham apny trades ko achy tareeqy se live market me manage be nahi kar sakty.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Live market me trades par focus karna

    Dear friend Jab live trading Ham kar rahe hain real account ke andar kar rahe hain To Hamen yes focus large nahin karna chahie lekin Bar Bar usko dekhne se Hamara loss or profit jo hai Kam Nahin Hoga balki Ham trade open karne se pahle acchi Tarah samajh Le ki Humne by karna hai ya sell karna hai uska take profit. Kya select karna hai uska loss stop loss kya select karna hai To Ham Jab Bole ga lete hain target set kar lete hain to Uske bad Hamen befikr ho jana chahie aur aapane planning aur strategies per Chhod Dena chahie
    • #3 Collapse

      Re: Live market me trades par focus karna

      G Han thek kaha apny k forex maom kaam karte hue hime is main lice market main trade open karni chays taa k.hum uz main azani sy success haisl kar sKen or iz main hard work karte hue kamyabi haisl kar k iz main profit earn kar saken or success haisl kar saken
      • #4 Collapse

        Re: Live market me trades par focus karna

        ge dear agar hum market main focus kar kay pher kam karain gay to pher hum kamyab hon gay hamain chahya kay hum market ko analysis karty rhain or dil laga kar forex main mahant karain or knowledge hasil karain pher he app forex main acha profit hasil kra lain gay lahaza lagan say or mahanat say he kamyabi hai
        • #5 Collapse

          Re: Live market me trades par focus karna

          Yes friend, hamain apni trade ko continue follow karty rehna chahiye, kabhi bhi trade start karny kay bad MT4 ko close nai karna chahiye, ta keh price ki up and down movement ko follow kar kay hum apni trade say benefits lay sakain or timely trade ko close kar kay loss say bhi bach skain is tarah hamara account bhi safe and secure rahy ga.
          • #6 Collapse

            Re: Live market me trades par focus karna

            Executives might
            also benefit from being more attentive to the red flags that get raised when they announce their intention to acquire the
            target.15 It is not that successful takeovers are impossible. But they are more difficult and less frequent than
            overconfident, optimistic executives tend to believe.
            • #7 Collapse

              Re: Live market me trades par focus karna

              اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
              Live market me apny trades par focus karny ki bahot zarorat hoti hay, news updates hasil hony key bawajood be traders ko apny orders ko manage karny ki waja se es time tak market ko watch karna chaye jab tak orders close nahi kar dey jaty, hamesha trades ki management market ki movement par depend karti hay jab tak ye updates hasil nahi ho jati ham apny trades ko achy tareeqy se live market me manage be nahi kar sakty.
              Ji han dear brother aapane bilkul sahi kaha hai lekin Jab Bhi aap Forex trading Mein kam karte hain trading Karte Hain To uske liye aapko trading ke liye expert Hona padta hai maarpeet ki movement Ko Dekhkar trade Lagani hoti hai agar aap market ke Munh Mein Hote Katre lagaenge to usse aapka yah fayda Hoga Ki aap ismein kamyabi Hasil kar Sakenge aur paise Kama Sakenge.
              • #8 Collapse

                Re: Live market me trades par focus karna

                Forex trading mein Hamen relax aur cool mind se kam karenge to achcha fayda hoga Forex trading mein Hamen active hokar kam karna chahie aur trade karne se pahle market ko acchi tarah watch Karen Apne analysis Karen aur koshish karen trendmarket ke mutabik kam Karen aapko achcha fayda hoga Forex trading mein jo Jitna hardworking se kam karega utna hi achcha benefit asel karega Forex trading ek achcha aur profitable business hai Hamen ismein dilchaspi se kam karna chahie Taki achcha fayda Ho.
                • #9 Collapse

                  Re: Live market me trades par focus karna

                  Forex trading Mein Hamen market per focus karke hi trade open Karni chahie Agar Ham market watch Karke trade open Karenge To Hamen loss kam Hoga aur profit Achcha hoga Forex trading Mein Hamen learning ke sath aur acchi experience ke sath rate Karni chahie money management ke sath kam karna chahie profit or stop loss use Karke trade Karti hi vah Achcha profit bhi increase kar Sakenge aur successful trader Bi bin Sakenge Forex trading mein jo log hardworking ke sath aur acchi knowledge gain Karke kam karte Hain Vahi Kamyab ho sakte hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Live market me trades par focus karna

                    g han dear ap ki baat thek hy pakistan forex min hamin live markeet treading par faocuse karna cahye hamin forex min update news ko follow karrty hoy hamin os ka hisaab sy markeet ko.wach karty hoy hamin treading karni chaye jitna hum forex min apni treading par ziyada sy ziyada faocuse karin gy to hum acha profit hasil.kar sakty hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Live market me trades par focus karna

                      Live market mein aapko trading per bahut focus karna hota hai Kyunki aapke pass Jitna Bhi balance hai vah aapka real investment hai aur aap bilkul bhi usko loose nahin karna chahenge to iske liye aapko planning karni hai aur aapko mahine ke sath kam karna hai aapane Jitna Bhi kam karna hai usko aapane bilkul bhi greed nahin karna aapane Achcha kam karne ki puri koshish karni hai agar aap greed karenge to aapke liye kam karna bahut Mushkil hoga aur aap loss karenge loss nahin karna balke Humne profit karna hai to iske liye Hamen thodi si mehnat karni padegi Humne money management ko follow karna hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Live market me trades par focus karna

                        Hamen live market Mein trading karne se pahle proper analyses aur planning kar leni hoti hai aur Hamen take profit aur stop loss lagakar kam karna chahie isase Hamen baar baar apni trade ko watch nahin karna padega aur Hamari trade Jab take profit ya stop loss per Jayegi to close ho jayegi
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • #13 Collapse

                          Re: Live market me trades par focus karna

                          g bilkul focous krna chahye es sy hamain market ka tajurba hasil hota hy or 1 behtareen busnesman ka bhi yahi osol ha jo bhi trade ho osi py focus kro or dosron per bhi nazar doratay raho shukria
                          • #14 Collapse

                            Re: Live market me trades par focus karna

                            Je bil kul Forex trading mein Hamen live market per focus hokar kam karenge Jitna active honge Forex trading main utna hi achcha fayda hoga.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Live market me trades par focus karna

                              Ap ne bilkul theek kaha he hum jab market me bethy hu tu hmy chaiya ke hum apni live trade par focus kre. Aur apne trade ko trend ko dekh kr soch samjh kar trade lgay. Q k market me trend kisi bhi waqat change hu skta he .isliy humy market ki analysis krni chaiya. Aur trade point me tp aur sl ka use lazmen kre.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X