Kiya forex trading aik tough aur risky business hey

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya forex trading aik tough aur risky business hey
    Dear friends forex trading aik tough aur risky business hey iss men iss liay jab tak serious ho kar achi learning aur knowledge hasil nah karen kamyabi nhi milti iss liay pahlay achi tarah seekh kar phir demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir hardworking jari rakhen tu zaroor kamyab ho saktay hen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kiya forex trading aik tough aur risky business hey

    forum main practice karni ho gi aur hamain ye ak boht hi best aur riski business hai i forum main kam ka rk hi hum cahi trade karni ho gi aur hamain planing karni ho gi aur hamain market main trend ko use kar k hi hum trade karni ho gi aur hamain rules ko mind main rakhna ho ga aur hamain market main bi emotion ko kabo main rakhna ho ga ta k earn ho saky gi
    • #3 Collapse

      Re: Kiya forex trading aik tough aur risky business hey

      forex aik risky business hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum iss mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai bager balance account bana kar be kam kair sakty hain hum mahnet kary gyt o hamy kmaaybe hasail ho jy ge forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
      • #4 Collapse

        Re: Kiya forex trading aik tough aur risky business hey

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Daari shah پيغام ديکھيے
        Dear friends forex trading aik tough aur risky business hey iss men iss liay jab tak serious ho kar achi learning aur knowledge hasil nah karen kamyabi nhi milti iss liay pahlay achi tarah seekh kar phir demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir hardworking jari rakhen tu zaroor kamyab ho saktay hen
        Forex market Mein trading risky business bahut hai lekin Itna z yada Mushkil nahin hai ki Ham Koi ismein physical job Nahin Karte ki Hamen Koi tough time Lena Pade ham just ismein sell or buy ki trade karte hain lekin yeh riski bahut jyada hai Jab Bhi Ham trade open Karte Hain To Hamara account Bade risk per hota hai jo Kisi time bhi wash ho sakta hai yah Hamen bahut bada loss ho sakta hai lekin Agar Ham Soch samajhkar trade Karte Hain To fir Itna Jyada loss Nahin Hota Hamen profit bhi achcha Mil Jata Hai
        Last edited by ; 24-04-2020, 09:33 PM.
        • #5 Collapse

          Re: Kiya forex trading aik tough aur risky business hey

          Bhai jo trading ka business hai isko aap tough To Nahin kah Sakte lekin risky Jarur hai Kyunki Jab Ham trade kar rahe Hote Hain to ismein bahut Hota Hai hi Kyunki market Trend expectation ke against bhi Chale Jaate Hain aur last ho jata hai isliye ismein risk bahut jyada involve hai hi Jivan aapke analysis bhi kabhi aapke Kam Nahin Aate aur jahan tak baat hai tough ki to vah tough Nahin Hai yah Ek easy business hai
          • #6 Collapse

            Re: Kiya forex trading aik tough aur risky business hey

            forex aik risky business hain ham is main live trading karty hain hamy best experince or knowkedge hasil kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham kamayb ho sakty hain or acha bonsu hasil kar ky apni family ko support kar sakty hain ham is main 24 ganhto main sy kisi be waqt kam kar sakty han yai aik asa busiess hain jis main hamata koi boss nahi hota
            • #7 Collapse

              Re: Kiya forex trading aik tough aur risky business hey

              Forex ek mushkil or risky karobar hai lekin aap log es main apni mehnaat ko use krty hove khud k ly esko assan bna sakty hain yeh apki mehnaat k bad apko be had assan lgy ga jis se ap munafa kama sakeen gy or achi trade bhi kr sakeen gy
              • #8 Collapse

                Re: Kiya forex trading aik tough aur risky business hey

                hum iss mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai bager balance account bana kar be kam kair sakty hain hum mahnet kary gyt o hamy kmaaybe hasail ho jy ge forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                • #9 Collapse

                  Re: Kiya forex trading aik tough aur risky business hey

                  G dear friends yh rish business nahe ha bus es may yh ha k ager ap zada say zada practice karin gay to ap zada say zada confidence ho k trading kar sakay gay es leyh better ha k jub be trding kar rahy ho to sahe confidance k sath rah kar trading karin to acha ha aur us k leyh zada say zada practice ke zarorat paray he es leyh zada say zada practice kar k achi trading karin
                  • #10 Collapse

                    Re: Kiya forex trading aik tough aur risky business hey

                    Ji bilkul Forex Forex mein hamesha nahin log hi kamyab hote HainForex per aapko bahut acchi tarah se karni padati hai bahut jyada time spend karna padta hai tab bhi aapko Forex ki acchi tarah se samajh paati hai iske liye aapko time ke sath sath forest mein step-by-step hardworking karte rahana hota hai aur learning bhi karte rehna Hota hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Kiya forex trading aik tough aur risky business hey

                      Forex ek tough or risky business hny k sath sath profiiitable business b ha jis sy ap ache earning kr k kamyabi hasil krty hn
                      • #12 Collapse

                        Re: Kiya forex trading aik tough aur risky business hey

                        Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading real men aik bahut hi tough aur risky business hey iss men kamyabi aasani se nhi milti kiun k iss men bahut ziyada risky pairs hen inn men fast aur unexpected movement ki waja se account jaldi wash ho jata hey iss liay iss men soch samaj kar fresh mind k sath trading karen aur stop loss ko zaroor manage karen
                        • #13 Collapse

                          Re: Kiya forex trading aik tough aur risky business hey

                          G bilkul forex trading aik tough business hai iss ma hr trade open krny se pehly 1000 br think krna zurari hai jahan iss business ma profit ka percent zayda hai wahin loss ka margin b rehta hai iss liye forex ma hr kam bht think aur khyal se krna chahyie yahan kisi chez pe risk leny se pehly uss k bry ma acha knowledge hona bht zurari part hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Kiya forex trading aik tough aur risky business hey

                            we buy with the intention of holding a stock for a
                            few days or weeks. We’ve done our homework, and the first move goes
                            in our favor, as expected. We’re now enjoying a small profit and feeling
                            pretty good about our trading expertise. However, we’re also sitting
                            ducks because the market moves in continuous waves of trend and countertrend
                            activity
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kiya forex trading aik tough aur risky business hey

                              Forex pay trading karna jitna tough or risky ha ismain itna hi profit b tu ha na ham logo ka masla ye ha kh ham negative point ki traf jaty hain or kabhi positive nh sochty hamin chaey kh ham ye sochain kah firex hamin moqa faraham karta ha hamin is moqay say faida uthana chaey or ham hain kh negative point hi dikhty rahty hn

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X