Ramzan mein kaam ki timing?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ramzan mein kaam ki timing?
    Dear friends Meri aap sab se request hai ki aap yah Bata Denge is month mein kya kaam ki timing Mein To Koi Fark Nahin aaega yah Ramzan ki vajah se kam ki timing different ho jayegi kindly guide kar de
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ramzan mein kaam ki timing?

    Ji dear bilkal, hamain abi say forex and ramazan up mubarak kay alag schedule banany hon gay, ibadat, namaz, or tilawat bhi karni hay, or Forex per posting and trading bhi karni hay, hamain Fajar prayer kay bad tilawat kar kay kuch dair posting work karain, minimum 25 posts karain, phir thori si neend karain, is kay bad ager jib ya work pe jana ho to uder jayain, or din ko trading work kay liye aik time table banayain, ziada forex per bhi busy na rahain ta keh is month ki ibadat disturb na ho
    Last edited by ; 24-04-2020, 07:41 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Ramzan mein kaam ki timing?

      Electric international business hai Ham ismein apni Marji se time table Banakar kam kar sakte hain Ham mehnat karte rahenge To Hamen kamyabi Hasil hoti Rahegi Agar Ham Forex Mein Ladne ke kam Karenge To Hamara account Band Ho Jaega FIR usko samajhna Ek Din Ka Kam Nahin Hai Ham mehnat Karenge To Hamen kamyabi Milegi Agar Ham forex se mistake Karke kam Karenge To Hamen nuksan hoga
      • #4 Collapse

        Re: Ramzan mein kaam ki timing?

        hamy aik time table bana kar is main daily base par kam krna chaehey pher hi ham kamayb ho sakty hain or acah bonus hasil kar sakty hain ham is main day main kam kar sajkty hain or ham is main apni amrzi sy night main be kam kar sakty hain agr ham is main tukky laga kar is main jald bazi sy kam kary gy to hamy loss ho skata hain or hamara account be wash ho sakata hain
        ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
        • #5 Collapse

          Re: Ramzan mein kaam ki timing?

          Achi bt kahi actually ramazan main hamin proper planning kr k time ko manage krna ho ga or zarori ni k ak e bar main 50 posts kr dain balky hum jb hum thory thory time k liey b free hun to thora thora kam krty rahin taky hamara kam b hota rahy or boj b na bany thank you
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Ramzan mein kaam ki timing?

            ramzan mein kaam ki timing bhi change ho gai yaar ek bande ko apne hisab se kam karna hoga isliye chahie achcha time table banaa hai jismein uske roze ko bhi Koi problem Na Ho uski halat ko bhi Koi problem Na Ho aur uska kam bhi acchi tarah se Hota Rahe hamesha acchi tarah se soch samajhkar acchi planning ke sath working Karen

            اب آن لائن

            Working...
            X