assalamu alaikum bhai jaan main yah kahana chahta Hun ki hamen forex trading main Money management ke sath kam karna chahie hamen koi bhi trade Ho Mani management ke bagair nahin karni chahie iski sabse badi vajah yah hai ki agar Ham market mein kamyab hona chahte Hain yah apne account ko munafa mein dekhna chahte Hain to hamen money management ko Skhti se apnaNa hoga
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим