Gold aur oil p trading k liy ehtiat zaroor karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold aur oil p trading k liy ehtiat zaroor karain
    Forum k dosto aj kl k dino main Jo soorat Hal chal rahi hy us k motabiq hamain chahiy k trading main bahut ziada ehtiat karain gold aur oil ki movement kbi up ya down ho skti Hy to is liy kabi bi jab ap in p trade open kro to aik dfa international situation ko lazmi aankh sy guzar lo
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gold aur oil p trading k liy ehtiat zaroor karain

    Gold Aur Payal per trading karne ke liye aap log Bahut Yaad Aaye To aapke sath kam Le Kyunki gold aur crude oil per training karna bahut jyada difficult kam hai aap Logon Ko Agar forex business ka experience nahin hai to aap log gold ya crude oil per trading bilkul Bhi Na Karen Kyunki aap log Jab experience ke gold yah crude oil per trading Karenge to aap Logon Ko market ka experience na hone ki vajah se jyada nuksan ho sakte hain Aksar member yah soch rahe the ki gold yah crude oil per trading Karke Apne account ko bahut hi kam time hai increase kar lenge Aisa Ho jata hai basket but mere hisab se yah bahut badi bevkufi hai ki aap log Agar experience Nahin rakhte to God yah crude oil per trading karna start kar den aap Logon Ko chahie kya aap log trading Jab start karen to sabse pahle currencies pair trading Karke Apne experience ko increase Karen aur uske bad gold aur crude oil per trading Karen
    • #3 Collapse

      Re: Gold aur oil p trading k liy ehtiat zaroor karain

      hamain gold par bi trade kar k hi hums uces sho sakty hain aur hamain marke tmain bi trade karni h gi aur hamain oil par bi trade karni ho gi aur hamain market main bi aur hamain is k bary main bi trader banay say pahly is k rule sko mind main rakhna ho ga aur hamain emotion ko control karna ho ga tab hi hum achi earning ho saky gi aur earn ho saky gi
      ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
      • #4 Collapse

        Re: Gold aur oil p trading k liy ehtiat zaroor karain

        Forex trading business in Ham Logon ki Rai ka jo pyar mila hai yahan per Ham Logon Ko Dur karne ke liye Bahut Yaad ki jarurat hai jab tak Ham Log Yahan Par Hai Pyar Nahin Karega tab tak Ham Log Yahan per sakta School Nahin ho sakte hain donon pair Mein Kya Yahi kam karna hoga
        • #5 Collapse

          Re: Gold aur oil p trading k liy ehtiat zaroor karain

          yes mera apna experience bhi yehi kehta hy jo baat aap ne ki hai q k gold aik risky pair hy is mein hr member trade nahi kr skta aur khas taur pe juniors ko is mein trade nahi krni chahye.aur baqi jo senior members hain vo bhi is ki trade mein ahtiyat ka muzahira krein to behtar hay aur trade kamyab hogi
          • #6 Collapse

            Re: Gold aur oil p trading k liy ehtiat zaroor karain

            Jo member is business main gold or cl per trade KO open kerty hain WO member is business main expert trader hoyu hain expert trader hameshan knowledge or experience ke sath trading kerty hain WO member is business main acha profit hasil ker sakty hain or is se achi kamyabi b hasil ker sakty hain or is se achi earning b hasik l ker sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: Gold aur oil p trading k liy ehtiat zaroor karain

              Soch Samajh Ke trading Karni chahie Ham part time bhi trading kar sakte hain Hum full time trading kar sakte hain Hamen Apne amount deposit Karke trading Karni chahie Ham Paisa Kama Sakenge Mein mehnat Karenge Ham hamy kamaybe mil jy ge hum is mai apne maraze sy ime table bana kar kam kar sakty hain is jaasa ki or business nahi hain dunay bar mai
              • #8 Collapse

                Re: Gold aur oil p trading k liy ehtiat zaroor karain

                gold aur oil par deear firnd main ap ko trade kay bariny main bataata hn agar ap nay gold aur oil par trade karni hai to ap ko is mian ehtiata lazmi karin ho gi q kh is main ap ko pata huna achyay bahut risk huta hia yay bahut heavy pairs hain agar ap nay kamayb huna hai to is say door rahian
                • #9 Collapse

                  Re: Gold aur oil p trading k liy ehtiat zaroor karain

                  gold main and oil main kafi haad tak ziyda knowledge or expereince ki need hain haar koi forex main gold main ziyda hard work karta hain ziyda mehant gold main ki jati hain gold main lot of move hoti hain gold main kaaam karne k liye bhot he dehan say kaam karna hota hain gold main ek fast move hoti hain jis main ziyda mehant and ziyd alagan k sath move ko samjha jata hain small lot k sath kaam karna hota hain big lot wale accoutn ko wash kar dete hain or haisl kuch nhe hota hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Gold aur oil p trading k liy ehtiat zaroor karain

                    bohat he achaa sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum safe trading start kardaa q ka ager hum safe trading kartaa ha to per hum ko achi profit hoge or ager hum risky trading kartaa ha i mean ka hum gold ya per cl pa tarding open kartaa ha t per hum k loss he hoga...............
                    • #11 Collapse

                      Re: Gold aur oil p trading k liy ehtiat zaroor karain

                      g han dear bilkul ap ne thek kaha hy pak forex business mein aj kal jiase halat han hamain gold or oil par trading kilye ehtiyat ke bhot zrorat hy kuin ke ye dono bhot risky hote han es liye soch sumj se kam kerna cheye then ham kamyab hote han ye aik successful business hy jis mein learning kerte se earning zror hoti hy
                      • #12 Collapse

                        Re: Gold aur oil p trading k liy ehtiat zaroor karain

                        Gold aur oil trading mein bahut jyada risky Hai ine donon main trading Soch samajhkar aur proper planning Karke Karni chahie agar aap is Mein kam karte hain vah Sambhal mistake kar dete ho to bahut jyada loss ho sakta hai
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Gold aur oil p trading k liy ehtiat zaroor karain

                          Dear Forex friend hamy crude oil aur gold py trading karty howy apny account kay blance ko nazar may rakna chahiye kun kay en trades may up down movement bohut ziyada hoti hy yi profit be dyta hy lakin nuqsan ka chance be bohut ziyada hota hy esliye markit analysis kay bad hi esmay trading karni chahiye ta kay achi smooth trading hosaky

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X