1 bar nakami ke bad Forex ko chor dena chahie?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: 1 bar nakami ke bad Forex ko chor dena chahie?

    Ji Nahin bilkul bhi Forex Ko Ek Bar na Kami hone Main Nahin chhodana chahie Park Forex form Mein mehnat karne wale log Hamesha Kamyab rahte hain Pak Forex form Mein vahin log kamyabi Hasil Karte Hain Jo log mehnat aur tawjo ke sath Apna work per kam karte hain Hamen mehnat Aur Ke Sath kam karna hoga tab hi Ham ismein kamyabi Hasil kar sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: 1 bar nakami ke bad Forex ko chor dena chahie?

      Nhi dear apni mehnat jari rakhni chahyie work krty raho ge to ache trader ban jao ge aur kuch time bd benefit leny lago ge iss liye forex trade ko achy se use krty rehna chahyie
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: 1 bar nakami ke bad Forex ko chor dena chahie?

        my all brother jis trh k hr kam mn insan oper nechy ata rehta hy esi trh wo kbhe kamyab to kbhe nkam hota rehta hy es trh aqlmand insan ki alamt hy k wo nkami k bad himmat nhe harta blky mazeed mehnt krky apna khoya howa mqam hasil krskta hy esi trh agr usko nkami ho jay to wo bar bar mehnt kry taky wo dubara nam hasil krskty hn

        اب آن لائن

        Working...
        X