1 bar nakami ke bad Forex ko chor dena chahie?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    1 bar nakami ke bad Forex ko chor dena chahie?
    agar Forex mein ek bar na kami Ho jaaye to hamen kya Forex ko chhod Dena chahie ya FIR baar baar koshish karke kamyabi ke liye hamen mehnat karni chahie
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: 1 bar nakami ke bad Forex ko chor dena chahie?

    Nahin bhai jahan tak mera Dada hai agar aap to Ek Dafa na Kami ki Bina per isko Chhod Denge Tu Mera Nahin Khyal Ke Ja theek Hoga Kyunki jab tak aap minut Nahin Karenge to aapko mehnat ka fal Nahin Mil payega try try again isiliye Kaha gaya hai ki aap Bar Bar koshish karen Agar aapko na Kami ho rahi hai tu Kabhi Na Kabhi aapko usse fayda Bhi Hoga so let's hope the best
    • #3 Collapse

      Re: 1 bar nakami ke bad Forex ko chor dena chahie?

      g nai hamain asa nai karna chahye is forum main soch samjh k hi trade karni ho gi tab hi hum trad karine gay uar hamain har jeet tou sath sath hoti hai so hamain i s k bary main practice karni ho gi tab hi hum trade karni ho gi aur hamain market main bi trade kar k hi hum trade karni ho gi aur hamain knwoldge acha ho ga tab hi hum achi earning ho saky gi it is best job
      • #4 Collapse

        Re: 1 bar nakami ke bad Forex ko chor dena chahie?

        Agar Humko nakami ku bad gabarna nai caey or Hamen Forex Ko chhodana Nahin chahie balki Hamen Sabar karna chahie aur Hamen Forex mein experience Hasil Karke kam karna chahie Fir Bhi Ham kamyabi Hasil kar Sakenge for international aur Kabhi Khatam na hone wala business hai ismein UK or USA Jaise countries involved Hain Ham ismein apni Marji se time table Banakar kam kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: 1 bar nakami ke bad Forex ko chor dena chahie?

          Dear brother forex trading men shuru shuru men sub ko nakami ka samena karna parhta hey aur jo log forex trading men nakami ki waja se trading chor jatay hen woh kisi field men kamyabi hasil nhi kar saktay iss liay nakami ki waja se preshan nah karen balkay pahlay se ziyada mehnat aur himat se kam karen tu nakami ko kamyabi men badal saktay hen
          • #6 Collapse

            Re: 1 bar nakami ke bad Forex ko chor dena chahie?

            Asslam o alaikum
            Forex forum pr agr hmy nakami ka samna krna prta hai to hmy is sy na umeed nhi hona chahye blky apni nakami ki waja talash kr k uska jaiza lia jae r ainda k liye wo ghlati duhrai na jae esy strategy ko apnana chahye ta k hm dubara nakami ko face na karain. Nakami ko he apni kamyabi ka zeena bnany ki koshish ki jae
            • #7 Collapse

              Re: 1 bar nakami ke bad Forex ko chor dena chahie?

              Nai dear jab app kisi field ys business mein nakam hoty hain to asal mein wo nakami app k liye kamyabi ki qeemat hoti hay is liye nakaami k bad us business ya field ko chorny ki bajaye mehnat sy kaam karen aor success hasil karen q k app us ki qeemat adda kar chuky hain loss ki sorat mein. Mehnat sy app kamyabi hasil kar sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: 1 bar nakami ke bad Forex ko chor dena chahie?

                Nhi hamain aik bar nakami Ho jati ha. Hamain forex ko nhi chorna chayie ya sub sy acha business ha aor is main hum gr bgair kr achi earning ker skty ho hamain is business main kamyabi hasil kerni hay to sabr sy kaam kerna chaye aor agr hum koi BhI kaam start kerty han to loss hota ha ji hum kaam or business choor dairy han kiya samjho ya bhi wahin business ha
                • #9 Collapse

                  Re: 1 bar nakami ke bad Forex ko chor dena chahie?

                  agar humay is main aik bar nakami ho jati hy to humay is ko chor nhi dayna chahiyay balkay is main or mehnat say kam kurna chahiyay or acha kam kurna chahiyay takeh humay is main loss na ho or achay say kam kur sakay to humay nakami ka samna kurnay pur is ko bilkul bhi nhi chorna chahiyay balkay is main or mehnat kurni chahiyay or itni mehnat kurni chahiyay keh humain is main again loss he na ho
                  • #10 Collapse

                    Re: 1 bar nakami ke bad Forex ko chor dena chahie?

                    ye sahi nahe 1 bar nakami k bad forex ko nahe chorna chahiey.ap ko chahiey k demo account par zeda say zeda practice krein. ap ko kamyabi ho Q k kisi b kam ko 1 bar krny say ager hum ko nuksan hota ha tu hum ko har nhae manni chahiey is ka mukabala krna chahy forex buht achi trading market hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: 1 bar nakami ke bad Forex ko chor dena chahie?

                      Aek baat agar nakami hooti hai to hame forex ko chorna nahi chahiey balkeh dosto proper is me kaam Kar ke mehnat Kare aor kamiaab hoo Kar dekhaey.
                      PRACTICE MAKES MAN PERFECT
                      • #12 Collapse

                        Re: 1 bar nakami ke bad Forex ko chor dena chahie?

                        Kisi bhi kam mein success hasil karne ke liye hamen hard work ki zarurat Hoti hai Mera Nahin khyal ki agar aap Kisi kaam mein mahnat karen to usmein aapko nikammi ho Forex trade to ek aisa platform hi jismein aap mein naKami ke bad Apne experience on knowledge se kamyab ho sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: 1 bar nakami ke bad Forex ko chor dena chahie?

                          Nahi bilkul bhi nahi, no one is perfect. Agar aik dafa apko loss ho jata h to iska yeh matlb nh k ap dobara phr trade nh kar skty, apny hosly ko na haren, ghlti ko na duhrayen aur InshaAllah kamyabi hogi. Bas lagan aur jazby k sath seekhny ka kam jari rakhen, kiu k ap kci bhi stage p ponch jayen sekhny ka marhla nhi rukta. Shukrya
                          • #14 Collapse

                            Re: 1 bar nakami ke bad Forex ko chor dena chahie?

                            mery khyal mein tu jo loog ek hi first attempt mn jin ko loss ho jata hai r forum ko chor dety hein tu vo bhut brry chance ko lose krty hein q k forum na sirf hmein axhi learning deta hai ek trader bn ny k leye balky hmein sath hi ek best opportunity bhi provide krta hai k hm investment bhi bonus account se get krein yaha hm posts kr k bonus bhi get krty hein r sath hi trading learning bhi gain hoti hai tu agr hm se mistakes nai hu gi to hm learn nai kr skein gy r jb learn nai krein gy tu automatically loss ho ga is leye hmeesha apny mistakes se sabak seekhein na k forum chor dein,..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: 1 bar nakami ke bad Forex ko chor dena chahie?

                              ye to depend karta hay ke apki financial condition kiya hay jitni achi apki financial condition hogi utna hi ap apnay kam ko agay tak le kar chal sakain ge lekin aik bar agr ap ko aesa loss ho jata hay jis ke pass ap ke pass kuch nahi bachta phir to aesay kam ko chordena hi behtar hota hay kyn ke phir aesa kam apko mazeel loss de sakta hay aur ap ke lie pareeshani create kar sakta hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X