markete ki stable honay may kafi waqt or lag jaey ga

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    markete ki stable honay may kafi waqt or lag jaey ga
    forex trading may market ki current condition jo ab hai is se saaf najar a raha hai ki market ke stable ho jaane mein abhi aur bhi kafi jyada waqt lag jaega kyunki kafi zeyad traders is wait mein hai ki market stable ho jaaye aur vah apne trading co continue kar le lekin jab tak market stable na ho jaaye koi bhi trader acche se trading co continue nahin kar sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: markete ki stable honay may kafi waqt or lag jaey ga

    my dear according to me market ko stable honay mein abhi kafi der lagay gi aur shayd os vaqt tak market stable na ho sakay jb tak corona virus world se challa nahi jata q k corona se pehlay market stable thi.aur aaj kal stable na honay ki barri wajjah corona hy jis ne whole world ki economy ko crash kiya hy
    • #3 Collapse

      Re: markete ki stable honay may kafi waqt or lag jaey ga

      Han mere dost aap bilkul theek kah rahe hain market course available hone mein bahut Waqt lagega Kyunki filhal market Mein korona Virus ki vajah se bahut zyada impact hai aur bahut Ajeeb Surat Yahan ho chuki hai market ki market jab tak table Nahin Hoti market Mein trading karna bahut jyada risky Hoga To Hamen chahie ki Ham market Mein Zyada risky trading karne se avoid Karen aur acche aur stable Thodi trading Karen thoda profit Hasil Karke market se exit Lele
      • #4 Collapse

        Re: markete ki stable honay may kafi waqt or lag jaey ga

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Hire پيغام ديکھيے
        forex trading may market ki current condition jo ab hai is se saaf najar a raha hai ki market ke stable ho jaane mein abhi aur bhi kafi jyada waqt lag jaega kyunki kafi zeyad traders is wait mein hai ki market stable ho jaaye aur vah apne trading co continue kar le lekin jab tak market stable na ho jaaye koi bhi trader acche se trading co continue nahin kar sakta hai
        Forex trading main jo halaat ki waja unstable aai ha wo ab itni juldi khatam ni honi is ley humy sab sy pehly apny knowledge or experience ko behtar karna ho ga or is k bad humy safe trading karni ho ge or small lots sy trading karni ho ge tab he hum kamyab ho sakty han is ley humy small lots sy trading karni chae ha
        • #5 Collapse

          Re: markete ki stable honay may kafi waqt or lag jaey ga

          g bilkul dear asa e lgta ha crona ki wja sa market mafi down o gii ha aur us ko stables ony k liabtoravsa rime to lgy ga lain hmko apna kam mainit aur emdari k sth krna chya dmitvite ony ki zrorit nii ha sb thk o kayvga and ap loog apna kam kry aur post zaida sa zaoda kaiab kry din ma 1 taget k hasab k sths pist kaia kry aur wo tafget achive kr k bus kry bilkul relux aur fresh mind k sth kam kry ata k ap ka experience aur knowledge izafa o aur ap ka naqsan na o aur zaoda sa zaoda achi posty kaia kry ta k business ma sbko smj ay .
          • #6 Collapse

            Re: markete ki stable honay may kafi waqt or lag jaey ga

            hamy market ky stable hon par is ko achy sy samaj kar is ky rules ko follow kar ky is main trade kagani chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar ky makret main run kar sakty hain ham is main out off balance account bana kar be kama kar is makin kam kar sakty hain yai aik asa business hain jis main ham apny gar beth kar kam kar sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: markete ki stable honay may kafi waqt or lag jaey ga

              Har ek member he is wait mein hai ki market kab table ho jayegi aur vah trading co continue kar lega kyunki market ki jo abhi situation hai usmein trading karna kisi ke liye bhi useful nahin hai aur isiliye har ek member hi trading karne se avoid kar raha hai members ko chahie ki jab vah Market ko sahi se analyse karne uske bad hi trading ko continue karen isi tarah se member relax ho kar aur ek profitable trading kar payenge
              • #8 Collapse

                Re: markete ki stable honay may kafi waqt or lag jaey ga

                Haan jee aap ki baat bilkul sahi hay forex market ik international market hay oar present halaat main market ka stable hona mumkin nahi puri dunyaa ko carona nay apni lapait main liya huwa hay oar maximum business band pary hain
                • #9 Collapse

                  Re: markete ki stable honay may kafi waqt or lag jaey ga

                  G han itny time se whole world main lockdown hai and markeye k stabke hony main tine lagy ga abi tak soorat hal wesy hi hai itny time main kich kabbo paya gaya hai to markete per covid 19 ka deep impact hua hai and ye mumkin nahi k markete jaldi stable ho saky gi markete k stable hiny main abi mazeed time lagy ga monday ko oil ne jesy move kiya hai us se mazeed sab traders shock reh gay hain and riks majood hai to abi trade kerny main ahtiyat se kam len r koi bhi trade bager analyse k na ki jay
                  • #10 Collapse

                    Re: markete ki stable honay may kafi waqt or lag jaey ga

                    Ji haan dear forex trading main market stable hone mein achcha khasa time lag jaega kyunki jab tak word wide covid-19 Ka Jab tak effective nahin hoga worldwide ab tak forex trading markets table nahin hogi isliye aapko kam karne ke liye market mein kaam karte rahana Hai currencies bhi aapko achcha profit de sakti hain
                    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                    • #11 Collapse

                      Re: markete ki stable honay may kafi waqt or lag jaey ga

                      G han app nay bahut achy bat kahy hay keh hamen ur thora intazar karna chaheay kun kay as men agar hum treading karty hain tu ham,en as men bahut nuksan hota hay as lia hamen as men saber kay sath kam karna chaheay takeh hum as men kamyaby hasil kar saken kun kay jaldy men kam karny kalia hamen bahut nuksan hota hay
                      • #12 Collapse

                        Re: markete ki stable honay may kafi waqt or lag jaey ga

                        Aapki baat theek hai lekin is Okkadu varix market ki condition bahut hi Buri hai aur koi samajh Nahin a Rahi kis party ki Jaaye aur Kis Tarah Achcha prapt Hasil kiya jaaye to yah hai ki abhi e-trade na ki Jaaye market condition beta hoti hai to trade Shuru ki Jaaye
                        • #13 Collapse

                          Re: markete ki stable honay may kafi waqt or lag jaey ga

                          Ji haan bhaiya aapke pass bilkul theek hai 4K market ki hamesha stable hone mein bahut waqt lag jaega aajkal market Ki halat is varsh ki vajah se kharab ho gaya hai agar market theek ho gai hai aap FIR acchi trading karenge agar market theek nahin Hui acchi trading abhi Na Karen aap apne aap ke liye
                          • #14 Collapse

                            Re: markete ki stable honay may kafi waqt or lag jaey ga

                            jb tk ya corona ki vja sy alla jaga py lock down h hmy ahtait karni ho gi zada risq ni lana ho ga market k stabel hny tak ka wt kary us k bad hm ko kafi achi profits mily gy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: markete ki stable honay may kafi waqt or lag jaey ga

                              Forex market bhe lockdown ki waja sy in dino bilkul stable nhe ho pa rhe jb tk dunia k halaat thek ni hoty tb tk koi bhe business market ka stable hona mushkil nazar arha hy forex trading ma is wakt trade lgana risky ho sakta hy filhal wat kr lene he behtar ho ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X