Spelling mistakes ki correction karni ho to post edit karni chahiye ya nai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Spelling mistakes ki correction karni ho to post edit karni chahiye ya nai.
    Assalam O Alaikum dear members, i hope you are fine.
    Senior members mera sawal ye hay keh post main correction karnay kay liye ya spelling mistakes ko theek karny kay liye ya koi sentence add karny kay liye hum post ko edit kar sakty hain ya nai kar sakty.
    Q keh kai dafa aisa hota hay keh posts submit karnay ka bad hum spelling mistakes ko daikhty hain to hum edit kar kay inki correction kar laity haun.
    Kia bar bar post ko edit karna forex forum kay rules kay against to nai.
    Apni valuable comments kijiye please.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Spelling mistakes ki correction karni ho to post edit karni chahiye ya nai.

    yes dear, hmain apni post ko edit kar laina chaiay ta k mistakes ko clear kia ja sakay jis sa dusray members ko hmari baat easily samajh aa jay aur unhain ksi ghalati ki waja sa confusion na ho, hmain apni spelling mistakes aur punctuation ka khas khyal rakhna chaiay aur in sa avoid karna chaiay
    • #3 Collapse

      Re: Spelling mistakes ki correction karni ho to post edit karni chahiye ya nai.

      Hamen spelling mistake ko cracked karna hoga FIR Ham kamyabi Hasil kar Sakenge spelling mistake ki vajah se Hamara account was Ho Jata Hai Jiski vajah se Hamara Paisa Aur Mein Ho Jaati Hai Agar Ham nuksan Ko khatm karna chahte hain To Hamen spelling mistake ko khatm karna hoga for international business hai yah Kabhi Khatam na hone wala business hai
      • #4 Collapse

        Re: Spelling mistakes ki correction karni ho to post edit karni chahiye ya nai.

        hamain mistakes ko avoid kar k hi hum achi trade kar k hi hum run kar skaty hain aur hamain posts duplicate hoti hai tou hum is ko edit kar k thk kar skaty hain so hamain is k bary main practice karni ho gi aur hamain is k bary main kam kar k hi hum achi trade kar k hi hum loss sy bach akty hain aur hamain market main bi trade kar k hi hum trade karni ho gi ta k earn karny k kabil hon gay
        • #5 Collapse

          Re: Spelling mistakes ki correction karni ho to post edit karni chahiye ya nai.

          hamy apni spellig mistake ki correction kar ky is main mehant sy kam karna cahhey pher hi ham los sy bach sakty hain or acha bonsu hasil akr sakty hain ham is amin apni amrzi sy time table baan kar is main part time be kam kar sakty hain or ham is main apni amrzi sy full time be kam kar sakty hain yai aik as abusienss hain jis main hamara koi boss nahi hota hyai aik real business hain
          • #6 Collapse

            Re: Spelling mistakes ki correction karni ho to post edit karni chahiye ya nai.

            ji han aapane bahut achcha sawal kiya hai agar hamen spelling mistake ho jaaye to uski correction karne ke liye hamen post edit kar leni chahie Taki hamen Koi nuksan Na Ho aur hamen uska fayda uthana chahie aur dobara post karni chahie aur post ko theek send karna chahie agar hamari post acchi hogi to hamen achcha bonus bhi milega agar hamare spelling galat honge to hamen main bhi achcha nahin milega isiliye hamen post ki correction kar leni chahie
            • #7 Collapse

              Re: Spelling mistakes ki correction karni ho to post edit karni chahiye ya nai.

              G hy bilkul hm post edti kr skty hy is lia hm chya ky hm mhynt kra konwldg or experience hsil kra achi qulit ki post kra mistk ko thk kra jb tk hmri mistk thk nhi hoti tb tk kamyb Nhi Ho skty jitni mhynt krty hy utna kamyb Ho ga
              • #8 Collapse

                Re: Spelling mistakes ki correction karni ho to post edit karni chahiye ya nai.

                G han jis post ya thread mein spelling mistake ho jaen tu edit option mein ja k us word ko correct kr sakty hein spelling mistake krny se post ki quality damage ho jati hai ye sb jald baazi mein posting krny se hota hai post create krny k bad usko aik dafa read kr lena chahiye tah k koi mistake ho jaye tu correction kr lein.
                • #9 Collapse

                  Re: Spelling mistakes ki correction karni ho to post edit karni chahiye ya nai.

                  g bilkul karni chahiy agar posts my kafi mistakes are hy to hmy posts ko edit kar k un mistakes ko improve kar lana chahiy taky hamare mistake ki vja sy hamare post dlet na ho
                  • #10 Collapse

                    Re: Spelling mistakes ki correction karni ho to post edit karni chahiye ya nai.

                    forex form men chi mhnt kanry wala membner he acha boinuss hasil kar skata hyy es ley humen saab member ko chaia keh hum achi quality wala kam he karen gyb tab he hum achi kamyabi hasil kr sakne gy forex men mehnt sy kam krna bahot he achi mehnt sy kam krna bahot he achi kamyabi hy
                    • #11 Collapse

                      Re: Spelling mistakes ki correction karni ho to post edit karni chahiye ya nai.

                      forex business mein zeyda mistakes new comers kerte han ager un ko agha kiya jeye to mistakes kerne se bach sakty han forex business mein ager posts mein mistakes kerte han usee submit ker dete han to us ke bad bhe posts ke mistakes khatm ker sakty ahn posts ko edit ker ke jitna ap mistakes se lesson haisl keryn ge utna achi success bhe hasil ker saky ge
                      • #12 Collapse

                        Re: Spelling mistakes ki correction karni ho to post edit karni chahiye ya nai.

                        bahut sare member se spelling mistakes karte rahte hain aur jab ke woh third create karte Hain to usmein bahut jyada spelling mistake hoti hai isliye third main kabhi bhi spelling mistake nahin honi chahie agar posting mein spelling mistake ho jaaye to uski jyada problem nahin hoti lekin friend mein spelling missing ki bahut jyada problem hoti hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Spelling mistakes ki correction karni ho to post edit karni chahiye ya nai.

                          hamen forex forum pe koi bhi kaam jaldbazi se ni krna chahye bal keh her kaam ko soch kr r puri tasali ke sath krna chahye chahe woh postings hon ya trading humko ksi bhi post pe reply krne se pehle us threads ko ghor se read krna chahye r us ke baad apni posts threads ke bare men krna chahye r phr is men mistakes ni krna chahye agr ho jaen to submit se pehle correct kr lena chahye ya edit kr lena chahye
                          • #14 Collapse

                            Re: Spelling mistakes ki correction karni ho to post edit karni chahiye ya nai.

                            Forumper jab koi post type kar rahe hote hain to lost per dekh lena chahie ke koi correction mistake to nahin hai agar hai to clear kar li jaaye agar submit karte hain FIR pata chalta hai ki yah mistake hai correction ki ya FIR koi aur to edit bhi post ko Kiya ja sakta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Spelling mistakes ki correction karni ho to post edit karni chahiye ya nai.

                              agar aapki se Koi spelling mistake ho gai hai to fir aap apni spelling mistakes ko dekhe aur unko. Karke aap remove Karke use word ko use later ko jo ki aapka galat likha gaya hai usko remove Karke FIR aap uski correction Karen ISI Tarah se Karni chahie aur main abhi ISI Tarah se karti ho Baki added ka Apne pucha hai to uski mujhe samajh Nahin aaegi vah kya hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X