Oil continously down iski kiya reason ho sakti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Oil continously down iski kiya reason ho sakti hai?
    Oil ki movement ko dekha jay to is ne last week bhi boht down move kiya hai and aj bhi markete open hoty hi is ki big movement dekhi gai jis main oil continously down ja raha hai to ap is per apny analyse share karen k ye mazeed kitna down ja sakta hai and ab ye 11 per hi hai to kiya yehi is ka last down move hai is k bad k bad ye up jay ga and ye up lazmi jay ga r big movement main up move kary ga is time ye boht dangeours ho chula hai seniors share karen k is k itna ziyada down jany ki reason kiya hai and is ka next move kiya hoga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Oil continously down iski kiya reason ho sakti hai?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: aqsaanwar پيغام ديکھيے
    Oil ki movement ko dekha jay to is ne last week bhi boht down move kiya hai and aj bhi markete open hoty hi is ki big movement dekhi gai jis main oil continously down ja raha hai to ap is per apny analyse share karen k ye mazeed kitna down ja sakta hai and ab ye 11 per hi hai to kiya yehi is ka last down move hai is k bad k bad ye up jay ga and ye up lazmi jay ga r big movement main up move kary ga is time ye boht dangeours ho chula hai seniors share karen k is k itna ziyada down jany ki reason kiya hai and is ka next move kiya hoga
    Icrude oil ki prices down hone Ki Sabse Badi vajah yah hai ki puri Duniya Mein lockdown Hua Hua Hai Jis vajah Se rlk demand bahut Kam Hai Jab Ke supply bahut jyada ho rahi hai Usi Tarah produce Ho Raha Hai Jis Tarah pahle Puri world Mein Duniya chal rahi thi to Halki requirement Thi lekin aap bahut jyada produce Ho Raha Hai Jab ke pure world mein lockdown ki vajah se demand Kam Hai Is vajah Se oil ki prices continuously door Nahin Ja Rahi Hai To Hamen wait karna chahie jab Tak ke crude oil ki price increase Hona Shuru Na Ho Jaaye Hamen kabhi bhi buy Ki trade Nahin Karni chahie
    Last edited by ; 20-04-2020, 05:09 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Oil continously down iski kiya reason ho sakti hai?

      hamain market main oil main movment o dekh k hi trade karni ho gi ta k earn krarnay main bi asnai ho saky gi aur hamain market main enter hony say pahly is k bary main plaing karni ho gi tab hi hum achi trade karny main b i asnai ho saky gi aur hamain market main kam ka rk hi hum apni har zroat k pora kar k hi hum loss say bach sakty hain aur hamain is say earn ho saky gi
      • #4 Collapse

        Re: Oil continously down iski kiya reason ho sakti hai?

        Hamen oil ki movement ko Samajh Ke ismein trading Karni chahie free Ham Paisa hostel kar Sakenge Fox 1 online business hai agar Ham ismein kam karne ka experience Nahin rakhte To Hamen ismein risk Nahin Lena chahie Hamen bohat ateyat karni Hogi aur Hamen market ko Samajh Ke risk Lena Hoga Fir Bhi Ham Aage badh Sakenge for Ek Aam business ke nisbat bahut Achcha business hai
        • #5 Collapse

          Re: Oil continously down iski kiya reason ho sakti hai?

          bhaijaan all ke continuous down Jaane Ki vajah se Puri Duniya Mein lakh download chuka hai aur minimise ho chuki hai Jiski vajah se AC prices lagatar down ja rahi hai isliye abhi ka Upar Jana uska Shakti Mumkin ho sakta hai Jab Duniya Mein khatm Ho Jaaye aur pahle Chitra ki activity shuru ho jaaye
          • #6 Collapse

            Re: Oil continously down iski kiya reason ho sakti hai?

            ji han janab aapane bahut achcha sawal Kiya hai uska news dikhao matlab hai ki aap ko pata chal sake ki aap ki market kitne baje se chal rahi hai aur aapko kaisa kaisa nuksan ho raha hai isiliye hamen chahie ki Ham and loss karva Le sake ham log se Bach saken aur hamen kisi bhi kishan ki pareshani ka samna Na karna pade
            • #7 Collapse

              Re: Oil continously down iski kiya reason ho sakti hai?

              Aapki baat theek hai ki crude I is Waqt Don Hai Don hone se main reason Corona virus hai aur Kareena Virus ki vajah se forex market ki condition bhi band hai abhi crude oil aur Don jana hai isliye aap is per sell ki dress kar sakte hain aur profit Hasil kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Oil continously down iski kiya reason ho sakti hai?

                Oil continuously down hoo raha hai iski wajah mere khayaal se Corona virus bhi hai q keh bht se mumaalik lock hai jis ki wajah se yeah neeche move kar raha hai .
                PRACTICE MAKES MAN PERFECT
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Oil continously down iski kiya reason ho sakti hai?

                  Isky reason ye hai kay pori dunia main karobar bikul close ho kar reh gye hain jiski wajaha say oil ki itni khareedo farookht nahi ki jaa rahi so friends jis ki wajha say cl apki soch say bhi ziyada nechy agiya hai apko chiye kay cl per samjh booj kay tradelagyn kyun kay mera bhi ajj account wash hogiya hai isi yerhan raha to kaafi logon ko ik dfa phir nuqsan ho sakta hai

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X