log knowledge wali post pr thanks nahi dety

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    log knowledge wali post pr thanks nahi dety
    assalamu alaikum dosto aaj main aap logon ko batana chahta Hoon ke bahut se log knowledge wali post per thanks nahin dete jiski vajah se baar baar har Koi koi ek hi purani post kar raha hai hamen chahie ke Ham use bande ko support Karen Jo knowledge wali post share karta hai agar ham aisa nahin karenge to hamen main kuchh bhi e sikhane ko nahin Mil sakega is forum ke jariye lihaja jo bhi aapko informative post Lage usko thanks jarur Dena chahie
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: log knowledge wali post pr thanks nahi dety

    Hamari koshish honi chahie ki ham log form per jo bhi acchi trade Ja acchi post dekar use per thanks Jarur share Karen Kyunki Jab ham log use per thanks Denge Tu Jo member Achcha kam Kare uski hosla afzae Hogi aur vah aur Jyada Achcha Kaun Karega isliye form per kabhi bhi aap log thanks dene Mein kanjusi Na Karen Kyunki aap Logon ke thanks Dene Se aap Logon Ko Kuchh nuksan Nahin Hota balki Jis member ko aap log thanks de rahe hote hain usko bahut jyada fayda hota hai aur aapka bhi Kuchh Nahin Jata isliye aap log form per Jab Bhi Kabhi koi acchi post Dekhen to usko thanks Jarur Diya Karen aur Achcha Kam Karne Wale members ko Hamesha support Kiya Karen Kyunki aapki support karne se vah log aur Jyada Achcha kam Karte Hain
    • #3 Collapse

      Re: log knowledge wali post pr thanks nahi dety

      G han thek kaha apny k.log achi or knowldhe wali posts par reply nahi karte or na bs us par thanks karte hain isliye hum sab ko.cahye k hum os main acho or knowledge or learning wali posts par thanks karsn taa k sbkp support haisl ho.
      • #4 Collapse

        Re: log knowledge wali post pr thanks nahi dety

        Hamen knowledge Hasil Karke Forex Mein kam karna chahie FIR hi Ham Paisa Kama Sakenge Forex Ek online business hai Ham ismein raat mein bhi kam kar sakte hain Ham ismein Din Mein Bhi kam kar sakte hain Ham struggle Karenge To Hamen kamyabi mil Jayegi Forex Mein Hamen informative post share Karni chahie for international aur Kabhi Khatam na hone wala business hai
        • #5 Collapse

          Re: log knowledge wali post pr thanks nahi dety

          agar log nolig vali posts py thanks ni daty hy to un ko b thanks ni mlty hy kuk jo thanks daty hy unhy hi thanks mlty hy hmy sb members ko thanks dy k un ki hosla afzai karni chahiy
          • #6 Collapse

            Re: log knowledge wali post pr thanks nahi dety

            knowldge hasil kar k hi hum achi trade kar k hi hum sucess ho katy hain aur hamain is k bary main practice karni ho gi tab hi hum achi trade kar k hi hum achi trade kar k hi hum sucess ho sakty hain aur hamain is k bary main enter hony say pahly is k bary main emotion ko kabo main rakhna hog a tba hi hum achi trade kar k hi hum run karein gay uar hamain loss km ho saky ga
            • #7 Collapse

              Re: log knowledge wali post pr thanks nahi dety

              dear is main ham k kam hay k ham is main achay say mehnat ko last tak karaty rahnay ki try kia karein agar ham is main achi mehnat kia karein gye to bad main ja ker k he ham ko achi kamybi mil saky g iws main ham ko kabhi bhi hemat nahi harna ho g last tak apnay kam ko achay say karaty rahna ho g forex main kamyb honay k lye .
              • #8 Collapse

                Re: log knowledge wali post pr thanks nahi dety

                Dear forex ka page kia update hua hay, thanks milny to khatam he ho gaye haun, laikin hamain thanks na bhi milain to bhi good posts ka bonus mil jata hay, or posts ki quality achi ho to uska bonus bhi mil sakta hay. Forex Members ko chahiye keh aik dusry ki informative, helpful and knowledgeable posts per thanks zaroor dain.
                • #9 Collapse

                  Re: log knowledge wali post pr thanks nahi dety

                  dear forex men humen chaia kehh hum forex form men jab bhe knowledge wali posts ko dekehn gy to humen chaia keh hum posts ko lazmi he like karen gy tab he hum achi kamyabi hasil kar saskne gy jab tak hum achin posts ko like naia karaen gy ot hum kahe bhe kamyab nai ho skaen gy forex men mehnt sy kam krna bahot he bare kamayaabi hy
                  • #10 Collapse

                    Re: log knowledge wali post pr thanks nahi dety

                    forex business mein knowledge wale posts pe thanks kerne se un ka bonus kam ata hy ya kio issue hota hy ache thanks dene mein likn forex business mein quality wale posts pe logo ko zror thanks kerna cheye then ham acha profits hasil ker sakty han informative posting kerne cheye then acha bonus hasil hoga
                    • #11 Collapse

                      Re: log knowledge wali post pr thanks nahi dety

                      Assalamu alaikum bhai jaan aap ne theek farmaya log knowledge wali myari post Jo like ke Kabil post hoti hai unko like nahin dete halaqa aisi poston ko like Dena chahie unko hosla afzai Ho Taki dobara posti Karen knowledge wali mayari ap sa request karunga doston se aap miry aur knowledge wali post ko like zarur Karen.
                      • #12 Collapse

                        Re: log knowledge wali post pr thanks nahi dety

                        Waolakum Slam ji han dost bikul sahi kahan lekin hamain apne giriban main bhi dekhna chahye ke ham kitne thanks de rhe hote hain jab ham ek do thanks dete hain to hamain bhi isi tarhan ke thanks milte hain hamain koshish karni chahye ke zyada se zyada members ko thanks dian.
                        • #13 Collapse

                          Re: log knowledge wali post pr thanks nahi dety

                          Forex Pay aik dusry ki post pay humy zurar thankx deny chye ku k jab hum dusro ko thankx day gay tu yaqeenan wo log bhi humy thankx day gay jab humry thankxx zyda ho gay tu us say bonus bhi zyda hasil hoga jab bonus zyda hoga tu hum earning bhi asani k sth zyda say zyda hasil kar skty hy
                          • #14 Collapse

                            Re: log knowledge wali post pr thanks nahi dety

                            g han members ko is tarhan nahi karna chaiya jo bhi threads knowledge or informative hoti han unko zaror thanks dyna chaiya kunkay is ay member kay hosla bharta haa or is kay sath sath osko or humaenm faida bhi hasil hota ha .. humaen chaiyaa jo bhi threads achi hon unko zaror thanks dain .. takkay unko koi to faida ho or humaen bhi ho..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: log knowledge wali post pr thanks nahi dety

                              Forum per Jo post informative Ho knowledge mil raha hun use thanks de dena chahie bhej bolkar kam Karenge to Sabko benefit Hoga informative per thanks Denge Is Tarah Sab members informative post Karenge Sabko knowledge bhi Milta Rahega aur thanks bhi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X