Post ka jawab detail ke sath de

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Post ka jawab detail ke sath de
    hamen kisi bhi sawal ka jawab detail ke sath Dena chahie jab tak hamari post detail ke sath nahin hogi tab tak hamen kamyabi nahin milegi aur jab Ham detail ke sath acchi post karenge tabhi hamen kamyabi milegi kyunki jab tak kisi sawal ka Ham theek tarike se jawab nahin dete Hain to hamen kamyabi nahin milati hai hamen hamesha koshish karni chahie kaisa hamara sawal achcha hona chahie aur agar Ham jawab de rahe hain to hamen sawal ke topic mutabik jawab dena chahie tab kamyabi mil sakti hai
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Post ka jawab detail ke sath de

    Ji bilkul sahi Maine Dekha hai ki bahut se log sirf post ka topic ko padhte hain aur content Kori doubt kiye Bina Hi post ko reply kar dete hain aur dusri Baat ke post Mein repeat words use karte hain Baje Iske ke come to the point aap uska post ko comments Karen aur post according comments Karen To Yahi Hoti Hai quality post abhishap short likhiye lekin jo Sawal poochha Gaya Hai Uske according agar aap jawab Den to aapki quality of the post increased Hogi aur Yahi Ek best way Hai maximum profit achieve karne ka
    • #3 Collapse

      Re: Post ka jawab detail ke sath de

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Khan70 پيغام ديکھيے
      hamen kisi bhi sawal ka jawab detail ke sath Dena chahie jab tak hamari post detail ke sath nahin hogi tab tak hamen kamyabi nahin milegi aur jab Ham detail ke sath acchi post karenge tabhi hamen kamyabi milegi kyunki jab tak kisi sawal ka Ham theek tarike se jawab nahin dete Hain to hamen kamyabi nahin milati hai hamen hamesha koshish karni chahie kaisa hamara sawal achcha hona chahie aur agar Ham jawab de rahe hain to hamen sawal ke topic mutabik jawab dena chahie tab kamyabi mil sakti hai
      Ji han dear brother aapane bilkul sahi kaha hai lekin Agar for forum per Ham kam karte hain aur ham jo bhi post karte hain uska reply Hamen bahut detail ke sath Dena padta hai aur kosale Yogi Threads ke related batai Jaaye koi aur baat na Kijiye aur trading ke related hi baat thi ki Jay.
      • #4 Collapse

        Re: Post ka jawab detail ke sath de

        posts k rules ko mind main rakhna ho ga tab hi humsucess ho sakty hain aur hamain is k bary main bi practice karni ho gi aur hamain is k bary main learning karni ho gi ta k earn karnay main bi asani ho skay gi aur hamain market main bi trae krany main bi asani ho saky gi aur hamain market main bi emotion ko kabo main rakhna ho ga ta k earn karnay main bi asnai ho saky gi
        • #5 Collapse

          Re: Post ka jawab detail ke sath de

          Hamy post ka quality wala reply karna chahie free ho Achcha kar Sakenge 1 online business hai Ham ismein Raat Mein Aur Din Mein Kisi bhi waqt ka time table Banakar kam kar sakte hain Ham Ek Din Mein Ek limit ke mutabik 50 post kar sakte hain Forex Ek Aisa business hai to hamen bhi deta hai aur hamen bhi Deta Hai yah kabhi bhi Khatam na hone wala best business hai ismein hamara koi bhi Boss Nahin Hai
          • #6 Collapse

            Re: Post ka jawab detail ke sath de

            G han bhai ap kki bat thek hay hamain pak forum par kisi bi thread ko pehlay ghor say parhna chaheay phr us k jawab detail say dena chaheay ta kah jis member nay woh thread ki ho us ki problem ka solution mil jaay aur us k sath sath baki members ko bi faida ho aur un ko kuch sekhnay ko mil sakay aur woh trading main usay use kar sakain.
            • #7 Collapse

              Re: Post ka jawab detail ke sath de

              Ji dear ager ham koi aisa thread open karain jis main koi question ask kia gia ho, to hamain uska reply bahut he reasonable and to the point daina chahiye ta keh question karny waly ko help mil saky or isky question say baqi members ko bhi help ho. Kabhi bhi ghair zaroori details na dain, only question ko samjhany kay liye isko describe karain ta keh apki post dusron kaynl liye help ful ban saky
              Last edited by ; 19-04-2020, 08:49 AM.
              • #8 Collapse

                Re: Post ka jawab detail ke sath de

                Jii haan dear bilkul sahii baat boli haii apnyy humain forex forum ky andr post ka jawab bhot hii achy knowldge aur achii detail ky sath hii dena chahiyee jiss sy aagy waly ko yhe bhot hii achui trha sy smjh main aa sky gaa aur deatail main jawab dene sy ua ka thory sy thora point bhe asaani ky sath hii clear ho jiee gaa
                • #9 Collapse

                  Re: Post ka jawab detail ke sath de

                  Yes my dear friend you are right Hamen Hamesha detail answer karne chahie market Mein Mere Dost Jab Ham Forex forum per kam Karte Hain To Hamen different types Ke Logon se wasta padta hai kuch log Baat Ko direct samajh Jaate Hain Kuchh log Nahin samajh sakte To Hamen chahie ke Aise log jo Forex main Sahi tarike se nahin samajh sakte unko Samjhane ke liye post Ka Jawab Hamesha detail mein de Agar Ham detail mein apni baat Rakhenge to usko acche tarike se samajh bhi Aaegi aur vah Bar Bar questions repeat bhi nahin Karega Aur Is Tarah Faizul Threads bhi create Nahin Honge to koshish Kiya Karen ki aap sab log apni baat ko detail Mein Samjhane ki koshish Kiya Karen mere bhai hi Achcha Tarika hota hai Forex ko Samjhane ka
                  • #10 Collapse

                    Re: Post ka jawab detail ke sath de

                    humain es main posat ka quality wala ruplay karna ho ga our humain es main kam ko karny kay ley humian es main mahnat say humain es main kam karna ho ga to he hum es main kamjab ho skty hain hum es main kam ko kar kay hum es main kamjab ho skty hain hum es main den main be kam kar skty hain hum es main rat main be kam akr skty hain humain es main bons hasl kar skty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Post ka jawab detail ke sath de

                      ji haan bhaiya Aap Ki baat karen to theek hai Pakistan Forex mein hamen chahie post ka hamesha jawab hamesha detail se Den hamari posting Ka jawab hamesha itna jyada long Hoga hamara bonus kitna jyada achcha jaega
                      • #12 Collapse

                        Re: Post ka jawab detail ke sath de

                        G han thek kaha apny k.Forex main kaam karte hue hume is main post ka jawab detail main dena chaye q k detaik main jawab diane sy he hum.is main kamyab hoskte hain or achi tarh sy is main sucxess haisl karte hue kafi had tak is main successful hoskte hai or is main kamayb hoskte hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Post ka jawab detail ke sath de

                          Ji Khan sab ap sahi keh rahy hain kis bhe thread ya post py agar hum reply karty hain to us ka jawab humrm sahi sy dena chahiye tab hi humem kamyabi mil sakti hay. Agar hum apni traf sy sahi jawab dety hain aor us mein koe ghalti hoti hay ya achi traha detail k sath bayan na kar sakty to Senior members hmari rehnumai karty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Post ka jawab detail ke sath de

                            Forex forum Mein Jo Bhi member ka reply de to usko chahie ki vah pahle friend ko Samjho aur Iske bad uska reply de Is Tarah bread ka reply dene se forum Mein acche thread post Honge aur third se Ham forex key related acchi tips bhi Hasil kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Post ka jawab detail ke sath de

                              Pak forum Hamare liye ek Achcha platform Hai Hamen Pak forum se fayda hasil karna chahie aur koshish karen Jitna time spent Karen Pak forum per Achcha aur quality work ke sath kam Karen aur Jis post ka Ham reply Dete Hain Hamen usse Sahi clear Karke reply den aur aapki post lengthy Ho ta ke Hamare post ka maiyat baytiar ho aur ham jo bhi post Karen Hamen chahie ki Ham Apne spelling mistake ko check Karen aur read karne ke bad Ham use thread ko post Karen aur jo bhi thtead post Karen Forex trading ke Hawale se knowledge wala Ho ho Hamen koshish Karni chahie ke Forex trading ko bhi time den Taake Jab Hamen Pak forum se bonus Mile To Ham se fayda Asal kar sake.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X