English Cnic ki zarorat nhi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Yes in forex main aap jis time verification kerwatay hain tu ap ko english nic ki zarorat hoti hai ager ap k pass nahi hai tu aik saf page pe English main name ho.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      my dear brother assalam,o,alaikum dear aapne jo kaha hai wo sahi nahi hai maine pakistan forex forum ki information li hai aap galat hain
      • #33 Collapse

        is ki koi zarrot nhi hooti just ap ko kam krny ki zarot hooti h wait for signals and do your work you will ghet $$$$ as u want so keep posting
        • #34 Collapse

          dear forex trader forex ma verification k leay ap ko english ma cnic id ki zarort hoti hai is k bina ap ka forex ka account verified nahi hota.
          • #35 Collapse

            Dear aap sahi kahrahy ho mayra account verify hay or may nay apnay urdu C.N.I.C ki mada say hi iss ko verify kiya howa hay iss kay liya aap ko apny urdu c.n.i.c ko attest karwana hota hay jo kay bohat hi asan hota hay iss kay baad insta aap ka first level approve kar layta hay.
            • #36 Collapse

              Mere khyal se dono card se insta card veryfai karwa sakty hain koi problem nahi Ho ge account very fai Ho gaye ga
              • #37 Collapse

                Some people also recommend that you also need to send the translation of the CNIC identification or when a scan Urdu and English, so I do not know about this. I am someone please think twice if this has to have a valid proof way, please remove the point.
                • #38 Collapse

                  Jnb shukria btane ka or pehli bat mere id card hi nahi hai me aabb kia kro kia id card lazmi hai plz btaooo
                  • #39 Collapse

                    app ko urdu main id card b verify k liye estemal ho sakta hai or app es say b apna account verify kar saktey ho ab
                    • #40 Collapse

                      smart card hota hai english me to woh aap istemal kar lo agar ap ko account verify karana ho to kiun ke mere aek dost ne bhi smart card se he apna account verify karaya hai to is lye me aap ko keh rha hon ke english wala use kar lo .
                      • #41 Collapse

                        nahi ma na to asa nahi suna hay app ka nic ager urdu ma hy to app us say aram sa waha apan account verifie kar sakty hay mewra to urdu sa hi verifie hoa hay wasy appp passport sa bhi kara sakty hay
                        • #42 Collapse

                          brother hum apnay urdu cinc ko zaroor upload kar saktay hain lakin uss kay sath humein cnic ki English main translation karwani parti hai aur uss ko notary public say attest karwana parta hai. maine iss process say apna account verify karwaya tha.
                          • #43 Collapse

                            Bhai jan mere khyal say Urdu Cnic card accept nhi krtay insta forex ki teame isi liye 1st level verification k liye hmay English CNIC card ko hi send krna chahiye or kisi b trha ki editing nhi krni chahiye or agr hum editing wala koi proof send krtay hai or insta forex ko find out ho jata hai to hmara account banned ho skta hai Q k mere friend ka b isi wja say account banned huwa tha.
                            https://t.me/pump_upp
                            • #44 Collapse

                              g dear is ke verification k liye ab hamain English card ke bhe zarurat nai hoti kyu k agar hum is main urdu card ko bhe upload kar dain and us k sath us Urdu card ko English main translate kar lain and attested karwa k bhe upload kar sakty hain....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                my dear jahaan tak meri knowledge hai pehle aisa hi hota trha k ap urdu id card ki madad se aopna first level verify krwa sakte thay but ab aisa nahi ap ko first level verification k liye english id card ki to koi zarorat nahi but ap ko first level verification k liye ap ko smart id card up looad krna chahiye jo k ap nadra se banwa sakte ho jis ki fees 1500 hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X