technical tools aur indicators ke Darmiyaan bahut hi zyada Fark Hai Lekin Agar ine donon ko combine use kiya jaaye yah milakar use kiya jaaye to bahut hi lajawab result Mil Jata Hai. Iske alava technical To Hamen market ke analyse karne mein bahut helpful sabit hote hain. market ko analyse karne ke liye technical Tu Dulha main market ki Agali movement ke bare mein agar hi Dete Hain. Lekin Tamam technical tools bilkul free metatrader mein bydefault available Hote Hain. Jab Ke indicators ko Hamen bahut ziada payment karne ke bad bi karna padta hai aur purchase karne ke bad hi Ham use kar sakte hain. bahut Sare indicators sirf aur sirf makhsoos currencies commodities yah metals per kam Karte Hain Jab Ke technical tools ham har kisam ki currency commodities aur Har Tarah ke chart per use kar sakte hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим