kal raat Trump ki speach se Dollar ki market giri ha., kya $ dobara uper jae ga..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kal raat Trump ki speach se Dollar ki market giri ha., kya $ dobara uper jae ga..
    me ne jo reports dekhi hen kal raat 2 baje Trump ki speach thi to, subah tak dollar kafi gira howa tha, ye q howa aur, trump ne speach me kya aisa kaha aur kya dollar dobara stable ho sake ga, muje to lagta ha dollar mazeed girne k chances hen q k udar corona bahut ziada tabai kar raha ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kal raat Trump ki speach se Dollar ki market giri ha., kya $ dobara uper jae ga..

    اصل پيغام ارسال کردہ از: naaz پيغام ديکھيے

    Han ji cal American President Trump ki ki sweety Jiski vajah se dollar theek hai aur ISI vajah se gold ne apni resistance ko break kiya hai aur aur index dollar ka week Hua Hai To mere doston Hamen abhi by keytrade leni chahie gold after Jaega aur ham ismein Achcha profit by ki trade Mein Hi Kama sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: kal raat Trump ki speach se Dollar ki market giri ha., kya $ dobara uper jae ga..

      Ji Aaj Ram Mere Bhai Yahan per bilkul Aisa ho sakta hai Daulat Jab Bhi mein thodi si bhi speech Deta Hai To Yahan per market ki Halchal mein bahut jyada movement Ho Jaati Hai isliye Ham Logon Ko Jab daulatram ki speech Aati Hai To Hamen market out Rahane Mein Hamari Bali hai
      • #4 Collapse

        Re: kal raat Trump ki speach se Dollar ki market giri ha., kya $ dobara uper jae ga..

        hamy dollar ky rate ko watch kar ky kam karna ho ga pher he hum passia kama skay gy forex aik wasee business hain hum is mai 24 ganty mai sy kekse be wkt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai posting or trading kar sakty hin hum is mai pasia be invest kar sakty hain hum is mai agar bager learningg ky kam kary gy to hamara account baned hi jy ga
        • #5 Collapse

          Re: kal raat Trump ki speach se Dollar ki market giri ha., kya $ dobara uper jae ga..

          اصل پيغام ارسال کردہ از: naaz پيغام ديکھيے
          me ne jo reports dekhi hen kal raat 2 baje Trump ki speach thi to, subah tak dollar kafi gira howa tha, ye q howa aur, trump ne speach me kya aisa kaha aur kya dollar dobara stable ho sake ga, muje to lagta ha dollar mazeed girne k chances hen q k udar corona bahut ziada tabai kar raha ha.
          mujhe nahin lagta ki dollar ab upar jaega kyunki Dala ki position bahut kharab ho chuki hai aur vaise bhi United State of America ki position bhi theek nahin hai isliye main nahin samajhta hun keh Dala ab majeed upar jaega mujhe yahi lagta hai ki aap yah niche Hi jaane wala hai aur aaj iski movement kafi niche ki hone wali hai isliye aap khyal ke sath reading Karen aisa Na Hoke aapko jyada nuksan ho jaaye
          :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

          CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Re: kal raat Trump ki speach se Dollar ki market giri ha., kya $ dobara uper jae ga..

            Dear members Assalam o alaikum.
            Dear brother apki bat ko aagy la k chaln ga dollar ki ups and down chalty rehty hain agr uski markeet giri ha to definitely uper bhi jaye gi. Thanks dear forex members.
            • #7 Collapse

              Re: kal raat Trump ki speach se Dollar ki market giri ha., kya $ dobara uper jae ga..

              gg ya hamary lia to kia sb logo kalia nuksan ki bat ha duller girny sy sab ka kam khrab hova ha hamari ya dua ha k duller ki kimat ophr upr a jay or khush ho jay is sy ko chahia tha k ya asa kam na krt jis sy duller ki kimat giri is ko sirf corona pa dehan dana chahia tha or is k sehat par kam krny chahia tha or speach ni krni chahia ther
              • #8 Collapse

                Re: kal raat Trump ki speach se Dollar ki market giri ha., kya $ dobara uper jae ga..

                market main up ouir down ko follow kar kay humain es main kam karna ho ga to he hum es main kamjab ho skty hain our hum es main part time be kam kar skty hain our hum es main full time be kam kar skty hain agar hum es main kam ko tuky lga kar hum es main kam karain gain to humain es main boht sa loss ho ga our humara accont be wash ho jay ga forex 1 acha business hain
                • #9 Collapse

                  Re: kal raat Trump ki speach se Dollar ki market giri ha., kya $ dobara uper jae ga..

                  ge han dear app ke bat theek ha trump ke speech kay bad dollar main kami ai ha magar ya pher say up zaror ho ge kynky corona ke waja say usa kay halat kafi down hain is lia usa ke maeshat kafi down ja rahe ha agr app trade karna chaty hain to app ko chahya kay hum soch smajh kay pher he trad karin gy to hum kamayab hon gay or trade main sabar or himmat say kam lain gay to pher he kamyabi hasil ho ge
                  • #10 Collapse

                    Re: kal raat Trump ki speach se Dollar ki market giri ha., kya $ dobara uper jae ga..

                    aapane market ki baat ki hai aur daal aur ke bare mein poochha hai kya kya Dala upar Jayega to pata nahin mujhe upar Jayega ya FIR niche Jayega kyunki main market ko open nahin kiya Jin members ne market ko open Kiya hai market ko analyse Kiya hai vah bhi iske bare mein bata sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: kal raat Trump ki speach se Dollar ki market giri ha., kya $ dobara uper jae ga..

                      Aesa ho sakta hai k doller trump ki speach ki waja se hi mazeed down hua hai kiun k America ki soorat hal bhi to kuch behter nahi hai corona ka effect america ka boht aser hai phir is waja se doller per effect oer eaga hai kiun k jab kisi mulk k halat sahi na hon to sab se pehly wahan ki economy effect hoti hai to economy ki waja se hi us ki currency per aser hota hai jis ki waja se wo down chali jati hai and ba dekhty hain k doller ki kiya possition rehti hai and ye up jay ga ya down ay ga
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: kal raat Trump ki speach se Dollar ki market giri ha., kya $ dobara uper jae ga..

                        Dear friend S sahi hai Virus ke effect ki vajah se jo hai ek currency Kisi bhi countries ki aur dollar bhi Girne Ke Karan low ho rahi hai is vajah se ho sakti hai yahi hai kya Upar Mein Hi Rahegi Agar girti Bhi Hai Tu Itna Jyada Nahin giregi Wapas market Upar hi reverse Legi

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X