Trading mein aap ki ik mistake aap ka account wash kra sakti hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mein aap ki ik mistake aap ka account wash kra sakti hy
    Asslam-o-Alaikum
    Dear members mein aaj aap sy ye khena chata hon k humy trading mein soch smajh kr kam krna chaiy kunky as far humy jaldbazi krein gy tu ho sakta hy k humara account wash jo jay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mein aap ki ik mistake aap ka account wash kra sakti hy

    hamy choti choti mistak ko imporove karna chahey agr hamy isy ignore kar ky kam kary gy to hamy big loss ho sakta hain or hamara accoun be wash ho sakta hain is main market ka yai hamary brokers ka koi be qasoor nahi hota loss hamy apni hi galtio ki waja hota forex kabe be band na hony wala aik best business hain ham is main 24 ganhto main sy kisi be waqt kam kar sakty hain
    • #3 Collapse

      Re: Trading mein aap ki ik mistake aap ka account wash kra sakti hy

      dear friend forex trading aik risky business ha is mn hmesha trade lganay sa pehlay market ka achhi trh analysis kren aur uskay mutabik achhi trh soch smjh kr trade lgayn ta k koe mistake na ho keun k apki choti c mistake bhi apko bahot ziada loss dy skti ha
      • #4 Collapse

        Re: Trading mein aap ki ik mistake aap ka account wash kra sakti hy

        G han Pak forex business Mn zra Si Jaldi ap ka account Secure Nhi rakhy gi account Complete washed kar degi Agar carefree se aap kam Karenge hardworking se kam Karenge to aapko aasani Sacchi kamyabi yahan se Milegi Jo Bhi Kiya police ke yahan per Kam Nahin Karta unhen Yahan per nakam Hamesha Sath hoti hai isliye aapko chahie relax Ho Kar kam Karen tho yaha par relaxment Se kaam karein Tu Hi aasani Se Accha Sa target pora hoga acha sa Success bhe asaani SY Hi Hasil hogo
        • #5 Collapse

          Re: Trading mein aap ki ik mistake aap ka account wash kra sakti hy

          G bahi ye bat to sai ki hy apne hmari zara sei bhi ghlti bht bri ghlti nbn jati hy jiske bad hmen sirf pachatavy k ilqwa kuch bhi nahi milta hy is liye hmen try yhi krni chahye k sab se pehle hmen apne kam ko kam smjh kr krna chahye aur us ke bad he hemn bht ziad amehnat kr k apne kam se kam krna chahye
          • #6 Collapse

            Re: Trading mein aap ki ik mistake aap ka account wash kra sakti hy

            g han apki bt thk hai forex trading krte hoe hamen her mumkin koshesh krna chahye keh hum soch kr r smjh kr r Puri tasali ke sath trade kren qk agr hum ne lalch men a kr r market ke analysis men mistake kr de ya apne account ke mutabiq lot lgane men mistake kr de to us se hamen loss ho skta hai jo keh account bhi wash kr skta hai to hamen koshesh krna chahye keh mistakes se bachna chahye
            • #7 Collapse

              Re: Trading mein aap ki ik mistake aap ka account wash kra sakti hy

              acchi trading ke liye koi bhi mistake na Karen agar chhoti ji agar galti bhi karenge to bhi aapke account ko hamesha kharab kar degi isliye aap hamesha galti na Kya Karen aap hamesha relax Ho Kar kam karen to yah aapko achcha fayda Hoga achcha fayda ke liye acchi Si koshish karen to aapko milega achcha kam Karenacchi Si aap pahle se acchi SI training Karen koi bhi mistake na karen to yah aapko aasani se achcha Sa fayda is acche business Forex say got hoga
              • #8 Collapse

                Re: Trading mein aap ki ik mistake aap ka account wash kra sakti hy

                bhai jan forex trading ma jab b hamara account wash hota hy to us ma ziada tar hamari mistake shamil hoti hen bohat kam aesa hota hy k market ke waja sy hamara account wash hua ho lihaz hamen apni mistakes k oper control karna chaye ta k ham forex tradin m a survive kar saken and hamara account wash na ho
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mein aap ki ik mistake aap ka account wash kra sakti hy

                  Je Han bilkul agar hum treading main bhool Kar bhe koi misstake Kar dain to eo hamarey loss ka sabab banti ha is laiy hum ko treading karney k laiy fresh mind k sat treading Karni chahiay or jazbaat main a koi bhe faisla nhi lyna chahiay q k jazbat main a Kar hum ghalat design lyte Hain jis say hum ko loss hoylta ha is laiy hum ko soch samajkar treading Karni chahiay
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mein aap ki ik mistake aap ka account wash kra sakti hy

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Adnan_khand پيغام ديکھيے
                    Asslam-o-Alaikum
                    Dear members mein aaj aap sy ye khena chata hon k humy trading mein soch smajh kr kam krna chaiy kunky as far humy jaldbazi krein gy tu ho sakta hy k humara account wash jo jay
                    Yah Baat b bilkul theek hai Hamari Ek Chhotisi Mr Hamen bahut jyada nuksan pahuncha sakti hai isliye Hamen chahie ki Ham Jab Bhi padal Karen Hamen bahut jyada Soch samikaran Karni chahie Agar Ham distance Karke Apna Kaun baat kar lete hain To Hamen market mein se Kuchh Nahin Hoga isliye Hamen chahie ki Ham Ja be traded karen to bahut jyada Soch samajhkar didn't Karen Taki Hamen Kisi Kishan ki Mr ki pareshani ka Samna Na Karna Pade
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mein aap ki ik mistake aap ka account wash kra sakti hy

                      G dear ap n bilkul hi thk kaha hynk humy chahiya k hum pak forex p kam krty waqt bht hi soch samjh kr trade kry ku k agr hum pak forex p soch samjh kr trade nhn kry gy to humari aik mistake se humara account bhi wash ho sakta ha as liya humy chahiya k hum safe trade kry taky humara acvount wash na ho baljy humy acha profit mil sky
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading mein aap ki ik mistake aap ka account wash kra sakti hy

                        Assalamu alaikum dear friend ismein koi shak Nahin hai kya aapki ek mistake aapka account was kar sakti hai hi aapko fresh mind hokar achcha kam karna chahie jisse aapko bahut fayda hoga profit hoga thank you friend
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading mein aap ki ik mistake aap ka account wash kra sakti hy

                          Aapki baat theek hai forex market mein agar Ham Ek Galti Karte Hain To Hamara account wash ho sakta hai forex market Mein trade karte waqt Humko market ke trend key mutabique trade Karni chahie To Ham forex market Mein acha profit kar sakte hain aur Ham Ko nuksan Nahin hoga
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading mein aap ki ik mistake aap ka account wash kra sakti hy

                            g han ham agar trading men zara si mistake bhi karain ge to hmara account wash ho jaye aga agar ham ne mehant karni hai to ham ne kameayb hona hai is liye mehant se kaam karain learn karain agar ham ne mehant se kaam karna hai to hmain chahiye ke ham mehnat se kaam karain sab se bari mistake ye hai ke ham money management nahi karnte agar ham money management ko follow karain ge to ham kameyab hon ge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading mein aap ki ik mistake aap ka account wash kra sakti hy

                              Excatly trading kerte hue ager ham aik bhee mistakes keren ge to ham ko bahut bahit loss ho smta hy.ya hamara account bhee wash ho sakta hy.esee lie ham ko ham ko mistakes say bachna chahiye.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X