Trader banana aasaan hai lakin kamyab hona mushkil hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trader banana aasaan hai lakin kamyab hona mushkil hai
    Forex business aik risky business hai forex ko join ker kay her koi keh sakta hai kay woh trader hai lakin expert trader ki tarah trading kerna itna aasaan nahin hai bahut achi mehnat chahyea kerna hoti hai hamesha aik acha trader bahut zayada hard work kerta hai khud ko successful banata hai easily her koi trader banta hai magar achi mehnat kerna hoti hai skills develop kerna perti hai knowledge gain kerna hota hai actual mehnat nahin kerain gay tou kabhi kamyab nahin ho saktay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trader banana aasaan hai lakin kamyab hona mushkil hai

    Ji aapane bilkul theek Kaha trader bolna bahut Aasan hai lekin kamyabi bahut kam logon ko milati hai agar Dekha Jaaye to Forex trading mein bahut kam log Kamyab hote hain agar aap Chahte Hain kamyabi aapke pass a Jaaye to aapane bahut jyada Forex trading Ko Bata Dena aur Pakistan foreign quota kya aap ke liye Forex trading bhi Aasan ho aur Pakistan form bhi to wish you best of luck aur aapane bahut jyada mehnat aur bahut jyada Lagane se kam karna hai.
    • #3 Collapse

      Re: Trader banana aasaan hai lakin kamyab hona mushkil hai

      forex mai hum trade laga kar acha munfa kama sakty hain hamy learning gain kar ky market ke movement ko samj kar kam karna ho ga forex aik wasee business hain hum is mai raat maai be kam kar sakty hain hum is mai din mai bee kam kar sakty hain hum is mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain forex aik internaitonal or legal business hain
      "The mind is everything, What you think you become"
      • #4 Collapse

        Re: Trader banana aasaan hai lakin kamyab hona mushkil hai

        kamyabi hasil karny k liye har kam main mhnt kar ho gi tab hi hum kam main sucess ho sakty hain so hamain cahhye is k bary main trend ko use kar k hi hum loss say bach sakty hain aur hamain market main enter hony say pahly is k bary main rules ko mind main rakh k hi hum trade karein gay aur hamain knowldge ho ga tab hi hum trade kar k hi hum run karin gay
        • #5 Collapse

          Re: Trader banana aasaan hai lakin kamyab hona mushkil hai

          Ji dear, good trader tab he bana ja sakta hay jab learning level bahut he strong ho,trading learning high ho, trading experience high ho, trading ki all terminologies say well awareness ho, ta keh successful trader bana ja saky or profit earn ho saky or investment kay through long term kay liye trading ki ja saky.
          • #6 Collapse

            Re: Trader banana aasaan hai lakin kamyab hona mushkil hai

            Ji han dear aapane bilkul sahi kaha hai Forex mein agar aapane trading karni hai to aapko ismein sabse pahle knowledge Hasil karna hoga aur ismein mehnat Karni Hogi agar aap Uske bare mein learning karte hain aur expert Banke training Karte Hain To aap ismein bahut paise Kama sakte hain yah Ek bahut hi accha aur Aasan business hai.
            • #7 Collapse

              Re: Trader banana aasaan hai lakin kamyab hona mushkil hai

              gi han ap nein bilkul theek kaha ky trader banna asan ha magar kamiyab hona buhat mushkil ha kyo ky os waqat ham naey hotein hain ham trader ban tu jatein hain hamein market kuch pata nahi hota ha
              • #8 Collapse

                Re: Trader banana aasaan hai lakin kamyab hona mushkil hai

                aik kamyab tarder banay ky liye ham is main acha or alla qualites ka kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office janh ki zarort nahi hoti ham apny gar beth kar is main kam kar sakty hain ham is main apni marzi sy 24 ganhto main sy kisi be waqt kam kar sakty hain
                ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                • #9 Collapse

                  Re: Trader banana aasaan hai lakin kamyab hona mushkil hai

                  Haan jo aahi kaha hai har trqder kamyab ni hota hai usko kamyqb hony k liye bhut c qurbqniyaan deni hoti hain is kiye hamain kafi acha kamayb hona parta hai ek wo banda jo trader hai wo lazmi ni kqmyqb ho magar kmyabi wo hoti hai k wo haar chewz ko samjh k karta hai bhqly wo trdaer ni hota magar har cheez naap toool k krta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Trader banana aasaan hai lakin kamyab hona mushkil hai

                    han g ap ny tk kaha h my ap ki baat sy agre karta ho treader bn jana to asan ha lakin kamiyab hna mushkil ha kuk kamiyabi hmysha mhynat k st mlti h jb tak hamare mhynat continue rati h tb tk success ati h
                    • #11 Collapse

                      Re: Trader banana aasaan hai lakin kamyab hona mushkil hai

                      dear trading kerne kilye knowledge or experience hona cheye kuin ke ache experience se ham aik kamyab trader to ban sakty han likn us se acha profits earn kerna bhot mushkil hota hy forex trading mein expert banne kilye asan tareeka hy daily learning kerne cheye tab hi achi earning hasil hoge
                      • #12 Collapse

                        Re: Trader banana aasaan hai lakin kamyab hona mushkil hai

                        g bilkul ap nay shi kha hy kehna bht asan hota hy laykin kurna bht he mushkil hota hy hum yeh to keh daytay hain keh woh aik trader hy laykin trader to koi bhi bun sakta hy laykin acha trader bnna hur kisi kay bus ki bat nhi hy is may kafi struggle kurni purti hy tub he kamyabi gain hoti hy kamyabi aisay he gain nhi ho jati hy is kay liyay zyada say zyada mehnat ki experience ki or is kay sath sath struggle ki zrorat hoti hy agar hum is trah say kam kurtay hain or achaa kam kurtay hain or quality work kurtay hain tub he hum kamyabi gain kur sakya gay or aik kamyab trader bun pay gay laykion yeh sirf or sirf is waqt possible ho ga jub ap mehnat say kam kuray gay or dil lga kur kam kuray gay
                        • #13 Collapse

                          Re: Trader banana aasaan hai lakin kamyab hona mushkil hai

                          G Han bhai Jan ap NY thk kha hy k trader bnna asan hy Lakin kamyabi hasil karna bahut mushkil hy q k apny ap ko trader koi bhi khala sakta hy Lakin bnta mushkil hy trader hamesha loss main ghabrata nahin karta hy
                          • #14 Collapse

                            Re: Trader banana aasaan hai lakin kamyab hona mushkil hai

                            Assalam walekum Jay bhai aapane bahut hi acchi baat ki hai aur main aapke is Baat se agri bhi karta hun Kyunki Agar Main pakhwara ke platform per Ek Achcha trader marna hai to uske liye Hamen market ko always wash Karte Rahana hai kya ya usse Hamen Ek Kamyab trader banne ke liye abhi Koi musladhar per Suna ho aur Hamen usse Koi loss bhi Dar per Suna Hoga isliye Hamen Kamyab hone ke liye Hamesha market ko Vas Karte Rahana chahie Taki Aur Shyam kamyabi aur Shukriya
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trader banana aasaan hai lakin kamyab hona mushkil hai

                              agar aap kamyabi hasil karna chahte ho to iske liye aapko Sabar ke sath acchi quality ka kam karte rahana hoga tabhi yahan per kaccha aur kamyab trader Ban paoge aur aapko acchi tarah se learning bhi karte rahana chahie

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X