USA ki kharab halat ki vajah se dollar kafi kamzor ho raha hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    USA ki kharab halat ki vajah se dollar kafi kamzor ho raha hai
    Ine dinon mein United State of America bahut hi bure halat se gujar raha hai hi aur ine dinon mein Corona virus ki vajah se United State of America mein bahut jyada amwat ho rahi hai jiski vajah se United State of America ki currency USA Dollar kafi kamjor ho raha hai jiska market per kafi bure asrat padh rahe hain aur iski vajah se market kafi upar aur niche ja rahi hai aur market ki position bhi kafi kharab ho chuki hai aur aur agale hafte ki bhi position chahie lagti hai Dollar Mazeed niche jaane wala hai
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: USA ki kharab halat ki vajah se dollar kafi kamzor ho raha hai

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Khan70 پيغام ديکھيے
    Ine dinon mein United State of America bahut hi bure halat se gujar raha hai hi aur ine dinon mein Corona virus ki vajah se United State of America mein bahut jyada amwat ho rahi hai jiski vajah se United State of America ki currency USA Dollar kafi kamjor ho raha hai jiska market per kafi bure asrat padh rahe hain aur iski vajah se market kafi upar aur niche ja rahi hai aur market ki position bhi kafi kharab ho chuki hai aur aur agale hafte ki bhi position chahie lagti hai Dollar Mazeed niche jaane wala hai
    Really in these days America ki position kafi lose ho chuki hai aur dollar ke falling ke big chances hai kyunki America se position control nahin Ho Rahi hai jiski vajah se USA dollar uh day by day week ho raha hai hi aur USA ke pair USA currency ke opposite munh kar rahe hain jiski vajah se iski weakness mein bech changing a rahi hai soham a next week a good analysis karne chahie aur next week hamen fundamental analysis karne chahie kyunki next week mein jab Ham fundamental analysis karke trading karenge to hamen success ke good chance honge
    • #3 Collapse

      Re: USA ki kharab halat ki vajah se dollar kafi kamzor ho raha hai

      G han dollar index nechy jaey ga tou market main bari change aay gi pehly bhi jab market technical move ker rehi hoti hai tab bhi dollar index ki variations ky sath hi market ki movement chal rehi hoti hai lekin jab market main fundamental movement hoti hai tou us waqat dollar index main bhi bari change ati hai
      • #4 Collapse

        Re: USA ki kharab halat ki vajah se dollar kafi kamzor ho raha hai

        dear is main ham ko yeah nahi khyal karna cye dollors weak ho rah hay yeah strong ho raha hay ham ko is main best say best work ko karnay i last tak try kartay rahan chye agar ham is main aisa kartya rahtay to ham o zaroor is main achay say kamybi mil sakti the so ham ko better say better work ko kr k khud ko improve kartya rahna ho g .
        • #5 Collapse

          Re: USA ki kharab halat ki vajah se dollar kafi kamzor ho raha hai

          Corna virus ki waja sa usa bht hi loss main jy chuk hy is lia dollars bh kafi loss main hy is lia hm chya ky mhynt rain market ki movmnt ko semjh analysis kra us ky mutbk kam kra tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga jitni mhynt kra market ko semjh ga utna kamyb Ho ga
          • #6 Collapse

            Re: USA ki kharab halat ki vajah se dollar kafi kamzor ho raha hai

            G han Usa ki halat is waqt boht critical hai daily 2000 k qareeb deaths ho rhi hein jo America ki economy ko weak kr rhi hein aur new patients ki tadad bhi barh rhi hai tu next days Usd boht weak hoga us k sath jo bhi currency attach hai woh strong hony se traders ko sell aur buy k boht chances milengy jis mein woh apny accounts double kr sakty hein.
            • #7 Collapse

              Re: USA ki kharab halat ki vajah se dollar kafi kamzor ho raha hai

              G han America ki kharab halat ki vja sa un ki muashet kemzour Ho rhi hay aor un ma dollars bh ab week ho rha hay q ka carona virus ki vja sa koi bh market ab shi trha sa movement nahe ker rhi hay ap her curls halata kharab hain jin jin county main carona virus hay.... ham sb ko abhi koi bh teade open nahe kerni chaye jis sa hamain koi loss ho
              • #8 Collapse

                Re: USA ki kharab halat ki vajah se dollar kafi kamzor ho raha hai

                g han dollar kamzor ho gya hyai aur chances yahi hain ke abhi ye mazeed down jaye ga is liye hamin chahiye ke ham mehant se kaam karain aur ham ne jo analysis kar liya hai us ko follow karna chahiye ke ham mehant se karte hain agar ahm us ko ignore karain ge to ham learn nahi kar saken ge is liye mehnat se kaam karain is liye acha kaam karain
                • #9 Collapse

                  Re: USA ki kharab halat ki vajah se dollar kafi kamzor ho raha hai

                  ge han dear agar fundamental analysis ke bat ke jay to usa kay halat bohat kharb hain is main dollar ke qemat or gir jay ge is lia haman chahiya kay hum jab bhe trade karan to soch samajh kay or analysis say karain tkay koi loss na ho or sabar or himmat say kam lain gay to app zaror kamyab hon gay mahant main he azmat hai or kam main barkat
                  • #10 Collapse

                    Re: USA ki kharab halat ki vajah se dollar kafi kamzor ho raha hai

                    Ji ha dear sahi kha hy Corona virus ki waja sy USA bhaut disturb howa hy aur jis ka asal market pr bhi howa hy USA ki kheab halt ki waja sy usd bhi weak ho rha hy aur is pr trading krna mushkil hy
                    • #11 Collapse

                      Re: USA ki kharab halat ki vajah se dollar kafi kamzor ho raha hai

                      Ap ki baat theak hai k In dino USA mai bhe carona virus hai jis ki waja sey USA dollar bhe kamzor ho reha hai aur dollar ka kamzor honey sey market ki move bhe behatr nahi ho rehi hai. Es week mai bhe market ki koi achi move nahi thai aur market ko samjh bhe nahi ay rehi thai.
                      • #12 Collapse

                        Re: USA ki kharab halat ki vajah se dollar kafi kamzor ho raha hai

                        Meny news mein suna hy America mein corona virus ny tabahi macha rakhi hy jis sy bht ziada log effective hein hamein bhi ahtiyat ki zarorat hy kioynkeh hamari country ghareeb hy America ki currency low ho gae hy jis sy forex market e uska bhtcasar pry ga trading k doran risk nhi lena balkeh soch samjh k trading kerin.
                        • #13 Collapse

                          Re: USA ki kharab halat ki vajah se dollar kafi kamzor ho raha hai

                          or kamyab hon gay mahant main he azmat hai or kam main barkat sabar or himmat say kam lain gay to app zaror kam to soch samajh kay or gay mahant main he azmat hai or kam main baanalysis say karain tkay koi loss na hain is main dollar ke qemat or gir jay ge is lia haman chahiya t ke jay to usa kay hala han dear agar fundamental analysis ke bat ke gay mahant main he azmat hai or kam main ba
                          • #14 Collapse

                            Re: USA ki kharab halat ki vajah se dollar kafi kamzor ho raha hai

                            dollar week hai lekin ye US hai is mein buhat jaldi ap ko bullish situation daikhne ko mile gi is liye buhat hi important hai ke ap ko knowledge ho mukammal fundamentally ta ke ap mehnat se kaam karain loss na karain overall is ki market bullish hone ke chances hain agar oil bhi stable ho jata hai to is mein buhat hi behtari a jaye gi
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: USA ki kharab halat ki vajah se dollar kafi kamzor ho raha hai

                              Dollar week ho ya strong Ho Hamen Har Surat Mein kaam par focus karne ki koshish Karni chahie Kyunki hamara kaam Hamen acchi kamyabi deta hai aur apne Kaam Ki vajah Se Hi Ham strong success hasil karne Ke Kabil ho sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X