Computer Ki Kis Tarha Ki Taleem Ki Zarorat Humain Forex Mai Zarori Hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #466 Collapse

    hamain forex kay bary main knowledge hasil krna lazmi ha knoweldge ho ga to earning kr sktain gy agr ilm nhi ho ga market ki informatin ka to ham kuch bhi acha nhi kr pain gy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #467 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
      Forex ko use karny k leye khas computer expert honay ki zarorat nahi hai.Trader ko simple meta trader 4 k har tools ko use karnay ka tareqa ana cheye.woh internet se achi sites visit karna janta ho jaha se us ko knowledge or Forex ki learning mai izafa hota rahy.Trader k leye sirf meta trader 4 ki practice bhout important hoti hai or baqi learning k leye us ko data find karna hota hai es k alwa trader ko khas computer expert honay ki zarorat nahi hai or i think har trader yeh kaam asani se kar sakta hai.Trader meta trader 4 ko jitna acha or quick use karna seekh jata hai woh during trading asani se har tools ko proper use kar leta hai.

      right dear brother forex trading may ko follow karna k liyeh computer ki learning karna must nahi hai dear brother us may only ap ko installed karna ata ho software bus yehi bahot hai ap k liyeh dear brother our kuch nahi our agar ap k pass account nahi hai tu ap posting k liyeh typing seekna must ho ga bus our kuch nahi hai forex may
      • #468 Collapse

        First of all we need to get the computer basic knowledge to work for forex, and then to make our tying speed best for forex forum posting, then need to use the trading software that how to use the trading software then we can easily gain the great knowledge and success.
        • #469 Collapse

          I think computer running knowledge and out scorching business knowledge we need to work on forex because forex is international online huge business for this need lot of out knowledge .
           
          • #470 Collapse

            salam dosto,hamy computer ki knowlegde b hona chahye or internet ki important ha q ka hamy net ka bary ma jab hamy pta nai ho ga to hamy pta nai ho ga ka kis trha id open karni ha.
            • #471 Collapse

              forex main kam krne ka lay computer k knowlege ki itni zarorat nhi he just ap typing kr sakte hoon aur on off krskte hon aour oprate kr sakte hoon lekin forex main experience bahat zarori he warna loss k khatra he.
              • #472 Collapse

                Humary liye zarori ha kay hum iss main aur yada kaam karnyaur seekhny kay liye behtar tor par kaam karian aur apny andar buhat yada behtri ki faza kaim karain iss say humary andar na sirf aur yada kaam karny ki lagan aur himat paida ho gi balky hum yada behtar treeky say apy kaam ki tarf bhi tawaja day saakain gay aur iss main her basic knowledge buhat zarori ha
                • #473 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: incomegrowth پيغام ديکھيے
                  Hamy Forex par work karny k liye Computer kay baray mai kesa knowledge hona zaroori hai ?
                  dear hamen forex pay work karnay kliye pehlay to computer pay work karnay k tarikay makif hona chahye k ham kis trha computer ko use kar saktay hain , is k bad hamen yai b pata hona chahye k ham jo forex use kar rahay hain is ko pc ki madad say ham kesay use kar saktay hain
                  • #474 Collapse

                    Just ap ko itna atta ho k ao pc main software install krna atta ho aur us smain ap ko posting krni atti ho boht hai ap k liye trading k liye . DForex ek best business hai aur yeh ek real business hai .
                    • #475 Collapse

                      bs ap ko compter ka basic cheez ka pta ho, baqi forex ko learn krne k lia demo use kro, ic say ap ko acha experience mile ga.. :)
                      • #476 Collapse

                        hame compuetr ke baare me bas etna pata hona chahiye ke mouse ko kese use kare computer me writing kis tara se kare . bas yahi copy hai kio ke compeuter ka ziada tar kaam nahi hai forex me bas hame es ka etna learning karna chahey ke ye kis tara kolta hai aur kis tara me es me trade lagaw aur kis tara ose close karo
                        • #477 Collapse

                          dear apko typing ani chaye aur thori bhut english ta kay ap question ko achay tareky say samj saken aur internet say knowldge hasil kare sakeen aur special computer course ki zarort nahi parti is mein.
                          • #478 Collapse

                            .Trader ko simple meta trader 4 k har tools ko use karnay ka tareqa ana cheye.woh internet se achi sites visit karna janta ho jaha se us ko knowledge or Forex ki learning mai izafa hota rahy.Trader k leye sirf meta trader 4 ki practice bhout important hoti hai or baqi learning k leye us ko data find karna hota hai es k alwa trader ko khas computer expert honay ki zarorat nahi hai or i think har trader yeh kaam asani se kar sakta hai. computer ki knowledge to aj kal bohat zarori hia q ke computer per har kam ho sagta hia or forex ke liye zarori hia ke ap ko operate karna ana chahiy computer.
                            • #479 Collapse

                              dear forex per kam karna k laya ap k pass bus computer ki atni knowledge honi chahiya k online work kasa karty ha,post ho send karna,or forex sa related info ho ap k pass, ager koi problem ho to ap us ko dur kar paya
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #480 Collapse

                                dear app ko forex business main computer ko sirf use karna ata hona chahey aur us ke elawa app ko kuch internet se information search karna ata hona chahey

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X