Computer Ki Kis Tarha Ki Taleem Ki Zarorat Humain Forex Mai Zarori Hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    i think ke dear forex mein success asal karne ke liye hmein computer pay work karne ki zororat nai ha bilke hme forex mein ager knowledge aur experience gain karna ha tou hmein demo mein zhada se zhada work karna chye take is mein loss na kare sake
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      Sir i think keh forex k liay computer ka ziada knowledge hona zaruri nhe. Just basic knowledge zaruri hai. Qk yahan to sirf ek software pe post type kr k click krtay hain aur submit kr detay hain. Bs keyboard k button k baray main pata hona chahiay.
      • #198 Collapse

        Forex mein trading karna k liya computer k koi bhi course nahi karna parta hai just aap ko computer thora sa operate karna ata ho kyun trading k software bhut ziada easy hai aur uss ko eas tara se deign kiya ga hai k koi bhi bhut easy se trading kar skta hai. bhut sara log jin ko compter k bara mein jtna ziada pata bhi nahi hai wo bhi trading kar rha hain.
         
        • #199 Collapse

          we dont need much knowledge about computer for forex . just we need software and some knowledge about forex skill
          • #200 Collapse

            Base on me i will say that it is very good for you to have small knowledge so that you will be able to take your time and see how the market is operating from one level to the other at all times
             
            • #201 Collapse

              Bhai forex per kam kerny k liye ap k pass computer ka kam az kam itna knowledge ho k app ko internet use kerna atta ho ap asani sy internet per forex k bary ma searching ker sakin ager net hi chalana na atta ho tu trading kerna us k liye buht mushkil ho jaye ga vo tu apny luck k shary trading kery ga bas is liye kam az kam us bandy ko net per searching kerni atti ho forex k liye enough ha
              • #202 Collapse

                i think is ka liya computer ki basic ka bare main hame pata hona chaheya.......is ka elawa hume english ka ilam bhi hona chahya....sath sath humre typing speed achi hone chahya take ap zida se zida post kr sky....is ka sath sath hume forex ka bare main special cource krna ho ga take hume apna time ziya na kre aur forex ko deeply tor par smajhe skye
                • #203 Collapse

                  dear brother forex business kay liye humain computer ka knowledge nahin forex ka knowledge hona chahiye computer ka complete knowledge zaroori nahin hai ager app computer ko thora bohat bhi chala lete ho to app yeh kaam kar saktay ho.
                  • #204 Collapse

                    Jee haan forex trade k liyay aap k paas computer ke basic knowledge hona he kaafi hai is k liyay koi couse ya degree nahin chshiyay
                    • #205 Collapse

                      Forex trading karne keliye hamen computer ka ziada knoweldge hona koi zaroori nahin hota hey auri s main hum agar computer ki basic ko bhi achi trha jantey hain to phir bhi hum is main work kar saktey hain.
                         
                      • #206 Collapse

                        yahan zyada koi computer skills hasil karnay ki zarurat nahi. hamay internet ki basics ka pata hona chahiay k kis tarha use kia ja sakta hay. tabs waghera kesay open kar saktay hain, typing taiz honi chahiay bas.
                        • #207 Collapse

                          forex ek international trade hai our ye net per ki jati hai to es ka liye ap ko computer ki basic knowledge ka pata hona chahiye our es ka sath sath ap ko internet ka barey main bhi knowledge hona bohot zarori hai qn ka trading ki hi internet par jati hai to internet ki full information our us ka use karna lazmi hai es ka bagair mumkin nai k trade ki jae
                          • #208 Collapse

                            bhai is business me hum ko computer se realated kisi bhi knowledge ki zarurat nahi hoti hai hum ko agar computer use karna ata hai to hum ko just forex ki knowledge ki zarurat hoti hai or hum is business ko learn kar ke is se earn kar sakty hain is me computer ki knowledge ka koi amal dakhal nahi hota hai ...
                             
                            • #209 Collapse

                              forex trading ko use karne ke liye computer ki full knowledge to nai but iske baiscs zaror pata hone chaye aur forex ke software download aur us pe jo learn kia hai uski practice karna ani chaye kiun ke aj kal computer ki knowledge aik bhot zarorat ban ke rehgayii ha jis ko compuetr ki basics nai pata hungi woh kabhi bhi forex ko nai samj sakta
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                Zyada knowledge b na ho to forex ko koi b kr skta ha es me sirf program ko run krna ana chiye baki forex pe ha k agr ap k pass experience ha to ap forex kr skte ho warna nhi lekin koi khass computer ki knowledge k bagair b ap forex ko kr skte ho ye boht easy ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X