Forex sy bhot zayada expectation lagana b nuksan dey hota hai, haqeeqat sy bagna ni c

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex sy bhot zayada expectation lagana b nuksan dey hota hai, haqeeqat sy bagna ni c
    Friends forex ma big expectation ley k bhot sy member atyn hai, but jb unko loss hota hai to unki ankhyn khul jati hai, kiu k ye haqeeqat unk lae bhot khounak sabit hoti hai, es lae pehle he unko pata hona chahe k yaha loss zayada or profit bhot kam hota hai,
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex sy bhot zayada expectation lagana b nuksan dey hota hai, haqeeqat sy bagna

    ji bilkul sahi aapane kaha ki agar Ham maximum Expectations Rakhenge Forex se aur ham Apne knowledge or experience Ke Bina Expectations Rakhenge lack of knowledge ki best parantu Jab Hamen loss hota hai To Ham maximum how so Jaate Hain aur stress Le lete hain SO Apne aapko stress mind nahin karna Apne mind ko respect relax Rakhna aur maximum Expectations bhi nahin leni Jab aap one day recharge package ke sath Forex Mein jump karte ho aur aapko loss hota hai To fir aap day short ho jate ho solo Expectations ke sath red Kijiye aur maximum results achieve kijiye
    • #3 Collapse

      Re: Forex sy bhot zayada expectation lagana b nuksan dey hota hai, haqeeqat sy bagna

      forex mai hamy experienec gain kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama sakt gy forex aik amm business ke nisbat acha busines hain hum is mai raat mai be kam kar skty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bna kar kam kar sakty hain is ma dunay ky bary bary mumalik inlve hain forex aik best busness hain
      • #4 Collapse

        Re: Forex sy bhot zayada expectation lagana b nuksan dey hota hai, haqeeqat sy bagna

        Ji bilkul aapane theek kaha forex trading se zyada expectation lagana bhi theek nahin hai kyunki forex trading bahut risky trading hai aur humne dekha ki maximum trader ismein fail hote hain ISI vajah se forex trading mein log kam hai aur aapane theek kaha agar hamare pass chhota account hai chhoti marne ke sath Ham bahut jyada hai aur nahin kar sakte hain lekin bahut jyada xpedition lagana hamare liye theek nahin hoga Ham yahan se bahut kuchh bhi Kama sakte hain lekin yah bhi chances hai ki ham yahan se a zero balance bhi le sakte hain ISI vajah se log kahate Hain ki aur se itni ummid na lagaen jitni aap laga rahe hain.
        • #5 Collapse

          Re: Forex sy bhot zayada expectation lagana b nuksan dey hota hai, haqeeqat sy bagna

          dear forex trading main yah aik natural fact hai k es main loss bhi hota hai or profit bhi hota hai es liye koi bhi mamber apny mind par he es business ko chala nahi skty hain es main aysa bhi nahi hai loss he hota hai or aysa bhi nahi hai profit he hota rahy es main apki mahnat or lagan par depend hota hai or jub ap mahnat karty hain tu ap apni khofnak haqiqat ko face nahi karty hain achi umeed ho tu kam bhi acha he hota hai
          • #6 Collapse

            Re: Forex sy bhot zayada expectation lagana b nuksan dey hota hai, haqeeqat sy bagna

            G bilkul ye bat aisy hi ha q ke boht se new trader aisy hoty han jo bina dekhy trade karty han or sub kuch lose kar dete han jis ki waja se un ka sara pesa chala jata ha or wo online forex ko samjhty han ke ye pese lotny wali trade company ha jabky is me un ki khud ki ghalti hoti ha.
            • #7 Collapse

              Re: Forex sy bhot zayada expectation lagana b nuksan dey hota hai, haqeeqat sy bagna

              G han new traders forex business se boht ziada expectations krty hein k unko sirf acha profit hoga lekin ye unki ghalat fehmi hai kionkeh ye jitna profitable hai utna hi risky business hai is mein small mistake se big loss ho jaty hein lekin traders agr money management se trading krein tu apny bonus ko waste hony se bacha sakty hein aur earning bhi kr sakty hein.
              • #8 Collapse

                Re: Forex sy bhot zayada expectation lagana b nuksan dey hota hai, haqeeqat sy bagna

                Ji han Hamen forex se bahut zyada expectation bhi nahin Lagani chahie Kyunky forex Main trade karte hue Hamen kabhi kabhi profit hota hai lekin Aksar trade open karte waqt Hamen Loss Hona shuru ho jata hai hi hi Hamen profit banane ke liye bahut zyada mehnate bhi karna padati hai aur Hamen is main wait bhi karna padta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Forex sy bhot zayada expectation lagana b nuksan dey hota hai, haqeeqat sy bagna

                  Kuch log to forex kay sat is terhan atech ho jaty hain ky wo ye samjhty hain kay kay unhay bahot he faida howa hai or akhir kar unhay niqsan kay elwa kuch hasil nahi so main apko yehi kahon ga kay nuqsan say bachna hai to apko ziyada umeedyn nahi lagani chiye forex say kyun kay ager ap nay forex say ziyada umeedyn laga leen to apko bahot he faida hota hi so behter hai acha kaam kryn
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex sy bhot zayada expectation lagana b nuksan dey hota hai, haqeeqat sy bagna

                    G blkl agr ham kisi b chez se bohat zyada expectations lgae gy tu tu nuksan hi hoga islye hmy chahie k forex forum se h zrorat se zyada expectations na lgae taka hmy nuksan na ho or hm is se zyada se zyada profit gain kr sky. Ye hmari or hmari trade k leye bht faida mand Hogi. Is k sath sath hmy kisi b chez ki haqeeqat ko smjhna chahie taka kisi b kam me hmy mushkil na ho or hm haqeeqat me reh kr apny profits gain kry.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex sy bhot zayada expectation lagana b nuksan dey hota hai, haqeeqat sy bagna

                      dear esa nai hai forex hum se time mangta hai agr hum is ko daily time den sakte hein tu ye business hamre liye best hai agr hamre paas time nai hai tu phr ye business hamre liye bohat hi nuqsan de hai is main wohi log kameyb ho sakte hein jo daily menat k sath kam krte hein
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex sy bhot zayada expectation lagana b nuksan dey hota hai, haqeeqat sy bagna

                        g han forex sy expectations rkhna bekar hy
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex sy bhot zayada expectation lagana b nuksan dey hota hai, haqeeqat sy bagna

                          G bilkul sai kaha apne loss b hta h but liss or profit tw part of life h islie hme full stability k sth forex m post krni chahye ta k hme agr loss b ho tw profit se b khsh ho skyn
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex sy bhot zayada expectation lagana b nuksan dey hota hai, haqeeqat sy bagna

                            zyada se zyada profit gain kr sky. Ye hmari haqeeqat me reh kr apny profits gain kry haqeeqat ko smjhna chahie taka kisi b kam me hmy mushkil na ho or hm hmari trade k leye bht faida mand Hogi. Is k sath sath hmy kisi b chez ki zyada se zyada profit gain kr sky. Ye hmari
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex sy bhot zayada expectation lagana b nuksan dey hota hai, haqeeqat sy bagna

                              Ap ki baat Theak hai k forex mai hum low profit he earn kr sakty hai aur zada ki unwed nahi kr sakty hai Es business mai bohat kam trader he zada profit hasil krtey hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X