trading ma excitement
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #466 Collapse

    ji bhai asa hota ha jab hamari excitement barh jay to hama apnay ap ko kisi kam ma busy kar lan or apnay ap ko zayada excitement ma na rakhay ap mind ko ak had tak relax rakhna chahia agar ap zayada excitement feel karay ga to ap achi trade open nahi kar saktay mara khayal sa
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #467 Collapse

      forex men hamain apni tradinng keo ker k is ko watch nahi kerna chahye is se hamain emotions ko control kerna fdifficult ho jata hai or hamain tading men bi mushkil hoti hai is ley hamain is ko open chor dena chahye.
      • #468 Collapse

        Jee apki baat sahi hay new traders kay sath ziada tar aisa he hota hay mery khyal main humay aisa nahi karna chahiey esko as business run karna chahiey na keh apni normal life ko eski waja say disterb karen.
        • #469 Collapse

          trading me bohat he excitment hoti hai aur log trading me barda mazey sey krtey hai aur trading me log bohat enjoy krtey hai aur mujhey to trading bohat he pasand hai aur acha result bhe mil raha hai ..
          • #470 Collapse

            Yes it is a natural process that when ever a trader jumps into the market his excitement increases and he thinks of a sudden profit. A good Forex trader have to remain patient while opening a trade.
            • #471 Collapse

              excitment to zahir c baat hai humain is leay hote hai k jab hum ne trading main deal lage hoe hote hai to tab hum us k result ka intzar kar rahy hotay hai k ay ayeh humrai deal hit kar k humain profit day rahe hai ya loss is leay hum ziad exited ho jaty hain k abhi pta anhe kia bnay ga jis ki wja se hurai nened tak ur jate hai
              • #472 Collapse

                well my dear friend, wesay to mein abhe tak koi trade nahi lagai hay na to live main aur na he demo main, meray khayal say aesi condition tab he hoti hogi jab kay koi banda trading ke field main new ho aur usko iss baat ke excitement hoti hogi kay meri trade kay saath kya hota hay, profit hoga kay loss, shuru main aesi he feelings rehti hongi kisi bhe new trader ke...
                • #473 Collapse

                  Forex trading main kafi exitement hoti hai lekin humein har waqt trading main hi spend nahi krna chahye jiss se hamari life ke doosray work mutasir hon humein ek khas time table bna ker daily ussi ke mutabiq trade krni chahye.
                  Islamic Books Blogging Tips
                  • #474 Collapse

                    bhai asa mostly traders k sath hota ha. kyn k mostly traders just greedy ho kar forex trading kar rahy hn. tabhi itna excitement hota ha. k hamain profit ho ga ya nuksaan . jub k jo best traders ha wo tension free trading karty hn . or unko pata hota ha k hamain profit ho ga ya nuksaan . or agr kabhi nuksaan hota bhe ha to wo boht chota hota kyn k wo phly sa he us k lye preparation kar k rakhty hn.
                    :cool::cool::cool:
                    • #475 Collapse

                      je bilkul trading kerty waqat excitement kafi bar jati hain . lekin humey trading ka aik time table bana lena chahiye or us key mutabiq trading kerni chahiye , is sey hum physical and financial fit rehty hain .
                      • #476 Collapse

                        Forex ka kaam bohat acha kaam hai is kaam may achi trading hoti hai is leye ko trading laga tay hoay hum ko excitment hoti hai is leye hum ko apnay emotions pay control rakhan chahiyeh lalach may nhe ana chahiyeh agar lalach may aye gaye to hum ko nuqsan ho sakta hai
                        • #477 Collapse

                          Ap nay eek trade lagai us main Acha profit ho Gyaa tou Aap nay excited ho kar dosri bhi Trade laga li ho Sakta hai k us main loss ho jye.. Forex buhaat Serious buisness hai yahan aap ko Apnay jazbaat ko feeling ko Mentain kar k kaam KArna parta hai apni trade lagatain hain hamari trade lose main hoti hain hamain pata hota ha
                          • #478 Collapse

                            me abi forex me new user hon par phir b mujhy us din ka intezar hai jab me trading karon us k liye ap ko hard working karni parti hai or ek khas planing banaty huwy apni money ko invest karni parti hai agar planing best ho gi to profit k chances zyada hongy
                            • #479 Collapse

                              excitment is liye hoti hain k hum forex mai interst lety hain or trading kar k acha mehsoos karty hain jisay humay acha bonus mil raha hota hain or hum ye hi suchh k khush ho rahy hoty hain k is month k last mai humy ek achi income milay gi
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #480 Collapse

                                initial trading main excitment ki vja vo profit hota ha jo ap ko nzar a raha hota ha ap apni trade say excited nahin hoty bulky us earning say exited ho rahy hoty ho jo ap ko is trade k end main milti wali hoti ha
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X