trading ko kis tarhan accept kerna chahiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #961 Collapse

    aslamu alaikum: ji dear forex aik bohat risky business hai aur part time agar kisay ki pas job hai to wo kabi bhi apni job ko na choray.forex ko part time use karin par apni job ko kabhi bhi na choray.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #962 Collapse

      trading ko wahi accept karega jisko profit hua ho or apke pass earning ho or age mission ho or mazeed trading karne ka. or interest ho.
      • #963 Collapse

        dekhen g ye sub cheezen aap par depend karta hey agar waqai aap satisfy hey forex tradind se tou yaqinan ap apni regular job leave kar saktey ho warna agar ap satisfy nahi ho tou aap regular job na chore bal key forex trading ko as a part time job kar letena chaye is se aap ko achi or faida hoga . Thanks.
        • #964 Collapse

          han g doat ap na boat achaw sawal kia ha aur ma ap ki bat sa agree krta hu aur dost deako ap ko agar koi job kr rahay hain aur ap ko itni zada earning kr rahay hain aur dost deako agar ap ko forex ma zada sa zada earning hoti ha aur ap ki life achai chal rahi ha tou ap ko chaiay ka ap dusri job ko choro aur forex ma trading kro.......
           
          • #965 Collapse

            trading ko as a challenge accept karna chahiye aap ko kiun ke is business me brother ap ke samne bohat sare challenges aty hain is lye is business me bohat carefully or dehan laga kar aap ko kam karna parta hai warna is me losses kafi tezi se hone ka dar rehta hai .
            • #966 Collapse

              baqi tu mujy sub ka pata nai ha magar etna zaror ha k mai forex mai as a part time job karta hun r ye mere ley buht reliable business ha r ab mai koshish kar raha hn k forex mai apny ap ko full time k ley inolved kar lon qk ye buht profitable business ha
              • #967 Collapse

                g han dsot ap na achaw sawal kia ha aur ma ap ki bat sa agree krta hu aur dost ma b ap ko ya hi kahu ga ka agar ap koi job krty hain aur ap ko waha sa earning hoti ha tou ap ko chaiya ka ap krty rahay aur trading ma b faida h tou ap is ko sirf part time rakh lay is sa ap ko hi faida ho ga i like forex trading ,,,,,,...........////////////////
                 
                • #968 Collapse

                  Assalam-O-Alaikum bhai jan ager ap ka forex trading me itna experience ho gya hey key ap trading say earn kar rahey hen to ap ko forun say pehley apni job chor deni chahye aur ap ko full time forex trading karna chahye.
                  • #969 Collapse

                    Dear Sir regular job ko leave mat karo app es forex trading ko kese bhe wak ker sakta hai jab app apne office job sy free ho jay tu app es forex trainding mai kuch wak time dy ker long peiod ke trade laga saktay hai aur es k saht take profit aur sotp loss bhe dy saktay hai........
                    • #970 Collapse

                      mera khyaal hay trading aik successful online business hay and ap isko kisi bhi terha accept ker sktay ho bulkay meray khyaalse ap isko major business kay tro pe acceot kero and apni full devotion se isko seekho
                      • #971 Collapse

                        Assalaam o alaikum agar aap musalsal profit kamarahe hain aur apke paas dosri job hai aur dono ko manage karletehain sei tarah se then koi harj nei hai lekin agar dono mein se kis ko choose karna hai ye main decide nei karsakta aapke liye aapko apne liye khud decide karna hoga k kya karna chahiye aapko .
                        • #972 Collapse

                          apko trading ko accept krne ke liye confidence rakhna chahiye. ur is ko ko learn kerne ke baad trading ko serious ho kr krna chahiye. is mien apko ager earning hasil krni he to ap indicator ko follow kro ur khud ki techniques istemaal krni ho g.
                          • #973 Collapse

                            agar ap koi job kar raha han aur us ma salary bhi bohat hi high ha to ap forex ko part time job ka toor par kar akta han. kayun ka forex trading aik riski kam ha aur is ma ksi bhi waqat loss ho sakta ha. agar ap samajhta han ka ap ka experience bohat hi ziada ha magar phir bhi job ko choor kar is ko join karna bahtar nahi kaha ja sakta.
                            • #974 Collapse

                              This is done by a trader who has been trading as a "main profession" or even traders who trade only as a pastime. If trading as main profession, then the trader must ensure that the OP is done should the potential profit.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #975 Collapse

                                ager to ap permanent job ker rayahy hain to phir ap ko job ko chorna nahain chahiyeh bulakay ap ko private job ko ba nahain chorna chahiyeh ap to forex trading pert time b ker saktay hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X