small lots laga ke apne account ko wash hone se bachya ja sakta hy....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    small lots laga ke apne account ko wash hone se bachya ja sakta hy....
    dear forex trading market bhot bari hy ager ham es mein pura month mehnat ker ke bonus hasil kerte han to us bonus ka use hamain soch sumj ker kerna cheye kuin ke ham khud hi apne account ko wash hone se bacha skty han account ko small lots size lagne se zror bachya ja sakta hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: small lots laga ke apne account ko wash hone se bachya ja sakta hy....

    Choti lot ho tou qccount kabi wash nei hoga jab ham lalach kerty hein tab hamara account wash hota ha ham thory time mein bahot zyada profit banana chahty hein tou ham ko loss bi bara aor account wash bi ho jata ha
    • #3 Collapse

      Re: small lots laga ke apne account ko wash hone se bachya ja sakta hy....

      G hy bilkul hm small lot lega kr apna account ko wash hona sa Bach skty hy is lia hm chya ky soch semjh kr forex ky mutbk kam kra ta ky kamyb Ho saky jitni mhynt sa kam kra konwldg or experience sa kam kra ga utna kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga or acha profit bh hsil kr saky ga
      • #4 Collapse

        Re: small lots laga ke apne account ko wash hone se bachya ja sakta hy....

        G han small lot laga ker kam apna account ko wash hona sa becha sekta hay q ka ap ko loss tab hota hay ja ap Big lot sa teade ko open kerty ho aor jab whi trade loss main jati hay to us sa ap ka account wash bh ho sekta hay aor ap ko loss bahot ziyada ho sekta hay jo loss ap phr ap recover bh nahe ker skety isi liya zarori hay kh ap small lot ko use kerian ager ap ko loss ho bh gya to ap recover to let sekty ko
        • #5 Collapse

          Re: small lots laga ke apne account ko wash hone se bachya ja sakta hy....

          G han agr trade mrin small lot use ki jaye tu risk na hony ki waja se loss bhi kam hota hai jisko recover bhi kia ja sakta hai jitna hum secure trading krengy hamein faida hoga kionkeh account wash nhi hota jo sb se bari kamyabi hoti hai aur next month aur bonus milny se hamara capital bhi increase ho jata hai agr hum isi tarah survive krty rehen tu aik din hum boht acha profit hasil krny lg jaengy.
          • #6 Collapse

            Re: small lots laga ke apne account ko wash hone se bachya ja sakta hy....

            Hum small lot se big loss kerny se bach jaty hein kioynkeh risk free trade open hony ki vaja se account wash nhi hota aur hum long period apny kam balance ko trading mein use ker sakty hein jiska fayda yeh hoga k hamara experience increase hoga jis ka balance secure ho woh aik successful trader ban jata hy.
            • #7 Collapse

              Re: small lots laga ke apne account ko wash hone se bachya ja sakta hy....

              اصل پيغام ارسال کردہ از: mishiali پيغام ديکھيے
              dear forex trading market bhot bari hy ager ham es mein pura month mehnat ker ke bonus hasil kerte han to us bonus ka use hamain soch sumj ker kerna cheye kuin ke ham khud hi apne account ko wash hone se bacha skty han account ko small lots size lagne se zror bachya ja sakta hy
              G bilkul sahi kaha hai ap ny agr hum lot size choti rakhty hai forex market k andr to hum loss sy bach sakty hai aur kafi acha khasa profit gain kr sakty hai market k andr aur iss sy hamein afi acha munafa ho sakta hai. Forex market k andr hamein money management ko lazmi dekh k trade krni hoti hai tb he hamein iss main faida hoga.
              Get Daily Forex Signals and also the Daily crypto Signals
              For free. And if you need any help about the forex and crypto market live chat is available for you.
              • #8 Collapse

                Re: small lots laga ke apne account ko wash hone se bachya ja sakta hy....

                dear friend forex trading mn sub sa zroori kam apnay account ballance ko safe rakhna hota ha is k liay apko chayay k hmesha trade mn small lot use kren is trh profit to km milay ga lekin hmesha milay ga lekin agr ap ziada profit k lalach mn big lot use kren gay to jald he apka account wash bhi ho skta ha
                • #9 Collapse

                  Re: small lots laga ke apne account ko wash hone se bachya ja sakta hy....

                  agar hum es main small lot ko use kar kay hum es main trading karty hain to humain es main loss be ho skta hain es ley humain es main lot ko lgany say pihly humain es main market ke up our down ko follow kar kay hum es main trade lga skty hain our hum es main den main be kam kar skty hain our hum es main rat main be kam kar skty hain forex 1 boht bra business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: small lots laga ke apne account ko wash hone se bachya ja sakta hy....

                    Gee han dear agar hum chahty hain kay hamain trade main loss ziada na ho to to trade lagaty waqat hamain chaiya kay hum lot size main khayal sa kam lain is main greedy na banain agar hun lot ziada laga kar kam karin gay to hum acha kama lain gay agar hum lot size ko madenazar rakh kay nai kam karain gay to pher hum apna account wash ho sakta hai or pher haman sabar say akam laina ho ga
                    • #11 Collapse

                      Re: small lots laga ke apne account ko wash hone se bachya ja sakta hy....

                      Agr hum apne lalach ko control kartay han tu phr hum kam lot size laga kar trading kar saktay han kiok ziada lot size tab hi laga kar trading kartay han jab ziada profit ka lalach hota hai hum ko lalach ko control karna cahaiye phr hi hum lot size ko control kar saktay han aur is k liye learning zaroori hai learning ho gi tu him apne account ki money management kar k trading karain gey aur lot size apne account balance k mutabik use karain gey js se account wash nahin hota
                      • #12 Collapse

                        Re: small lots laga ke apne account ko wash hone se bachya ja sakta hy....

                        agar ham money management karain eg to hmain account wash karne nahi parain ge agar ham money management karain ge to hi ham kaam kar sakte hain earning hoti hi money management pe hai agr ham ne is ko follow nahi kiya to ham earn kar hi nahi sakte hain aur chota volume bhi ham pe hi depend karta hai ke ham kaam kaise kar sakte hain is liye mehnat se kaam karain ke ap ke account balance ke mutabbik ap ko kya volume lagana hai
                        • #13 Collapse

                          Re: small lots laga ke apne account ko wash hone se bachya ja sakta hy....

                          money management agar ap karain ge agar ap mehnat kaain ge learn karain ge mehnat se kaam karain ge to account save ho ga lekin earn karne ke liye ap ko 2 kaam karne hai agar ap emotionless kaam kar ke risk to reward pe kaam karain eg to ap earn karain ge is se hi ham earning karte hain is liye mehnat se ham kaam karain ge to hi ham kameyab ho sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: small lots laga ke apne account ko wash hone se bachya ja sakta hy....

                            han g tk kaha h ap ny smal lot hamara acount wash ni hnu dati h balky bara lot lagany sy hamara acount b wash ho jata h loss b ho jata ha hm ko hmu smal lot hi laga k treads lagani chahiy zada lalch ni karni chahiy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: small lots laga ke apne account ko wash hone se bachya ja sakta hy....

                              Small lot istemal Karke Ham Apne account ko bacha sakte hain lekin Agar Ham diglot open Karenge To Ham Apna account wash kar sakte hain per trading business bahut risky business Hai Jab tak Ham is business Mein risk management Nahin Karenge use Waqt Tak Ham is business Mein regular basis per profit Hasil nahin kar Sakenge regular basis per profit hostel karne ke liye Hamen Forex trading business Ko samajhna Hoga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X