your mistake

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #316 Collapse

    Maine 1 saal pehly 600$ ka acont wash kia tha,big lot size laga k 3.00 lot,jo k bahot bra risk hy,aur lalach hy.aisa bilkul ni krna chahiye.aur ab mn is cheez se parheaiz krta hun.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #317 Collapse

      forex main galti kerna bhot baari per sakta hai isleye koish kare ke soch samjh ker sabaar kerke trade kare kyun ke agar aise nahi kiya i mean market trends ke sath nahi chale tou loss ho jata hai.secondly koish kare ke money management strick rakhe taake capital ko nuksaan nahi ho.thanks.
      • #318 Collapse

        bhai meri mistake greed , khof or jald bazi hai jin ki waja se mene apna poora poora account kaii bar loose kiya hai mujhe is business me kaam karne me maza ata hai or me is business ko learn kar raha hun ...
        • #319 Collapse

          mein tou ager forex trading business per mistake kerta hoon aur mujhay uss se loss ho jaye tou mein iss mistake se lesson hasil kerta hoon aur try kerta hon k dobara iss se bach ker trading ko kiya jaye kiyon ke yeh humein loss de saktein hain.
             
          • #320 Collapse

            forex trading main aik little mistake ap ko big loss de deti hi iss lye ap ko apni mistakes ko control kerna ho ga then hi ap iss business main kamyab ho sakoo gye agar ap apni mistakes ko control nahi kerte to ap ko bare loss ho sakte hain
             
            • #321 Collapse

              hamari mistakes is tarah ki hosaktin hain jaisa kay hum waqt se pehle apni trades ko shuru kar den ya phir hum apni ghaltiyun se ziada nahin seekhte jis se bar bar mistakes hoti hain
              • #322 Collapse

                I am a new trader and trading with a demo account now. I make some trades everyday but last week I make 21 trades in a day and the trades are still running in loss. It's my first mistake in forex.
                • #323 Collapse

                  dear agar ap ka account chota hai to ap kabi bhi bari lots mat lagao jis se ap ka sara account khrab ho jaye ais liay ap ais mai volume size kaam hi rakho
                  • #324 Collapse

                    mene trading me kafi sari mistakes ki hen me ne greed bhi kia he galt positions per entry bhi ki hen and emotions me a kar bhi trading ki hai mje itni knowledge nahi thi jab bhi me trading karta tha or isi se experience hasil kia he mene to ye sab meri galtiyan he jo mene share kardi hen umeed karta hon newbie isko zaroor parhenge or jo galtiyan mene ki hen wo nahi karenge
                    • #325 Collapse

                      bhi g may to forex trading may shyid abi tek right nhi ho meri to is may mistke hi mistke ha or jub tek ap forex trading may galti nhi kary gy jub tek ap kesy sikhy gy or jo insan galti nh karta ha to us insan ko loss b kebi nhi ho sakta ha or galti to bardo bardo sy ho jati ha bessness may ap loss jub hi khatey hain jub ap galti kartey ha
                      • #326 Collapse

                        start main jab forex main i to sab se ziada emotions control nahin hotey they aur main is main ziada es ziada greedy banti thi jiski wjha se mujhey is business main always loss hi hota tha.
                           
                        • #327 Collapse

                          je haan forex mein jo hum galityaan kartay hain un par amal karna aur un se sekna bohat bohat he zarrori tab he hum successful ho sakay gae thankfulo for question
                             
                          • #328 Collapse

                            yes dear mistakes is very common in this trading bussiness and i think many peoples are get good loss here because of do much mistakes here and once i also got good loss here because of mistake and my mistake is misconcentration and low invest so i am still trying to improve this..
                               
                            • #329 Collapse

                              jab ma nay trading start ki to maray sat scam ho gaya tha 15000 ka kuch logo nay keya tha,lakin ab jab ma trading kar rahe hn to mujhy pata chal gaya h kay ap ko knowledge hona chaia proper or greed nahe karne chaia
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #330 Collapse

                                g han insan apni galtion se hi sekhta h r again wo galti ni karta h is liya sb yahn apna apna experince share karte h jis se boht kuch sekhne ko milta h r insan wo galtain b agin ni karta jin ko aur log karte h is tarhn wo acha gain kar leyta h.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X