trading main kitna risk lena chaheay??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #661 Collapse

    trading me mere khayal se risk zayda nahi lena chahiye, kio ka ak chota sa risk ap ko bohat door le ga skta ha, ye business risk free tu nahi ha but phir b kam se kam lena chiye risk,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #662 Collapse

      dear trading karne mein risk tau laazmi lena parhta hae is liye hamain chahiye k koshish karen k kam se kam risk lain aur apna mehnat se kamaya hua paisa aasani se na gawayen. maximum 25 to 30 percent risk lena chahiye.
      • #663 Collapse

        asal me bahi apka sawl bhut acha ha but mujhy is bary me zaida knowledge to nahi ha ku k me abi new hon apko starting me to bilkul risk nahi lena chahy
        • #664 Collapse

          g is me apko utna hi risk lena chahea jitna ap apne apko is business me expert samjhte ho q k is se apko zyda disappoint ni hona prta or ap kissi ko blame ni kar sakte ho.
          • #665 Collapse

            dear ager ap trading ma ak acha trader ho to ap ko chaya ka ap kam sa kam risk sa ak acha profit earn karo ma trading ma 5% tak ka risk lata ho is sa zayda ka nai lata ager mujy market ki sahi idea ho to ma is sa zayda b rsik la lata ho.
            • #666 Collapse

              mare kaylse se trading ke dorane ap apne balance ka 20% se zyda na used kare je is ka fida ye ho ga ke ap ko agre kise trade ka wait be karn paret to koye be musklae nahi ho ge ap ko
              • #667 Collapse

                Trading main risk aap ki learning py depend krta aur iss per k aap kitna invest krna chahty ho ya phir kitna affoard kr skty ho because of trading main to profit bhi ho sakta hai loss bhi issi liye bohat soch samjh kr invest krna chahiye ta k zyada loss na ho.
                • #668 Collapse

                  profit and loss k hisab sey to trading main 50% risk hota he lakin ager backup ki bat ki jaey to us k liye minimum ak trade k behind 500 pips lazmi backup hona chahiye. means 1$ ki trade ager karni he to 500$ backup hona chahye.
                  • #669 Collapse

                    Dar asal is kaam mein apka experienced hona zrori hai. Experience k bina ap nuqsan utha sakty hain is first of all ap properly learning kren us k baad ap ko khud he mehsoos ho ga k kitny % aap k liye zyada faida mand hai.
                    • #670 Collapse

                      Bhai apko ma yahi bat bolo ga jo ma apny lia bhi chata hu wo ya kay agr ap new member hay to ap ko risk kam sa kam lena chaiye is say apka account safety bht zaruri hay is llia apko kam sa kam risk lay aur achy expert hay trading ma to apko 80% tak risk lena chaiye kiyu kay market ma next mint kia ho kio nahi janta
                         
                      • #671 Collapse

                        tradding may der friend ap ko chahyia kay ap itna risk laina chahyia kay ap ko ap ka pora capital ka half ap kay pass balance be rehta ho to is tna risk kafi hay mean ap safe ho
                        • #672 Collapse

                          bhai trading me utna he risk len aap jitna apa bardasht kar sakty hain or is business me greed har giz mat karen kiun ke agar aap ne greed se kaam lya to aap ko yeh business loss ke siwa kuch nahi de ga .
                          • #673 Collapse

                            mera khayal hy forex main app ko etna hi risk lyna chahiye jita hm easily bardust kar sekeen kyn k forex aik money making business hony k sath sath boht zada risky business hy hm is main jtna jata risk lyty hain etna hi bara profit earn karty hain aur loss b
                             
                            • #674 Collapse

                              ya to ap k capital py depend krta ha k ap kitna risk ly sakty han km capital ma kam risk or high capital ma high risk wasy shoro ma kam hi risk lena chaya
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #675 Collapse

                                hamen forex trading main kabhi bhi ziada high risk nahin lena chahiye aur agar hum aisa kartey hain to phir hum is main kabhi bhi achi trha se successful nahin ho saktey hain aur always is main fail hi hhotey hain.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X