Is week gold ki movement kesi hogi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Is week gold ki movement kesi hogi
    Last week dekha jay to gold ne kuch khas move nahi kiya ye musalsal 1600 k ressistance level per raha hai is ki movement kuch point tak rahi lakin kiya is week gold up move ker sakta hai ya ye down jay ga i think is week is ka up trend hoga r ya 1650 ko lazmi cross kary ga to seniors is bary main apny analyse lazmi share karen may be news k bad is week is ki novement fast ho and ye up chala jay lain ye forex markete hai jis main trend ka pata nhi lagta to ap apny analyse share karen k isi according is main entry li ja saky
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Is week gold ki movement kesi hogi

    dear lag ti esa rha k is dafa gold ne phr dobra dwon ki traf ana hai news k mutabq nai lag rha ha lekin phr be hum is main zada risk nai lena chaiye zada risk se hi hume bhrey nuqsan ka samna krna parta ha agr ap ko gold main kam krna hai tu samjdari se krein
    • #3 Collapse

      Re: Is week gold ki movement kesi hogi

      dear mera khyal main is week man gold ki movement up honay k near hay is main ham ko chye k ham ityat k sat kam ko kia karein is main ham ko mehnat k sat apnay kam ko karna ho g is man ham ko more say more agay ki janib bhi agar ham rade ko kia karein ityat k sat karein is main ham ko kabhi bhi bager stop loss ko use ker k trade ko nahi karna ho g .
      • #4 Collapse

        Re: Is week gold ki movement kesi hogi

        Mere khyal ke mutabik To Har country ki crashed hai To Koi pata nahin kaun si currency kahan per ja sakti hai crude oil kahan per ja sakta hai gold kahan per ja sakta hai yah sari chijen important hai hamen chahie ki Ham moment per najar rakhte rahen aur signal ko check karte Rahe apni trade lagaen Agar Ham aise trade laga dete Hain To hamari trade jyadatar Salam hone ka khatra hota hai
        • #5 Collapse

          Re: Is week gold ki movement kesi hogi

          hamain is forum main kiis bi waqt trade kar skaty hain aur gold main movmenet ko dekh k hi hum achy say trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain chahye is k bary main planing karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain expeirence acha ho gat ab hi hum loss say bach sakty hain aur hamain is k bary main bi planing kar k hi trade karni ho gi ta k earn ho
          • #6 Collapse

            Re: Is week gold ki movement kesi hogi

            اصل پيغام ارسال کردہ از: aqsaanwar پيغام ديکھيے
            Last week dekha jay to gold ne kuch khas move nahi kiya ye musalsal 1600 k ressistance level per raha hai is ki movement kuch point tak rahi lakin kiya is week gold up move ker sakta hai ya ye down jay ga i think is week is ka up trend hoga r ya 1650 ko lazmi cross kary ga to seniors is bary main apny analyse lazmi share karen may be news k bad is week is ki novement fast ho and ye up chala jay lain ye forex markete hai jis main trend ka pata nhi lagta to ap apny analyse share karen k isi according is main entry li ja saky
            Gold ke related mere analysis je Hank gold ko again uP Jana chahie aur jahan tak many technical analysis kiye Hain to mujhe aisa feel hota hai ki gold again apvad Jana chahta hai kyunki agar Ham iski previous wiki movement ko analyse karte Hain to iski movement hamen uptrend ka signal deti hai Bata main vate karna chahie aur confirmation ke sath trade ko open karna chahie
            • #7 Collapse

              Re: Is week gold ki movement kesi hogi

              gold aik risky pars hain is ki movement up or down hoti rehti hain hamy is ki present movemet ko dekh kar is main trade laagni chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ham is main apni mrzi sy bager pasio ky account bana kar be kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala aik unique business hain yai online ki dunya main aik king business hain
              • #8 Collapse

                Re: Is week gold ki movement kesi hogi

                اصل پيغام ارسال کردہ از: aqsaanwar پيغام ديکھيے
                Last week dekha jay to gold ne kuch khas move nahi kiya ye musalsal 1600 k ressistance level per raha hai is ki movement kuch point tak rahi lakin kiya is week gold up move ker sakta hai ya ye down jay ga i think is week is ka up trend hoga r ya 1650 ko lazmi cross kary ga to seniors is bary main apny analyse lazmi share karen may be news k bad is week is ki novement fast ho and ye up chala jay lain ye forex markete hai jis main trend ka pata nhi lagta to ap apny analyse share karen k isi according is main entry li ja saky
                abhi tak Gold ke bare mein kuchh nahin kah sakte hain kyunki ine teenon mein market kafi khatarnak ho chuki hai aur aur gold is waqt bahut hi mushkil ho gaya hai kyunki gold ka spread kafi jyada ho gaya hai aur is vajah se Gold per trading karna hamare liye mushkil se mushkil hota ja raha hai hamen chahie ki Ham Gold per trading na Karen to yahi hamare liye behtar hai
                :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  Re: Is week gold ki movement kesi hogi

                  abhi aj ka wai karain uar phir idea ho ga ke kaisa ho sakta hai bullish ke chance hi hai lekin abhi wait karain kyon ke abhi trap ho sakta hai to pehle filter ho lene dain phir kaam karain ge phir maza aye ga is liye mehnat se kaam karain aur emotions ko control karain agar ap ne emotions ko control karna hai to hi ap ne yahan pe eanr karna hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Is week gold ki movement kesi hogi

                    ge dear agargold ke bat ke jay to pechlay dinoun main gold kafi up tha lakin ab corona ke waja sa gold down hai maga abi kuch nai kah skty kay gold kasay move karay ga main ya kahna chahon ga kay ho sakta ha kay gold main abi to nai lakin anay wlay dinoun main gold ke qeemat up ho ge q kay mjy lagta kay kay digital currency main ab ziada chances hian carona ke waja say log ab digital main janay ke koshesh karain gay or tramp nain bhe yahe kaha kay hum digital main ab kam karain gay jab tak waba par qabo nai hota
                    • #11 Collapse

                      Re: Is week gold ki movement kesi hogi

                      Last week dekha jay to gold ne kuch khas move nahi kiya ye musalsal 1600 k ressistance level per raha hai corona ke waja sa gold down hai maga abi kuch nai kah skty trading hamary liye mushkil sy mushkil hoya ja raha hay or hame chahiye kay hame achi tarah say dekh kar trad likhni chahye or mehnt karni chahye
                      • #12 Collapse

                        Re: Is week gold ki movement kesi hogi

                        Jab tak ya virus ka effect market per Rahega tab tak market ka koi proper analysis karna market ka koi proper movement show karna ya market ke andar profitable trading karna possible Nahin Hai ine Dinon Hamen apni practice ko maximum time Dene Ki Koshish Karni chahie Taki Jab market apni proper Ek situation Mein a Jaaye proper Ek movement Mein a Jaaye To Ham acchi trading Se Achcha profit Hasil karne mein Kamyab Ho jaen Abhi Trading karna risky ho sakta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Is week gold ki movement kesi hogi

                          gold chunkai aik risky metal hai aur iss ko agar ham ghalat trade karai to iss mai ham buhut loss kar saktai hain iss leye zarori hai ke iss ko jab be trade karai intihaye mutat tariqay say trade karai aur iss ko sahe say analyse karnai ke baad trade karai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Is week gold ki movement kesi hogi

                            Gold Mein Ham buying position Le sakte hain this week gold apne friend ko follow kar raha hai gold bahut fast move kar raha tha lekin ab gold apni normal position Mein Hai Ham is Waqt cold Mein technical analysis Karke trading kar sakte hain gold Mein acche position lene ke liye Hamen gold ko buying position leni chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Is week gold ki movement kesi hogi

                              Agar aap log Gold per trade karne ka soch rahe hain to aap log is per aasani ke sath trade Laga sakte hain Kyunki is weak mein yahi hai ki gold 1650 se upar Jayega agar aap log gold ko buy Karenge to aap Logon Ko Achcha profit Mil sakta hai Gold per trading karne ke liye jaruri hai ki aap log is per trading entry Lagane se pahle Agar fundamental aspects ko dekhte hain to isase aap logon ko bahut jyada help mil jaati hai aur aap log bahut comfortable hokar apni trading ki direction ko decide kar sakte hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X