Mobile pe posting krny mein problem ho rhi hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Mobile pe posting krny mein problem ho rhi hai

    Ham mobile se bhi bahut acchi tarah se posting kar sakte hain ismein koi bhi problem nahin hai aap jis tarah se chaho use tarah se kisi bhi device se posting kar sakte ho lekin main mein aksar ye Hota ki aap daily basis per posting karte raho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Mobile pe posting krny mein problem ho rhi hai

      har kisi ki apni choice hai jisko Jahan per aasan Kam lagta hai usko vahan per karna chahie to bus Hamen quality ko focus karna hai kya Agar Hamare karm ki quality acchi hogi To Ham chahe mobile per kam Karen ya computer per Karen Koi difference nahin hai aapko bonus is Baat per Nahin Milta kya mobile per kam karte hain ya computer per karte hain aapane kam per focus karna hai quality ko focus karna hai aur iske sath apne quality ko focus Karna Hai Jab aisa kaam aap karenge to fir aap ke liye kam karna bhi aasan hoga aur aap bonus bhi le loge
      • #18 Collapse

        Re: Mobile pe posting krny mein problem ho rhi hai

        yes dear mobile per posting karne se problem ho rahi hai lekin hamen problems ko face karna chahie aur posting karte rahana chahie agar Ham problem uski vajah se posting chhod denge to Ham apne a future ko achcha nahin banaa payenge isliye hamen posting lagatar jari rakhni chahie aakhir karya problems khatm Ho jaayengi
        • #19 Collapse

          Re: Mobile pe posting krny mein problem ho rhi hai

          yes;dear mobile pay kam kurnay ki problem yeh hy keh is pay hum threads ko achay treeqay say nhi daykh saktay hain or is ki wajha say humay kafi problem hoti hy or humay post kurtay huay bhi mushkil hoti hy to humay moble pur kam nhi kurna chahiyay or koi acha sa laptop ya computer lay kur is pur yeh kam kurna chahiyay or mushkilat say buchay or mobile ki bjay laptop ya computer pur kam kuray
          • #20 Collapse

            Re: Mobile pe posting krny mein problem ho rhi hai

            Agar mobile per posting karne mein problem ho rahi hai to aap mobile per posting Hi Na Karo aap computer per posting karo lekin Agar aapane mobile per hi posting karni hai to desktop site per posting karo FIR aap ki posting ho jayegi
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #21 Collapse

              Re: Mobile pe posting krny mein problem ho rhi hai

              Ji bilkul mobile per abhi Jab Se pakform refresh page Hua Hai To iski setting disturb hi joi new member ko chahie ki vah apni page ki setting kar ke posting Shuru Karen aur Apna target pura karne ki koshish karen Jaise Ham pahle Pak form per Apna jaldi kam Khatam kar lete the AAP Thodi Si dushwari pesh aa ati hai
              • #22 Collapse

                Re: Mobile pe posting krny mein problem ho rhi hai

                اصل پيغام ارسال کردہ از: aarifshahzad پيغام ديکھيے
                Dear forum members mery khayal mein hr member ko ye problem ho rhi hogi k Mobile pe forum pehly ki tarah nhi chal rha jiski waja se hum posting nhi kr pa rhy forum management se request ki jati hai k is problem ko jaldi solve krein kionkeh boht se members posting nhi kr rhy.
                Dear member mobile per post karna kyon mushkil hai mobile per post karne mein kya problem hai agar hamare paas acchi aur alag quality ka mobile hoga Android mobile per post karna Koi mushkil nahin hai Jin logon ke paas low quality ke mobile hain unko mobile per post karne mein Discovery pesh aati hogi isliye hamen chahie ki Ham Android mobile len aur use per posting Karen ge to hamen kisi bhi problem mein main yah tension mein nahin aana padega aur ham acchi aur alag quality ki post share kar sakenge isase hamen bonus bhi bahut achcha aur aaram milega.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: Mobile pe posting krny mein problem ho rhi hai

                  GDS sahi kaha hai ki mobile mein posting karne se problem hoti hai iski vajah yah hai ki mobile ki screen bahut hi chhoti hoti hai jiski vajah se threads ko parhne mein aur samajhne mein bahut hi problem hoti haye hamare pass ek achcha laptop hona chahie ismein koi bhi problem nahin hoti mobile per net ka issue bhi hota hai

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X