Ek achi trade hamain bahut earning de sakti ha...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ek achi trade hamain bahut earning de sakti ha...
    Forex trading me agar proper analysis aur planning ki saath trade lagaya jai to wo hamain kafi faida de sakti ha. Us ek trade se hamain itni earning ho jati ha k hamain mazeed trades ki zarurat nahi parrti. Lehaza koshish karain k analysis kar k aur planning kar k trade lagain aur lalach na karain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ek achi trade hamain bahut earning de sakti ha...

    agar Ham ek acchi trade bhi kar Leta uska hamen bahut jyada fayda ho jata hai main uska bahut accha result hasil ho jata hai isliye Ham sab ko hamesha acchi trading karni chahie Taki Ham sab ko achcha result hasil utare aur ham achcha profit hasil karte rahen
    • #3 Collapse

      Re: Ek achi trade hamain bahut earning de sakti ha...

      Ager hum koe ache see trade open ker lein to hum es say more say more profit hasil ker sakty han.ham saber kerna hoga k hum achi say achi entry le sken.and hamen saber lenr a chate tab he ache profit mein close ker layen ge.
      • #4 Collapse

        Re: Ek achi trade hamain bahut earning de sakti ha...

        forex aik best business hain hum is mai trade laga kar aca munfa kma sakty hain hamy expert bn ky forex mai risk lena ho ga forex paksitan mai legal ban cuka hain hum is mai agar bager lrarning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex paksitan mai legal ban cuka hain hum is mai agar bager leanring ky kam kary gy to hamara account baned ho jy ga
        • #5 Collapse

          Re: Ek achi trade hamain bahut earning de sakti ha...

          hamy makret ko achy sy samaj kar is ky rules ko follow kar ky is main trade kagni chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar ky market main run kar sakty hain yai aik asa business hain jis main kam karyny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham apny gar beth kar is main kam kar sakty hain yai aik real business hain
          • #6 Collapse

            Re: Ek achi trade hamain bahut earning de sakti ha...

            dear g han ap nay achi bat kahe hay ham ko chye k ham jis time main bhi koi rade ko karnay ki try karein is main ham ko kabhi bhi beray say bera risk ko nahi lena chye is main ham ko chye k ham mehnat k sat apnay kam ko last tak jaery rakhein is main ham ko kabhi bhi apnay kam ko stop nahi honay dena chye agar ham is main last tak aisa karein gye to bad main ja ker k he ham kamyb ho saktay hein aor agay ki traf bher saktay hein forex main anay k bad main .
            • #7 Collapse

              Re: Ek achi trade hamain bahut earning de sakti ha...

              yes dear, jo trade soch samajh kar aur achi planing k sath ki jay wo hmain zarur profit daiti ha, is liay apnay knowledge ko use karain aur situation ko daikh kar achay decisions lain ta k hmain pachtana na paray aur hm koi mistake kar k khud ko nuksan na kara lain
              • #8 Collapse

                Re: Ek achi trade hamain bahut earning de sakti ha...

                Ji Haaan Aaaap Ki Baaat Sahi Hai Aik Achi Trade Laganaay Se Him kaaafi Achaaa ProFit Kamaaa SakTay Hain Or Agar Aik Achi Trade LaGaai Jaaaey to WoH baaki Bhot C Trades Se BeHtar Hai To HumEn Chaauiye k Jo Bhi Trade LaGaaaen WoH Achi TaRhaaa MaRket ko Analise KaRen Or MeHnat Se Kaaam KaRen Taakay Zyaada Se Zyaada Samajh KaR Kaam KaR SakEn Or Loss Se BaCh KaR Trade KaR SakEn....
                • #9 Collapse

                  Re: Ek achi trade hamain bahut earning de sakti ha...

                  G agr ham soch msj k ksi ik pair ko choose kr k trde open kry to ham bht achy profit ko gain kr skty hain so hami chye k hr pair ko tilouch krny ki bjay ksi ik pair ko achi trah smj k trde lgani r mutmain ho k is pa acha profit hasil kry lkin Is k lia hami sbr krna ho ga aam taor pa asi trade long term hti hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Ek achi trade hamain bahut earning de sakti ha...

                    G Han dear friend jab treading krty howy hamary single aur analysis strong hoty hian tu hum ko hamri tread acha khasa porfi dy jati hy hum KO forex trading mn Kam krty howy kabhi bhi jald bazi nh karni chahiye Apan Kam interest ky sath kran cahiey
                    • #11 Collapse

                      Re: Ek achi trade hamain bahut earning de sakti ha...

                      Assalamu Alaikum friends ji han friend job trading karte hue Ham signal aur analysis strong hote hain to hi ham read acchi khasi profit De Jaati Hai Humko Forex trading Mein kam karte hue kabhi bhi jaldbaji nahin Karni chahie balki Sakun se threading karne chahie jisse Ham bahut zyada unhen Hasil kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Ek achi trade hamain bahut earning de sakti ha...

                        Sahi kaha hai aapane ke Jo ek acchi trade hai vah hamen Kafi earning de sakti hai is vajah se hamen chahie ki Ham acchi trade Kiya Kare jab acchi trade Ham karte Hain to fir usse hamen profit Hoti hai is vajah se trading sahi tarah se Kiya Karen demo account per pahle practice Karen FIR uske bad real account per hamen trade lagani chahie Taki vah trade hamen profit de
                        • #13 Collapse

                          Re: Ek achi trade hamain bahut earning de sakti ha...

                          Ji bilkul theek Kaha aapane Agar price training Mein acchi knowledge experience ke sath acchi trade Karenge To Hamen acchi earning bhi mil sakti Hai Forex 1 online business Forex Mein Hamen Jyada Se Jyada mehnat aur knowledge ki jarurat hoti hai jitni Jyada Mota practis Kar Ke Ham knowledge increase Karenge aur acchi experience Retreat Karenge itni acchi Hamara Nahin bhi kar sakte hain aur successful trader bhi ban sakte hain Forex all world mein best business hai Forex main trade Lagane se pahle Hamen stop loss take profit use Karke trade Karni chahie Is Tarah Hamen loss bhi kam Hoga aur profit bhi achcha hoga
                          • #14 Collapse

                            Re: Ek achi trade hamain bahut earning de sakti ha...

                            yes hmain agar achi position mil gai hai to hmain kaam karna hai aur acha kaam karna hai learn karna hai agar ham ne learn karna hai to hmain demop pe kaam karna hia agar ham ne demo pe ache se kaam kiya to ham buhat hi acha kaam kar saken ge aur mehnat se kaam kar saken ge is liye hmain mehant karni hai learn karna hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ek achi trade hamain bahut earning de sakti ha...

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Fukhaan پيغام ديکھيے
                              Forex trading me agar proper analysis aur planning ki saath trade lagaya jai to wo hamain kafi faida de sakti ha. Us ek trade se hamain itni earning ho jati ha k hamain mazeed trades ki zarurat nahi parrti. Lehaza koshish karain k analysis kar k aur planning kar k trade lagain aur lalach na karain
                              G haan agar hum is may soch samaj k saath kaam karay tho hamay buhut acha faida mil saktha hay kionka agar aap dhakay tho hamay aksar loss ose waqth he hotha hay jab hum is may koi ghalathi karthay hay lekin jab hamay os may loss hotha hay tho os waqth hamay ihsaas hotha hay is liay hamay pehlay say he soch samaj kqr kaam karna chahiay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X