Scalping ka faaydaa or nuqsaan.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Scalping ka faaydaa or nuqsaan.
    Dear Friends Asslamu Alaykum

    Dear Friends forex may kaam karnay ka har kisi ka alag hi andaaz hay koi long term may kaam kar raha hay to koi short cut may kaam kar raha hay. Scalping may jab aap kaam kar rahay ho to aap ko short term may iss par kaam karna hota hay quen kay aap ko sirf chand pips par hi kaam karna hota hay ab iss may faayda ya hay kay iss may ham apni lot size ko bara rakhtay hane to kam say kam aik mint may ham ko apna profit ho jaata hay laykin iss ka loss ya hay kay agar market us aik mint kay doraan fast move ho jaay to iss aik bara loss bi ho jaata hay.

    Thanks and bye,
    Your Friend Kamran Sarwar.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Scalping ka faaydaa or nuqsaan.

    Forex trading business Mein scalping karne ka fayda ho sakta hai aur nuksan bhi scalping bahut short term trading Hoti Hai short term trading Mein Hamen bahut Sare signal rong Milte Hain isliye Hamen typing Nahin Karni chahie lekin Kuchh trader Aise Hain Jinke decision bahut acche hote hain vah scalping trading karke bahut accha profit Hasil kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Scalping ka faaydaa or nuqsaan.

      Scalping good members ko fayda Deti Hai Jinke pass Achcha knowledge or experience maujud Hota Hai Un members ke liye scalping karna theek Nahin Hai Jo kam experience ke sath working karte hain Agar hamare pass Achcha knowledge aur Achcha experience Forex trading Sher element Hai To hamen bhi scalping Karni chahie Taki Ham kam time mein Achcha fayda Hasil kar Saken otherwise Hamen risk Nahin Lena chahie
      • #4 Collapse

        Re: Scalping ka faaydaa or nuqsaan.

        Scalping ay apko xiada tar faida he hoya hai isliye apkp chaye k aap is main mehnat or hard work karte hhe is main kaam karen or achi sh achi knowldge or information k sath is main kaam karen ot mehnat sy is main success haisl karen taa k apko is main profit haisl ho.
        • #5 Collapse

          Re: Scalping ka faaydaa or nuqsaan.

          Scalping k faidy professionals ko ziada joty hein kionkeh woh market ko kam waqt mein analysis kr sakty hein aur unko boht ziada profit jota hai jbkeh scalping new traders aur jin k pas kam experience hai un k liye loss ki reason banti hai is liye scalping ziada experience waly traders krein tu acha hai.
          • #6 Collapse

            Re: Scalping ka faaydaa or nuqsaan.

            scalping karna acchi baat hai kyunki scalping ka matlab short term trading hota hai agar Ham is Waqt market ki situation chal rahi hai ismein scalping ke sath kam Karte Hain To Ham bahut Achcha kam kar sakte hain aur bahut aasani se apni trade ko successful banaa sakte hain isliye Hamen chahie ki agar Ham yahan per kam karna chahte hain to is Waqt maujuda halat ke mutabik short term trading Karen Taki Ham kam time mein Achcha fayda Hasil kar sake aur apni trade ko nuksan Mein jaane se aasani se Ham is tarike se bacha sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Scalping ka faaydaa or nuqsaan.

              dear friend, scalping aik achi trading technique ha lakin is k liay hmaray pass acha knowledge hona bht zaruri ha q k thoray time ma market ma enter ho k profit hasil kar k out ho jana bht difficult ha, is k liay hmain market ki achi samajh boojh honi chaiay, ye tareeka new aur junior members k liay thek nhi q k un k pass km knowledge hota ha jo unhain problem ma dal sakta ha
              • #8 Collapse

                Re: Scalping ka faaydaa or nuqsaan.

                signal pe ap tab hi kaam kar sakte hain aur mehnat karte hain lekin is ke liye hmain yahan pe kaam karna hai learn karna hai aur acha kaam karna hai aur acha kaam karne ke liye hmain mehant karni hai kyon ke agar hamare pas knowledge nahi ho ga to hmain signal faeda nahi de ga kyon ke ham us ko samjh nahi saken ge us ko handle nahi kar saken ge is liye mehnat se kaam karain
                • #9 Collapse

                  Re: Scalping ka faaydaa or nuqsaan.

                  aap my scalping ke fayde bataen hain aur uske sath sath aapane kiske nuksan bhi bataen ji Jahan per iske fayde Hain to mere khayal se vahin per iske kuchh nuksan bhi ho sakte hain hamen jo bhi chij use karni hai proper planning Karke use Karni chahie jab Ham proper planning Karke vah chij use karte hain to fir hamen usse fayda hota hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Scalping ka faaydaa or nuqsaan.

                    agar koi bhi traders calling karna chahta hai to uske liye usko chahie ki vah acchi tarah se apna knowledge or experience increase Karen scalping karne ke liye acchi tarah se expert hona bahut jyada important Hota hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Scalping ka faaydaa or nuqsaan.

                      scalpning k bahot hi ziada faidy hoty hain yo smjh lo agar ap short term traiding karna chahty hain to scalpning best hai or scalpning main ap bahot hi jald profit kama skty hain or apney alnce main add kar skty hain agar ap k pass koi or kam ya business nahi hai to ap k lia best hai k ap scalpnig par dhiyan dey is ko sekhney ki kosehs kary
                      information for Beginners
                      Complete Forex Knowledge

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X