Galat faisla se hamesha nuksan hote Hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Galat faisla se hamesha nuksan hote Hain
    Trading mein faisla karna hamare liye bahut ahmiyat rakhta hai hi aur trading mein hamara munafa aur nuksan hamare faisla hota hai ki agar Ham trading mein achcha faisla kar lete hain to hamen munafa milta hai aur agar Ham trading mein achcha faisla nahin karte Hain to hamen munafa ki vajah se nuksan milta hai isliye hamen koshish karni chahie ki Ham hamesha hi achcha faisla Kiya Karen aur achcha faisla karne ke liye hamen market ki samajh honi chahie aur agar Ham kuchh galat faisla karenge to hamen jarur nuksan Ho jaega
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Galat faisla se hamesha nuksan hote Hain

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Khan70 پيغام ديکھيے
    Trading mein faisla karna hamare liye bahut ahmiyat rakhta hai hi aur trading mein hamara munafa aur nuksan hamare faisla hota hai ki agar Ham trading mein achcha faisla kar lete hain to hamen munafa milta hai aur agar Ham trading mein achcha faisla nahin karte Hain to hamen munafa ki vajah se nuksan milta hai isliye hamen koshish karni chahie ki Ham hamesha hi achcha faisla Kiya Karen aur achcha faisla karne ke liye hamen market ki samajh honi chahie aur agar Ham kuchh galat faisla karenge to hamen jarur nuksan Ho jaega
    Right decision Se Hi right trade mil sakti hai aur agar Ham right decision nahin lenge to hamare trading kabhi profitable nahin ho sakti hai agar Ham apni trades ko profitable banana chahte Hain aur ham apni trading se good profit ki earning karna chahte hain to hamen chahie ki ham good decision ke sath apni trade ko handle Kiya Karen agar Ham trading mein good decision nahin lete Hain to hamari trading profitable nahin hoti hai so hamen always ji good decision ke sath good trading karni chahie
    • #3 Collapse

      Re: Galat faisla se hamesha nuksan hote Hain

      g sahi kaha h ghlt faisla hmesha apko loss tk le jata hai r sahi faisla hmesha profit deta hai lekin Apko chahye Apne knowledge ko daily base pe barhatay rhen phr ja k kmyaaabi milay gi.
      Mehnat + Knowledge × experience = SUCCESS
      • #4 Collapse

        Re: Galat faisla se hamesha nuksan hote Hain

        g friend, forex ma hamesha soch samajh kar faislay karain q k aik ghalat faisla hmain bht nuksan pohncha sakta ha, market ki moment ko daikh kar aur situation k mutabik apnay decisions lainay chaian ta k hmain fruitful results hasil hon aur hm kamyab trader bn sakain
        • #5 Collapse

          Re: Galat faisla se hamesha nuksan hote Hain

          Je forex ma wrong decision sy bhot sary acct wash ho jaty hai, ye wrong decisions kon kon sy hai, ik to big lot use karna ik he trade sy rich hony k lae galat hai, dosra analysis, news or indicators k bena b trade open kar lena wrong hai, asy decisions sy bachna chahe,
          • #6 Collapse

            Re: Galat faisla se hamesha nuksan hote Hain

            Assalamu alaikum dear all fox member ummid hai ki aap aap theek honge Uske bad brother aapki baat theek hai ki galat faisla karne se anyone person ko nuksan hota hai kyunki yah online business hai is mein agar aapane a koi idea update karna hai to usko acchi Tarah Karen jis Tarah complain title achcha banaya jata hai ISI Tarah ismein bhi acchi Soch update karne chahie
            • #7 Collapse

              Re: Galat faisla se hamesha nuksan hote Hain

              forex aik international or kabe be band na hony wala business hain hm is mai raat mai be trading kar sakty hain hum is mai din mai be tradng kar sakty hain hum is mai apny boss apa he hoty hain forex aik amm bussiness ke nisbat acha business hain hum is mai apnee marze sy tiem tbale bana kar kam kar sakty hain yai all wirld mai bihta taze sy famous hony wala buisness hain
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #8 Collapse

                Re: Galat faisla se hamesha nuksan hote Hain

                Dear friend jab bhi hum trading ka decision karain to hamesha planning karny kay bad right and exact decision karain ta keh hamain good trade karnay say best and high profit results milain. Decision power bahut necessary hay, ager decision power good hogi to he best decision kar kay hum trade main successful hi sakain gay.
                • #9 Collapse

                  Re: Galat faisla se hamesha nuksan hote Hain

                  App ki bat thek hy hmra aik faisla humin faida bhi dy skta hy or nuksan bhi bas humin koshish krni chahy k woh faisla jo hum trading k dauran krty hn woh sahi hona chahy humin markete ki movement ko smjh kr or us k ups or downs ko dekh kr or analysis kr k hi trade lgani chahy tb hum kamyabi hasil kr skty hn.
                  • #10 Collapse

                    Re: Galat faisla se hamesha nuksan hote Hain

                    Pakistan Forex mein agar aapka faisla sar galat hai acchi trading nahin kha rahe Tu almost aapko loss Hoga hamen chahie use Noor se apne account ko Ham save rakhe to hi Ham 1 Din acchi kamyabi Pakistan Forex se le lenge Khoob Khoob knowledge se kam Karen
                    • #11 Collapse

                      Re: Galat faisla se hamesha nuksan hote Hain

                      G bhai jan bilkul es foeum mein ghalat faisley se hamaisha nuksaan hi hota hai lehaza humein chahaye k es forum mein hum jab bhi trading karein tu apna koi bhi faisla leiney mein jaldi na karein q k dostu jaldi mein keiye gaye aksar faisley ghalat hi hotey hain hum ko pehley achi tarha sooch lena chahaye.
                      • #12 Collapse

                        Re: Galat faisla se hamesha nuksan hote Hain

                        Ji haaan aaaap Ki Baaat Sahi Hai FoRex main Ghalat Faislaaa KaRnay Se Yaaa Jaldbaaazi main Koi Bhi Faisala karnay Se HumEn HumEshaaa niqsaan Hi HoTaa Hai To HumEn Chaahiye k Jo BHI trade LaGaaaen WoH Achi TaRahaa SoCh Samajh KaR LaGaaen or MaRket Main Jo Bhi SteP Len Achi TaRhaaa MaRket Ko ObSerVe kaRnay K Baaad hi LEn TaaKay KaamYaaBi K ChanCes zyaada Hi HooN....
                        • #13 Collapse

                          Re: Galat faisla se hamesha nuksan hote Hain

                          yes brother ji aapane Sahi kaha hai hi Agar Ham is market Mein kam kar rahe hain To Ham Ko Agar ismein Kisi kism Ki Ghazab Kahani Ho Jaati Hai Uske vajah se Ham is market Mein nuksan kar sakte hain jaise agar koi pattern market banaa rahi ho aur ham use pahle hi trade Laga Den lekin market uski confirmation Nahin De aur uske bad market uski opposite Mat Kar Jati Hai To aapko trade per dukaan ho jata hai aise hi aapko is market Mein Hamesha Khafa mission ke bad hi friend Karni chahie Kabhi jaldbaji Nahin Karni chahie.
                          • #14 Collapse

                            Re: Galat faisla se hamesha nuksan hote Hain

                            Fitex trading main decision power ka hona bohat zaruri hay, agr trading kartay waqat hamain faisla karna paray k trade kab close karni hay to hamaray andar faisla karnay ki power honi chahiay, hum acha faisla forex trading main usi wawat kartay hain jab hamary pas forex ka knowledge ho ga, forex k baray main jantay hon gay, market ka analysis kiya ho ga hamain pata ho k market ki next movement kiya ho sakti hay, hum acha faisla tabhi kar saktay hain jis say hamain profit hl sakta hay, hamara 1 ghalat faisla hamain nuqsaan dila sakta hay. Es liay jo b faisla karain soch samaj k karain
                            If you work hard no body can stop you from success
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Galat faisla se hamesha nuksan hote Hain

                              Forex trading risky business hai agar is Mein Chhoti Si mistake Bhi Ho Jaati Hai to loss ho jata hai FIR loss ko recover karna Mushkil Ho Jata Hai Is per bade hi Itihaas a work karna padta hai Jitna ho sake mistake se bacha your proper plan bnao kar ismein working ki Jay Faisla Karenge nuksan hi hoga nuksan se bacha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X