Kisi ki bato me na ao

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kisi ki bato me na ao
    Pak Forex forum mein bahut sare members galat information bhi share karte hain isliye Ham sab ko ine sab baton se aware rahana chahie aur agar koi information mile to uski khud acchi tarah se research karni chahie aur khud market ko acchi tarah se analysis karna chahie aur uske bad hi trading karni chahie
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kisi ki bato me na ao

    Exactly agar aap logon ko koi information share ho rahi ho to kindly aap self usko investigate Karen Kyunki bahut se log Aise Hain jo aapko galat guide karte hain aur kindly aap jab tak investigate kar le aur Khud Apne mind ke according apne liye sabse Jo best aur benefit forme hai usko find out Karen aur sabse best tips ko aur sabse best advice ko jo aapko maximum profit de sakti hai usko follow Kijiye investigate karna aapka Hak hai aur Logon ki Baton Mein Bhi Na aaen aur apne aap ke liye behtarin chij ka half kijiye
    • #3 Collapse

      Re: Kisi ki bato me na ao

      g han humay forex may kafi members wrong information daytay hain to humay in ki baton may bilkul bhi nhi ana chahiyaay or khud research kur kay is pur amul kurna chahiyay or market may humay khud achi trah say analysis kurna chahiyay or phir trade kurna chahiyay to logon ki boton may na ao or khud ka mind use kro tub he success gain kur sko gay
      • #4 Collapse

        Re: Kisi ki bato me na ao

        koi ksi ki baaton mein nahee ata or aana bhi nahee chaiy AGER AP Ismein kaam ker rahy6 hein to ap aony accoun t k baary mein zeeda janbty hein dosry logion sey bhoij zseda to hamin apni merzi ort forex k rulesk accrodimng trading kerni hogi takhe hamin sucess kj sath sath best earning bhi hosaky jo log ksdi k bjasiy khud per deopneded hoty hein wo bhut kum loss ko face kerty hein
        • #5 Collapse

          Re: Kisi ki bato me na ao

          Ji bilkul aapko chahie kya aap Kisi Ki Baaton Mein Na Aaye Aur Soch Samajh Kar trade open Karen aur is phone mein work bhi Soch Samajh Kar Karen Kisi Ki Baton Mein Nahin Kyunki kya pata Unki baten theek Na Ho Aur unko loss Hua ho to aapko bhi lock ho jaaye isliye Khyal rakhen
          • #6 Collapse

            Re: Kisi ki bato me na ao

            humain es main kese ke baton main nahin ana chahey to he hum es main kam kar skty hain our hum es main live trading karty hain our hum es main part time be kam kar skty hain our hum es main full time be kam kar skty hain forex 1 acha business hain forex main hum es main den main be kam kar skty hain our hum es main rat main be kam kar skty hain forex 1 aasan business hain
            • #7 Collapse

              Re: Kisi ki bato me na ao

              Ji han Hamen Kisi Ki Baton Mein nahin aana chahie Hamen Apne kam ko Khud Se acche tarike se karna chahie lekin Jab start ki Ban Jaati Hai fir market Mein planning Banakar trading kar rahe hote hain to Capital pesave rahata hai aur market se profit bhi nikalta rahata hai loss bahut hi kam hota hai Sabar karna chahie trading continue Rakhi gai
              • #8 Collapse

                Re: Kisi ki bato me na ao

                Agar ham pak forex forum main kam karty hain to hmain bhut dil laga kar kam karna chahaiy aur apny ksm pa focus karna chahaiy aur kisi ki bhi batoon main nahi aana chahaiy kun k jab ham kisi aur ki batoon main aain gy tk ham apna hi nuqsan krain gy iss ley hmain chahaiy k ham bhut mehnat sy apna kam krain aur forex main kamyabi hasil krain.
                • #9 Collapse

                  Re: Kisi ki bato me na ao

                  hamy forum y rules ky mutbaik kam karna ho ga pher he hum passia kama skay gy forex aik best busienss hain hum is mai raat mai be kam kar skaty hain hum is ma din mai be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learing ky kam kary gy to hamy loss ho ga forex aik wasee business hai yai kabe be band na hony wala acha or unique busienss hain
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #10 Collapse

                    Re: Kisi ki bato me na ao

                    Belkul, aap ne sahee kaha k kuch log posting target ko poora karne k leye koi b baat post kar detay hain. to aisi baato per yaqeen nahi rakhna chaheye aur unko verification k baad he implement karna chaheye.
                    • #11 Collapse

                      Re: Kisi ki bato me na ao

                      jab tak ap ke pas knowledge nahi hota hai ap isis tarah logon ki baton mein a ke kaam karte hain aur loss karte hain is liye buhat hi zarori hai ke ham yahan pe kaam karain mehnat karain acha kaam karain aur achi mehnat se kaam karne ke liye hmain yahan pe kaam karna hai hmara agar knowledge ho ga to phir ham loss nahi karain ge
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Kisi ki bato me na ao

                        Sahi kaha hai aapane hamen Kisi ki baton mein nahin aana chahie balki hamen Ho soch samajh Kar apna Kam karna chahie Apne mind se market ko analyse Karen aur apne kaam ko sahi tarah se sikhe aur uske bad usse apna Kam Karne ki koshish karen aur logon ki baton per bacche aur aap apna Bhala apna fayda ho sahi tarah se jante Hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X