Friday markeet ki sost movement.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Friday markeet ki sost movement.
    Asslam.o.alaikum
    Hello dear member forex trading karty hoy ap ney not Kiya hoga k Friday vly din market ki movement sost Ho jati hai sham ko is ki Jo man vajah hai wo yeah hai k jumaa k bad markeet ki movement sloww is lia hoti hi kiun k Asian or Landon band ho choki hoti hai or serf new York ki markeet hi opan hoti hai is wajah sey movment slow hoti hai .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Friday markeet ki sost movement.

    Friday ko market ke lazy hone ki bossy reason se ek to Friday Wale Din mostly Muslim countries Hoti Hai vah trade nahin karti aur dusri important reason yah hai ki Friday Wale Din jyadatar economical events high impact economic elements Nahin Hote aur Kyunki Friday ke bad next day holiday Hota Hai Is vajah Se maximum log Friday Wale Din withdrawal Lagate Hain aur market se out ho Jaate Hain ya Kuchh reason se Jiski Bhains per market bahut jyada Biji Ho Jaati Hai
    • #3 Collapse

      Re: Friday markeet ki sost movement.

      Friday ko market ki movie isliye slow Hoti Hai Kyunki market Kafi had Tak apni moment ko complete kar chuki Hoti Hai Jab aap log Friday Ko Kisi bhi trade mein entry Lete Hain To aap Logon Ko Kuch Khaas fayda Nahin Hota Kyunki Friday ko market ka last day hota hai aur ismein Market Apne basic friends ko complete kar chuki hoti hai isliye koshish Karenge Jab Bhi aap log koi new trading entry Lagane Lage to Mande Ko lagaen Jab market ki condition and direction visible for aur aap log aasani ke sath trade kar sake.
      • #4 Collapse

        Re: Friday markeet ki sost movement.

        g bhai ap ne sahi bat ki hai k juma k din market sust hoti hai jo k kuch mulkon k server computer off hote hn jis ki wja se kaam sust ho jata hai.
        • #5 Collapse

          Re: Friday markeet ki sost movement.

          forex market friday ko close ho jati hain hamy is ki movement ko dekh kar is main fresh mind ky sath trade lagani chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hassil kawr ky market main run kar sakty hain yai aik sa busienss hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham apny gar beth kar is main kam akr sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Friday markeet ki sost movement.

            friday ko bi hum trade lga sakty hain so haain is k bary main learning karni ho gi tab hi hum sucss hon gay aur hamain market main bi trader banany say pahly is k bary main trade krny k kabi ho sakty hain aur hamain markt main bi greed ko avoid kar k hi hum achi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain demo main practice karni ho ig ta k earn ho
            • #7 Collapse

              Re: Friday markeet ki sost movement.

              Dear corona se pehly hr Friday ko market slow movement krti thi lekin ab aisa nhi hai kionkeh ab daily forex market fast movement hoti hai jis mein currency pairs bhi long movement krty hein is liye ab Friday ko trading krna dangerous ho gya hai is liye aksar jb Monday ko market long gap se start leti hai tu boht se account wash ho jaty hein.
              • #8 Collapse

                Re: Friday markeet ki sost movement.

                market fridaay ke rat band ho jate han or yai monday ko open hote hain to is ke movement bohat fast hote hain hamy is ke movement ko dakth kar is mai kam karna chahey yai aik acha business hain hum is main din main be kam kar sakty hain or hum is main rat main be kam kar sakty hain market 24 ganty he open rahte hai yai online ke duna main king business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Friday markeet ki sost movement.

                  Ji aapane theek Kaha market ki stability Mein Thoda Sa Fark aa jata hai Friday Sham se market Thodi slow moment Run karti hai Tu Jo senior member hai vah is chij ko acche se Jante Hain K Friday Sham mein Main Market slow band hoti hai hai aur Swasth Ho Jaati Hai isliye Hamen trade ko dekh Bhal kar Lagana Hota Hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Friday markeet ki sost movement.

                    friday ko markete main akser countries trade nahi kerty r markete off hony se pehly hi out ho jaty hain r kuch log is din withdraw lagaty hain lakin akser friday ko markete boht fast move kerti hai r boht se is fast mvement se faida uthary huy biht acha profit bhi gain ker lety hain lakin is din trade kerna thora risky hota hai k next day holiday hoti hai to markete main trade kerna kuch mushkil ho jata hai is liye baki days main trade per zouyada focus kiya jay r friday ko apni profit wali trade to lazmi close ker di jay
                    • #11 Collapse

                      Re: Friday markeet ki sost movement.

                      Friday ko market ki movement ka slow hone ka reason hota hai kyunki Friday ko market off hone ko hoti hai isliye Friday raat 12:00 baje market off Ho jaati hai isliye Ham sab ko apne tamam trades ko Friday ko hi close ka Lena chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: Friday markeet ki sost movement.

                        bil kul janab friday ko market ki movement slo ho jati ha kyoat koun ka markeet friday ki rat ko band ho jati ha isi waja sa slow ho jati ha hamin chahiye ka hamin apni trades ko friday ko he close kar lena chchiye ta ka kisi be nuksan sa bacha ja saky .friday ko market ki sust movments ki waja sa bohat sa log trade nai lagaty kyoun ka hain kisi be waqat loss ho sakta ha.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Friday markeet ki sost movement.

                          Friday ko market ki movement Swasth Ho Jaati Hai Lekin Hamen Pareshan Nahin Hona chahie aur apne kaam ko Behtar banane ke liye mehnat Karni chahie Kyunki Swasth market mein bhi achcha fayda Hasil Kiya Ja sakta hai agar Ham proper planning ke sath kam Karenge Agar Ham bhi to ka kam Karenge to hamare liye fast market mein bhi achcha fayda Nahin Ho Saka isliye Hamen koshish Karni chahie kya daily basis per Apna target set Karen aur use cheat karne ke liye mehnat Karte Rahen

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X