Koi aisa indicator jis sae hum profitable trading ker sakain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Koi aisa indicator jis sae hum profitable trading ker sakain
    Dear members kya forex.market mein koi aisa indicator bhi hai jis ko istemaal ker kay hum forex market mein profitable trading ker sakain agar kisi kay pas koi suggetion hai tou zaroor share kerain iss sae sub ko faida ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Koi aisa indicator jis sae hum profitable trading ker sakain

    Ji ha Mai dear member bahut se Aise indicator Hain jo aapko profitable trading setups provide Karte Hain. Like Agar Ham moving averages Ki Baat karen to aap apne trading chart per 50 day moving average aur 200 days moving average ko reply karen or unke movements ke according trade karen to yah aapko bahut hi perfect opportunity Dete Hain Iske alava agar aap Ras mains Railway strength index indicator use Karen vah bhi bahut jyada helpful high profitable trading mein
    • #3 Collapse

      Re: Koi aisa indicator jis sae hum profitable trading ker sakain

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
      Dear members kya forex.market mein koi aisa indicator bhi hai jis ko istemaal ker kay hum forex market mein profitable trading ker sakain agar kisi kay pas koi suggetion hai tou zaroor share kerain iss sae sub ko faida ho ga
      rsi esa indicator hai jis se ap forex main trading kar ke achi eaening hasil kar sakte hain hamain forex main mukhtalif indicators ki madad leni chahye jitne zyada ap uncators ka use karen ge ap ko usi hisab se achi earning karne ka moqa mile ga.
      • #4 Collapse

        Re: Koi aisa indicator jis sae hum profitable trading ker sakain

        Pakistan Forex indicator hai agar hamesha main acchi kamyabi ke liye acchi koshish karen aur Dil lagakar kam Kare to automatically Jahan se achcha Sa hamare liye profit acchi tarah se join ho jaega isliye Khoob hamen mehnat se aur acchi tarah se carefully se hamen kam karna chahie to hamare liye kamyabi hamare liye possible Hogi
        • #5 Collapse

          Re: Koi aisa indicator jis sae hum profitable trading ker sakain

          Ni dear forex ik business ha is mi hami loss bi ho skta r profit bi lain agr ham soch smj k kaam kry r trading soch k kry to kam loss otha skty agr jaldi ki r biagir sochy smjy trading kry gy to loss hi othay gy ham blkol loss sa bach ni skty lkn kam loss zror ho skta loss sa bilkol bacha ni j skt
          • #6 Collapse

            Re: Koi aisa indicator jis sae hum profitable trading ker sakain

            rsi boht best indicatior hain jo humain es main boht profet dota hain hum es main main kam ko karny katy ley humain es main boht mahnat karne ho ge to he hum es main sucess ho skty hain our hum es main main live trading karty hain forex main humain kamjab hony kay ley es main experience ka our humain es main knowledge ka hona boht zrure hain
            • #7 Collapse

              Re: Koi aisa indicator jis sae hum profitable trading ker sakain

              indicator market main hony wali movemnet k bary main btaty hain so hamain chahye is k bary main learn karna ho ga tab hi hum achi earnng karny main bi asani ho saky gi aur amain profit ko mange kar k hi hum achi earn karny k kabil ho sakty hain aur expeirence ho ga tab hi hum marke tmain achy say perform kar k hi hum sucses ho sakty hain ta k loss km ho
              • #8 Collapse

                Re: Koi aisa indicator jis sae hum profitable trading ker sakain

                hamy indicator ko achy sy samaj kar is main fresh mind ky sath trading karni chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hassil kar sakty hain yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham apny gar beth kar is main kam kar sakty hain yai studens or house wife ky liye aik fady mand business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Koi aisa indicator jis sae hum profitable trading ker sakain

                  aapko khud Hi indicators ka knowledge or experience hasil karna hota hai aur khud Hi khud is baat per focus karna hota hai ki kaun sa indicator aapke liye achcha hai iske liye aapko demo account per bhi indicators ki acchi tarah se practis karni hoti hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Koi aisa indicator jis sae hum profitable trading ker sakain

                    Dear sir iss may bohat saray indicator hane jin say aap achi profit lay saktay hane agar aap bb kay sath RSI ko use karo gay to ya aap ko achay signal dayta hay iss kay liya aap time frame 30 mints or currency pear gbp/jpy lo us may jab bb par candle down may seedhi ho or wahan say agli up may chali jay to aap ya daykho kay r.s.i 35 ya 30 par hay to aap nay buy kar dayna hay take profit 100 pips or stop loss last candle say down rakhna hota hay.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X