Help Kren ga to help mily gi.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Help Kren ga to help mily gi.
    Members yeh aik dunya ka aaool ha keh agr ap aj kisi ki help kren ga to apko bhi jb help ki zaroorat ho gi apko help mily gi. Forex trading basically aik aisa bussiness ha jis main hamen aik dosry sath la kr chalna hota ha hum aik dosry k bagahir kamyaab ni ho sakty is lia soch yeh rakhen keh aik dosry ki help kren ga yeh aik ikhlaqi quliya ha jis bunyaad pa apki kamyabi ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Help Kren ga to help mily gi.

    اصل پيغام ارسال کردہ از: rizwan5560 پيغام ديکھيے
    Members yeh aik dunya ka aaool ha keh agr ap aj kisi ki help kren ga to apko bhi jb help ki zaroorat ho gi apko help mily gi. Forex trading basically aik aisa bussiness ha jis main hamen aik dosry sath la kr chalna hota ha hum aik dosry k bagahir kamyaab ni ho sakty is lia soch yeh rakhen keh aik dosry ki help kren ga yeh aik ikhlaqi quliya ha jis bunyaad pa apki kamyabi ha.
    Yes brother every member is platform per helping mood mein hona chahie then he Ham successful ho sakte hain agar Ham ek dusre ki acchi tarah Se help karte hain then he Ham successful ho sakte hain agar Ham ek dusre ki help nahin karte Hain to Ham sab Hi successful nahin ho sakte hain hamen ek dusre ki jarurat help karni chahie aur ek dusre ko appreciate karna chahie kyunki humne yahan milkar kam karna hota hai aur hamari working jitna baithe honge Ham itne hi baithe results mil sakenge aur hamara bonus bhi Good ban sakega
    • #3 Collapse

      Re: Help Kren ga to help mily gi.

      Dear friend forum pe aj kal posts pe kam aur thanks pe ziyada bonus milta hey iss liay achay bonus k liay aik dusaray ki help karen aur aik dusaray ko ziyada se ziyada thanks karen aur forum pe agar kisi ko thanks Karen gey tu badlay men ap ko bhi thanks milen gey lekin achi quality ki posts pe thanks zaroor karen
      • #4 Collapse

        Re: Help Kren ga to help mily gi.

        G han dear ye bat tu hai kay ap ager es mai kam kartye hain aur dusro ki madad kartye hain tu ap ka kam hai kay al es mai hamesha har aik ki madad karain kiyu kay ager ap es mai acha kam kartye hain tu ap es mai kamyab ho jatye hai tu ap ka kam hai kay ap es mai zayda mahnwt kay sath kam karain ta kay ap es mai kamyba ho jatye hain
        $$$ Never Give Up $$$
        • #5 Collapse

          Re: Help Kren ga to help mily gi.

          G dear ap n thk kaha hy k hum sb ko chaahiya k hum pak forex p kam krty waqt bht hi zeada mehnut k sath kam kry jitni achi humari mehnut ho gi to humy utna hi acha responce mily ga aur humari utni hi achi earning ho gi yo hum sb ko chahiya k hum pak forex p kam krty waqt apni learning ko bhtr krny kaliya dosro ki help zaror kry jb hum dosro ki helo kty gybto wait h bhi humari zaror help kry gy aur humy acha profit mily ga
          • #6 Collapse

            Re: Help Kren ga to help mily gi.

            G baai aap nay sahee kaha hum is mah jithna ho sakay musbith soch rakah tho he hamah is say faida hasil hoga kionka aap ko pqtha hah k aah kal tho aap jithna be acha kaam kwrwh lekin jab thak aap kise k kaam ko pasandh nqhee karwngwy tho aap ka kaam pasandh nahee kia jaaega.
            • #7 Collapse

              Re: Help Kren ga to help mily gi.

              hamain forex forum main aik dosray ki help krny chahay hamain forex forum main ziada sy ziada mahnat krny chahay q k mahnat krnay sy hamain kamyabi hasel hoty hy hamain dil laga k kam Ben chahay
              • #8 Collapse

                Re: Help Kren ga to help mily gi.

                Yes dear ye to ap ne sahe kaha hai k hum agar ais forum par new members ki help kary gay to hum ko ais mai ye faida ho ga k wo ais forum par mehnat karty hai aor aun ki mehnat se hum ko bhi faida ho jata hai ap agar kisi ki help kary gay to aus se ye zarori nai k ap ko ausi time faida ho jaye ais mai ap ko soch samjh k kaam karna chaye.
                • #9 Collapse

                  Re: Help Kren ga to help mily gi.

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: rizwan5560 پيغام ديکھيے
                  Members yeh aik dunya ka aaool ha keh agr ap aj kisi ki help kren ga to apko bhi jb help ki zaroorat ho gi apko help mily gi. Forex trading basically aik aisa bussiness ha jis main hamen aik dosry sath la kr chalna hota ha hum aik dosry k bagahir kamyaab ni ho sakty is lia soch yeh rakhen keh aik dosry ki help kren ga yeh aik ikhlaqi quliya ha jis bunyaad pa apki kamyabi ha.



                  Asslam o alaikum dear members how r u . G blkul help karaingay ham to hamaray liye b achha hoga aur is treekay se q kay agr aaj ham kiis ki help kartay hain to kl hamko jab zaroorat hoga to wo hamain b help provide krega is lige help do air lo ...2
                  Visit My Profile
                  • #10 Collapse

                    Re: Help Kren ga to help mily gi.

                    G han forex business me hame ek dosry hi help ki zarorat parti rehti hai kisi problem ka hame pta nai hota hai hum sy wo masla hl nai ho rha hota mgr kisi dosry member ko us problem k hal ka pta hota hai eo hmari help kr deta hai esi tra kabhi us k sath bhi masla ho jata hai aur uski problem hum solve kr dety hen.
                    • #11 Collapse

                      Re: Help Kren ga to help mily gi.

                      G hy hm ik dusr ki help krni chat tb hi hm bh help mil gi hm chay ky mhynt kra ziyada sa Ziyad konwldg Sher kra New member ko guide kra un ko thanks dy kr hoslafzi kra tb hi wo hmri bh hoslafzi kra ga or hm kamyb hona main help kra ga..... Forex main sub ko chat ky mil jol kr kam kra tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky hy
                      • #12 Collapse

                        Re: Help Kren ga to help mily gi.

                        Hamen forex form ne ek dusre ki help karni chahie hamen forex form mein zyada zyada mehnat karni chahie kyunki mehnat karne se hamen kamyabi hasil hoti hai hamen Dil laga ke kam karna chahie kyunki forex ek bahut hi achcha business hai yahan per Ham din mein bhi kam kar sakte hain raat mein bhi kam kar sakte hain yahan part time job bhi kar sakte hain yahan full-time bhi job kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Help Kren ga to help mily gi.

                          Assalamu Alaikum friends ji han forex business Mein Ham Ek dusre ki help ki jarurat padati rahti hai Kisi problem ka Hamen pata nahin hota hai Ham aur uska masala HAL karne ke liye Kisi dusre member senior ko pata Hota Hai To Ham usse help Le Lete Hain Ham Sab Ko Ek dusre ki help ki jarurat padati rahti hai isiliye Ham Sab Kuchh chahie ki Ham Ek dusre ke help Karen Taki Koi Hamari bhi help kar sake
                          • #14 Collapse

                            Re: Help Kren ga to help mily gi.

                            G haa main ap ki as baat se balkul itfaaq karta hon agir hum log ek dosray ki kasi bhi kaam main help karty hain tu zahir hai us kaam main zaror kamyab ho jaty hain as lye forex trading main ke ilawa bhi humain dosron ki madid karni chahye our jahan tak ho humain 1st osron se information shere karni chahye our agir kasi bhi dost ke koie information ki kami ho tu usay chahye k woh apny se seniors se lazmi information hasil karin
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Help Kren ga to help mily gi.

                              G han brother ap thek kah rahay hain forex market ho ya hamari real life ho agar ham dosro ki help karain gay aur dosro k kam aain gay to dosray bi hamaray kam aain gay aur jab hamain zarurat paray gi to hamari help karain gay esleay hamain trading k doran juniors ki help karni chaheay ta kah kabi hamain zarurat paray to hamain bi koi support kar sakay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X