Loss say bachana mushkil he nahi na mumkin hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss say bachana mushkil he nahi na mumkin hai
    Dear friends main apko yehi batna chata hun kay loss say bacha bahot he zarori hai ager ap loss karty jiyn gye to apko muqsan hoga account wash hoga so friends loss say bachna mushkil he nahi balky naa mumkin apko chiye kay loss ko face karna sekhyn jab pny aysa kar lia to bahot he zarori hi mehnat karna
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss say bachana mushkil he nahi na mumkin hai

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Mohsin0512 پيغام ديکھيے
    Dear friends main apko yehi batna chata hun kay loss say bacha bahot he zarori hai ager ap loss karty jiyn gye to apko muqsan hoga account wash hoga so friends loss say bachna mushkil he nahi balky naa mumkin apko chiye kay loss ko face karna sekhyn jab pny aysa kar lia to bahot he zarori hi mehnat karna
    na mumkin To Nahin Hai lekin bahut jyada mushkil Hai ham log baith sakte hain last Mein magar thodi si aahat Karen overtrading na Karen aur jahan Mein trade centre mile tabhi trade Karen Ham aise hi ****l Mein trading Karte rahte hain uski vajah se Ham last karte hain Jyada ramaraju loss hota hai vah Hamare apni vajah se hota hai Ham trade Ka khyal Nahin Karte aur Jyada train laga dete Hain jabki market Ko dekhkar train ke mutabik prem kare To Hamen kabhi bhi last Mein Ham apni khud Apna last Karte Hain
    • #3 Collapse

      Re: Loss say bachana mushkil he nahi na mumkin hai

      dear g han ap nay achi bat kahe hay pher bhi ham ko try karna ho g k ham is main kam say kam lot ko use ker k he trade ko kertay raha karein is main ham ko kabhi bhi beri trade ko use ker k trade nahi karan chye is main ik yeah do trade he day main best hein yeah is main ham ko chye k ham apnay account ko deikh ker k he trade ko karnay ki try kia karein agar ham nay kamybi ko gain karna hay to .
      • #4 Collapse

        Re: Loss say bachana mushkil he nahi na mumkin hai

        Dear agr hum us main mmehnat karin gy aur trade lgany sy pehly aap achy sy analysis karin gy too apko is main bahoot faida hoga yee aik esa business hy jis main aap agr mehnat karty hain aur kaam karty hain too apko is main faida bhe hota hy aur loss tab he hota hy jab hum koi ghlt trade lgaty hain forex main.
        • #5 Collapse

          Re: Loss say bachana mushkil he nahi na mumkin hai

          G han forex trading men loss se bachna namumkin hey kiun k forex trading men loss business ka hissa hey iss liay her kisi ko ho jata hey lekin jin logon k pass acha knowledge aur experience hota hey aur market ka anaylsis kar k trade open kartay hen unn ko dusaron se kam loss hota hey
          • #6 Collapse

            Re: Loss say bachana mushkil he nahi na mumkin hai

            Assalamu Alaikum friends ji han loss Se Bachana hi mumkina nahin balki Namumkin Hai Aap bilkul theek kah Rahe Hain Ki Ham Logon Se Kabhi Bhi Nahin bye-bye Sakte Hamen usko face-to-face Samna karna parega tab bhi Ham apni kamyabi ki taraf Rawa Rawa Ho Sakenge Jab Ham Kisi lost ko face to face Mukabala Karenge to hi Ham apni kamyabi ke liye zyada Se zyada mehnat Karke Ham Kamyab aur hundred percent kamyabi Hasil kar Sakenge
            • #7 Collapse

              Re: Loss say bachana mushkil he nahi na mumkin hai

              Ji bilkul loss ka humin face to face samna karma paray ga loss to zaror ho ga par humin us say muqabla karma paray ga humin sabar karma paray ga aur mehnat kar Kay hm log kamyab ho hain gay yahan par humin sabar aur quality postain karni hn get takay hm log koi na koi bonis bhi hasil kar sakain
              • #8 Collapse

                Re: Loss say bachana mushkil he nahi na mumkin hai

                Jahan tak mera khayal hey forex trading men experts ko bhi loss ho jata hey iss liay loss se bachna namumkin hota hey lekin forex trading men achi learning aur knowledge hasil karen aur demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir ziyada se ziyada mehnat karen tu loss kam aur profit ziyada hasil kar saktay hen
                • #9 Collapse

                  Re: Loss say bachana mushkil he nahi na mumkin hai

                  Dekhe main aapki baat se Ittefaq Nahin karunga Yahan per Kuchh Aise member bhi hain Jo minimum last pair Karke maximum profit earn kar rahe hain last year Yahan per bahut se Aise Bhi log the jinhone bahut jyada yah last action Mein profit kamaya isliye Ham yah Nahin kah Sakte key lost se a Ham Nahin Ban Sakte Agar Achcha trader hoga to vah Jarur but sakta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss say bachana mushkil he nahi na mumkin hai

                    forex ak acha business hain hum is mai raat mai be kam kar skaty hain hum is mai din mai be kam kaar sakty hain hum isy apna life time career be bana skty hain hum is mai agar bager leanring ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex paksitan mai legal ban cuka hain forex aik wasee bussienss hain hum is mai apne marze sy time table bna kar kam kra sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss say bachana mushkil he nahi na mumkin hai

                      G han dear ap na teak kha ha forex trading main agr hum lose se bachna chaty hai to is kay leya zaroori hai kay hum is ko teak se dakh kar istaml kary or kohi be asa trade na lagy jis se humey pata ho kay ya lose kar de ga . Is leya humey soch samj kar trade lagani cheyai ta kay is main humara nuksan na ho jayn.
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss say bachana mushkil he nahi na mumkin hai

                        G nahi dear ap ki baat thek nahi Hy forex me ap loss su Bach skty hen agar AP overtrading and lalach jalz bazi sy bach jaty hen to kyun Kay yahi main factors hen Jo pa ko is me loss me lay Kar jaty hen small profit is better than account wash is baat ko smjh gay to AP risk free Kam KR skty hen
                        There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss say bachana mushkil he nahi na mumkin hai

                          agar hum es main boht mahnat say hum es main kam ko karain gain to hum es main kamjab ho skty hain forex 1 acha business hain hum es main part time be kam karty hain our hum es main full time be kam kar skty hain forex main hum es main live trading karty hain to heb hum es main sucess ho skty hain agar hum es main tuky lga kar hum es main kam karain gain to humain es main boht sa loss be ho skta hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss say bachana mushkil he nahi na mumkin hai

                            Jee han bilkul , Humain pehlay forex forum per kaam kerte rehna chahye aur sath practice ke liye jo forex trading ka demo account hota hay os per kaam bhe kerna chaye. Ta kay hain lot size, market aur etc ka trend ka tareeka bhe ajaye aur humain real account main kaam kerne ke pareshani na ho.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss say bachana mushkil he nahi na mumkin hai

                              Ye ap ne sara sar Ghalt bat ki hy ap loss say bach kr ek acha khasa profit earn kr saktay hian agar ap k pass bhetreen knowldge strategy aur market analysis hy to ap khud ko loss ma janay say bacha kr apni trade ko profit ma las saktay hian lekin is kaliye ap ko soch smjh kr trading krni hogi ap ki ek ghalti ap per bhari per sakti hy.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X