Profit ki Wapsi.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Profit ki Wapsi.
    Dear Friends Asslamu Alaykum

    Dear Friends yahan aik bath zayhan may rakhen kay jab jab aap profit kama laytay ho forex may to wo kabi bi wapis nahi jaata hay wo aap kay account may rahta hay aap iss ko us din hi withdraw karo ya phir 1 year baad aap us ko kabi bi withdraw kar saktay ho laykin agar aap ka account total loss may chala jaata hay to tab wo bi iss may aajata hay to iss liya iss may paryshan honay ki koi zarorat nahi hay kay aap kay account may profit mojood hay or wo wapis chal jaana hay aysa bilkul bi nahi hota hay.

    Thanks and bye,
    Your Friend Kamran Sarwar.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Profit ki Wapsi.

    Walikum slama daer bilkul aisi hi bat hy waqi agr hm log daily ky hisab sy apna targe6t ko set kerty hy tu main kehat hun ky abhut hia snai ky sah hm log ismain tabhi akamaybo skaty hy ajb hm log is ko sekhty hwesy forex ki bat ki jay tu koi mushkil kam nahi hy bas pa ko leasrn kerna hoat hy tu hi hm log asani ky sath is market ko smajhty hy tu hi kamaybi kys ath hm log ismain shai kam kerny ki waja sy kama sakty hy tabhi main kehat hun ky hm log bahut hi acah kahas aprofit hasil kerty hy
    • #3 Collapse

      Re: Profit ki Wapsi.

      profit ki wapasi tab hoti hai jab aap lalaj karte ho isliye aapko kabhi bhi lalach nahin karni chahie balki hamesha confidence ke sath kam karte rahana chahie aur Sabar ke sath kam karna chahie aur jab aap lalach karte ho to jab aapko thoda profit hasil ho jata hai to vah bhi wapas last mein convert ho jata hai
      • #4 Collapse

        Re: Profit ki Wapsi.

        Jab aap koi bhi trade open karte hain aur uske bad mein aap profit Kama Lete Hain tour profit aapka ho jata hai agar to aap apne trading account mein rakhte Hain To vah Risk per Hota Hai ho sakta hai kya aapka account ziada loss Mein chala jaaye wash hone ki naubat a Jaaye profit bhi sath mein bahut ho jata hai isliye Mera Khyal hai ki agar aap ek dollar bhi kisi trade Mein profit kam Aate Hain To vah aapko Usi withdrawal kar lena chahie Agar Khuda na khwasta agr apka account wash ho jata hai to aapke pass back up me Dobara se trade ko start karne ke liye Kuchh Na Kuchh saving honi chahie
        • #5 Collapse

          Re: Profit ki Wapsi.

          forex iak best busnes hain hum is mai raat mai be kam kar sakty han hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho ga forex paksitan mai legal ban cuka hain hum is ma agar greedy ban ky kam kary gy ti hamy loss hi jy ga forex aik legal business hain hum is mai apny boss ap he hoty han
          • #6 Collapse

            Re: Profit ki Wapsi.

            Respected members aisa hi hai jo market Mein profit nikalta hai to use Jab Marji withdraw Lagaya Ja sakta hai capital se upar Jitna Bhi profit nikale vidroh Lagaya Ja sakta hai Jab Marji nikal sakte hain aur capital jitna bhi ho Agar use best kar bhi diya Jaaye to tab bhi apna profit Agar withdrawal lagakar sakriy Mein a gaya ho to save hai
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Profit ki Wapsi.

              forex aik world wide business hain hum is mai kam kar ky mufna kmas kty hain hamy learning gain kar ky kam karna ho ga pher he hum munfa kama sakty hain forex paksitan ma legal ban cuka hain hum is mai agar gredy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik am business ke nsbat aca bsiness hain hum is mai apny bos ap he hoty hain

              اب آن لائن

              Working...
              X