Trader Kabhi Be Apni Sari Investment Forex pay Invest Na Karain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1906 Collapse

    bhai jaan is mn yh boht sy log hny in ko is mn kam expernice hota hy is lye wo darat hy is lye ap ko chahye ap is ko acha tarah sakhey is k bad ap jo is invest karey gy is mn ap ko boht faida ho ga...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1907 Collapse

      markt main hum sab kam kar k boht hi acha bonus hasil kar skaty hain market main is forex main invest karni hai tou boht hi experience hasil kar k hi hum achi trade karny main bi asani ho saky gi aur hamain is forex main trend ko use karna ho g
      • #1908 Collapse

        Asslam o alikum dear friend me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot acha sawal kia hy dear aik asan kam batat hun sab se pehle forum par post karen or us se bonus hasil karen or us ko invest karren to tab app ho faida h=bi ho ga or aggr loss bi hoa ti itna nuqsan app ka nahi ho ga .. apni sari investment forex mai invest kar sakta hai or is se achi earning earn kar sakta hai isliye forex mai experience bohat ziada zaruri hai.
        • #1909 Collapse

          zaroori hay kay jab bhi new trader hota hay experience ki kami hoti hay less skills hoti hain so foran saari amount invest na karain learning karkay bhi mind mei rakhen kay abhi experience nahe so apni investment ka 1 percentage hissa 3rd 1 invest karain aur jab acha experience hojay tab zyada invest karna chaiye
          :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

          PLEASE VISIT HERE
          • #1910 Collapse

            i agree, warren buffet na ek bohat achi salah de the ka kabhi apnay anday ek tokri ma mat dalo( never put your eggs in one baskets.)
            • #1911 Collapse

              Slaam to all member investment k kuch hissha baqi rana chiya waqat k koi pata nai kab dhoka mil jay kuch invest mafooz rakna chiya takay jari rak sakha baad ma bi. Forex ma dill lalach ma aa jata hai jis say control nai hota
              • #1912 Collapse

                Humain Forex Trading main kabi bi apni sari investment ko use nae karna chaiye matlab invest nae karna chaiye balke jitna ap ke pas investment ke liye amount hai ap us main se kuch invest karian or sab investment na karain ku ke sabi investment karne se ap ko bohat zyda loss ho sakta hai agr ap investment km karian gai to ap sahi tara se market ko read karne ke bad trade lgain gai jis se ap ko bohat zayda loss nae ho ga ap ka account sahi tara se grow kare ga.
                • #1913 Collapse

                  forex trading mai ziada investment krna bewaqofi hai blky hamain thodi si investment krni chahiye
                  jitni hum bardasht kr sakain qk iss ky aik pal Mai tola or dosre pal mai maasa
                  issi liye hamain chahiye ky SLOW AND STEADY WINS THE RACE
                  • #1914 Collapse

                    acha trader bannay k liye learning karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain market main invest karny k liye boht hi experience hasil kar k hi hum real main achi trade karny main bi asani ho saky gi aur markt main apny experience k mutabiq hi trade karni ho gi tab hi hum real main performance karein gay
                    • #1915 Collapse

                      hamain market main rules ko follow kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main invest karny say pahhly is k bary main experience ka hona boht hi zarori hota hai so hamain market main trend ko use kar k hi hum real main achi trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain market main earn ho
                      • #1916 Collapse

                        g han hamain kam invest karni ho gi ta k agr hamain is forex main loss ho jay tou hamain hamarai invest main loss kam ho saky ga auur hamain market main is k bary main nis k rules ko follow kar k hi hum achi trade karny main bi asani ho saky gi aur earning ho saky gi it is best job
                        • #1917 Collapse

                          hamain markt main achi trade kar k hi hum run karein gay aur hamain is forex main achi invest karny k liye learning karni ho gi tab hi hum run karein gay aur markt main is k bary main trend ko use kar k h ihum sucess hon gay aur hamain is k bary main experince hasil kar k hi hum run karein gay
                          • #1918 Collapse

                            hamain market main utni hi invest karni ho gi jitna is main hamain experience hasil kar k hi hum achi trade karny main bi koi asani ho saky gi aur hamain ruls ko follow kar k hi hum achi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur hamain is k bary main earning karni ho gi
                            • #1919 Collapse

                              hamain market main invest karny k liye learning karni ho gi aur hamain is forex main achi invest karny k liye learning karni ho gi tab hi hum run karin gay aur hamain is k bary main knowldge hasil kar k hi hum achi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur practice kar k hi hum run karein gay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1920 Collapse

                                Dear frend sab sy pehly hmy kuch tym tak demo py treading karni chaye os py practic achy sy ho jati hi os k bad bouns account ko kuch tym tak chalana cahye jab ap ko samjh aa jaye k ap treading sy earning kar sakty hai tab ap ko thora thora kar k imvestment karni chaye jis ay ap aik din ka target rakhy k ap ko daily k kitny earn karny hai os hisab sy ap apni earning roteen bnaye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X