thanks kam hony sey bonus kam to ni mily ga ???????????/

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    thanks kam hony sey bonus kam to ni mily ga ???????????/
    dear member mera swal apsey hy keh iss onth mujhy bht hi kam thanks ily mgermeri post ki quantity to achi thanks j=kam hony ki wja mera bonus kam to nhi aiy ga,,,
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: thanks kam hony sey bonus kam to ni mily ga ???????????/

    bonus bht si cheezu oe depend krta hai jis m apki post ki limit us k bd thread ki limit us k bd thanks ki percentage lkn in sb se zyada important cheez hai woh hai refral agr ap post daily ki 5 b kren r ap k refral zyda hain to apko bonus Acha milay ga.
    Mehnat + Knowledge × experience = SUCCESS
    • #3 Collapse

      Re: thanks kam hony sey bonus kam to ni mily ga ???????????/

      اصل پيغام ارسال کردہ از: pakistan-forex پيغام ديکھيے
      dear member mera swal apsey hy keh iss onth mujhy bht hi kam thanks ily mgermeri post ki quantity to achi thanks j=kam hony ki wja mera bonus kam to nhi aiy ga,,,
      Thanks kam hone se hamen bonus Kam nahin milega lekin agar hamara kam achcha nahin hoga to fir hamen bonus kam milega jis tarah ki post bhi hai tu is tarah se aap ko bonus nahin milane wala hai achcha milta hai jab aap 7 to 8 line ki post karte hain tab aapko achcha bonus mil sakta hai agar aap just one line ki coast karte hain to isase aapko achcha bonus kabhi bhi nahin mil sakta hai isliye aap koshish karen ki apni post ki length ko badhaen jab tak aapki post ki length acchi nahin hogi to fir achcha bonus kabhi nahin milega yah baat apne mind mein rakhkar kam karne
      :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

      CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Re: thanks kam hony sey bonus kam to ni mily ga ???????????/

        Dear thanks kam ya ziada hony ka nus per asar parta hay,mager is say pehly posts ki quality ka good hona bahut zaroori hay, ager post ki quality achi ho to bhi bonus mikta hay, laikin ager post ki quality achi na ho, or us per hamain thanks bhi mil jayain to bhi acha bonus nai milta.
        • #5 Collapse

          Re: thanks kam hony sey bonus kam to ni mily ga ???????????/

          Dear brother forum pe hum dusaon ki achi quality ki posts pe thanks ziyada kar saktay hen kiun k dusaon ko thanks denay se apna koi nuksan nhi hota lekin apnay thanks ki average ko behtr karen kiun k forum pe aj kal posts pe kam aur thanks pe ziyada bonus milta hey iss liay jitna ho sakay apnay thanks ki average ko behtr karen
          • #6 Collapse

            Re: thanks kam hony sey bonus kam to ni mily ga ???????????/

            hamain achi posts karni ho gi tab hi hum acha bonus hasi kar ksaty hain so hamain chahye is k bary main learn karna ho ga tab hi hum trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain market main bi emtoion ko kabo main rakhna ho ga tba hi hum trade karni ho gi tab hi hum kamyb ho sakty hain aur hamain market main bi greed ko avoid karna ho ga ta k earn ho
            • #7 Collapse

              Re: thanks kam hony sey bonus kam to ni mily ga ???????????/

              Thanks kam hony se bonus kam nahi mily ga bonus apko apk kam ki bunyad per acha mily ga r thanks is waja se oam.milty hain k jab ham dosry members ki post per thanks nahi dety even jab ham quality post per bhi joi thanks nahi dety to apko bhi thanks nahi milty to dosry members ko thaks diyankaren r apni posting quality ko bhi acha karen posting ki lines ko increase karen acha kam karen achi info share karen acha bonus lazmi mil jay ga
              • #8 Collapse

                Re: thanks kam hony sey bonus kam to ni mily ga ???????????/

                اصل پيغام ارسال کردہ از: pakistan-forex پيغام ديکھيے
                dear member mera swal apsey hy keh iss onth mujhy bht hi kam thanks ily mgermeri post ki quantity to achi thanks j=kam hony ki wja mera bonus kam to nhi aiy ga,,,
                Agar current condition Ko Dikhaye to Pichhle Kuchh mahinon se form per thanks ki vajah se bonus Kam Nahin mil raha agar aap Logon ke thanks kam bhi hai aur aap log Achcha kam Agar forum per to aapko definitely Achcha bonus Milega aap log sirf quality per focus Karen aur is chij Ko Jane Se Nikal Den ki agar aap Logon Ko thanks kam Milenge to aap ko Puraskar Milega Kyunki Aksar members ko mere notice kiya hai ki unke thanks Kam Hai vah Log quality work form per karte hain aur Inko acche kam ki vajah Se Achcha bonus Milta Hai.
                • #9 Collapse

                  Re: thanks kam hony sey bonus kam to ni mily ga ???????????/

                  dear friend aj kl ziada bonus thanks pail rha ha isliay apko chayay k forex k baray mn informative posting kren ta k ziada thanks milen lekin agr thanks km hon aur apki posting ki quality achhi ho to phir bhi apko achha bonus mil skta ha
                  • #10 Collapse

                    Re: thanks kam hony sey bonus kam to ni mily ga ???????????/

                    thanks km honay ki wajah se bhi bonus pe assar parta hai aur bonus km he aata hai.iskay ilawa agar posts ya threads ki quality achi na ho to hhi bonus km mil sakta hai.posts aur threads ki limits ko bhi sath dekhna chaheye takeh acha bonus hasil kiya ja saky
                    • #11 Collapse

                      Re: thanks kam hony sey bonus kam to ni mily ga ???????????/

                      Dear brother thanks ka asar to hota ha mgr bonus main bht sari cheezon ka asar hota ha un main se apki posts, threads, thanks aur kafi cheezon ka effect parta ha mgr yeh bt thk ha keh apko thanks k milny se ap k bonus pa asar parta ha is lia koshish kren keh aik dosry ki posts ko ghor se parhen aur phr uski mehnat ka regard zaroor dain thanks ki soorat main.
                      • #12 Collapse

                        Re: thanks kam hony sey bonus kam to ni mily ga ???????????/

                        assalam o alaikum agur hum nay kam acha kiya hai to humara bonus bhu acha hoga bonus ka kum ya ziyada hona yeh hmari posts pur depend kurta hai na keh thanks pur agur hum acha kam kurtay hai or humari posts may koi ghulti nhi hai to thanks ka kum hona humaray bonus ko kum nhi kur sukta hai is lyay humay best say best posts kurni chahiyay or acha bonus gain kurna chahiyay
                        • #13 Collapse

                          Re: thanks kam hony sey bonus kam to ni mily ga ???????????/

                          hamy is main tahnks ka extra bonus milta hain hamy is mai acha or alla qualites ka kam karna chahey pher hi ham kmayb ho sakty hain or acha munfa kama sakty hain yai aik wasee business hain yai usa or china or new yourk main aik unique business hain or pakistan main be aik legal business ban cuka hain yai onine ki dunya main aik king business hain
                          • #14 Collapse

                            Re: thanks kam hony sey bonus kam to ni mily ga ???????????/

                            Forex aek aesa bussiness ha jis mai quintity ke sath quaility ka bhe khiyal rakhna parhta ha as lae zrori ha ky ap zyada se zyada thanks ly taky ap ko zyada bonus mily aur zyada trade kary.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: thanks kam hony sey bonus kam to ni mily ga ???????????/

                              G han kuch had tak aysa bhi hai humeri bonus per thanks kaafi ziyada depend karty hain so apko chiye kay achy thanks hasil karny hain to apko chiye kay forex main behter say behter earning kia kryn so friends apko har rooz achi earning karny kay liye ziyada bonus hasil karna hoga or jab tak achi post kay sat sat apky pass achy thanks bhi nahi hon gye to pko faida hasil nahi ho sakta hai so zarori hai ap achy kaam kay post ki quality ko bhi madynazer rakhyn

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X