Indicators ki perfct analysis H4 . D1 aur W1 chart frame p hota hay ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicators ki perfct analysis H4 . D1 aur W1 chart frame p hota hay ?
    Asslam o alaikum dear forex member agar aap acche se trading karna chahte ho aur apne indicator se signal Hasil karna chahte ho to Apne indicators ko set kar lo aur FIR unko H4 D1 aur W1 ke chart analyse karo jakar aap acche. Se le sakte ho signals ke aur tabhi aap jakar Achcha trade open kar sakte ho bahut se member sirf H1 chart frame per hi trading Karte Hain aur use analysis se unko Hamesha nuksan hi hota hai
    Visit My Profile
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Indicators ki perfct analysis H4 . D1 aur W1 chart frame p hota hay ?

    Walikum slama dear main ap ki bat sya gree ekrta hun waqi agr hm logo ny sahi kam kern ahy tu tabhi ho sakat hy jab hm log siamin asnai ky sath is ko kamaybi ky sath sahi terha sy tarde kertyhy wesy koi mushkil kama nahi hy bas ap ko sekhan hota hytu hi hm log kamaybio ky sath tarde ker samkty hy laikn sekhan bi bahut jhi lamzi hy tu hi hm log asani kys ath jeet sakty hy wesy koi msuhkil kam anahi hy bas ap ko sekhan hoat hy tu hi kamayb hos kaaty hy.
    • #3 Collapse

      Re: Indicators ki perfct analysis H4 . D1 aur W1 chart frame p hota hay ?

      G haan hamen en say he acha analysis hota hy.hamen sab say pehle W1 ka chart open kerna hoga yahan say hamen chaye hoga k sare week ki movement ko check keren.es k vad D1 or H4 ka chart open ker k achi trades open keren ta k acha profit ho sake.
      • #4 Collapse

        Re: Indicators ki perfct analysis H4 . D1 aur W1 chart frame p hota hay ?

        W.salam.. G bilkul ap n thek kaha hy k indicators ko analysis krny k liye ye charts best hen.. In k ilawa M15 bhe best chart hy.. Ap us per bhe market ka analysis asani sy kar skty hen..
        • #5 Collapse

          Re: Indicators ki perfct analysis H4 . D1 aur W1 chart frame p hota hay ?

          Mere dost Kafi had Tak Aap Ki Baat theek hai jo Ham indicators vagaira use karte hain vah short term trading mein sahi istemal Nahin Hote aur Unka acche tarike se istemal nahin kiya Ja sakta short-term time per to time period Jo aapane Rakhna Hai vah h4d 1 Rakhna Hai Ya Do bahut acche timeframes Hai indicator ko use karne ke liye aur Achcha and licence karne ke liye Tumhen aap sab doston ko Yahi kahunga ki analysis Karen long term trading ke liye scalping ke liye indicator Zyada acche istemal Nahin ho sakte mere hisab se 2
          Hardworking Is kEy Tu Succes 😊
          • #6 Collapse

            Re: Indicators ki perfct analysis H4 . D1 aur W1 chart frame p hota hay ?

            Indicators bilkul bhi ap ko acha profit nahi de sakte hain ap ko loss ho sakta hai isliye hamen is bat ka pata Hona chahiye ke sab se achi earning aur market ka trend AP ko price action pe Milta hai agar AP is Ko follow karte Hain is Ko seekhte Hain to ap ke liye buhat hi achi opportunity ho gi market se AP buhat hi acha profit kar sakte hain is liye hmain chahiye ke ham yahan pe mehnat Kar Ke kaam karain aur learn karain
            • #7 Collapse

              Re: Indicators ki perfct analysis H4 . D1 aur W1 chart frame p hota hay ?

              market main anlayse kar k hi hum achi trade kar k hi hum trade kar k hi hum sucess ho sakty hain aur hamain mind ko fresh kar k hi hum achi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain is k bary main planing karni ho gi tab hi hum trade kar ksayt hain aur expeirence ho ga tab hi hum trade karni ho gi aur chart pattern ko dekh k hi hum achi trade karien gay
              • #8 Collapse

                Re: Indicators ki perfct analysis H4 . D1 aur W1 chart frame p hota hay ?

                hamy indciators ko use kar ky kam kara ho ga pher he um agy bar skay gy forex ak amm bsiness ke nsbat acha busness hain hum is mai bageer pasiao ky acconunt bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kargt gy to hamy loss h jy ga hum is mai apny boss ap he hoty hain forex aik unique business hain is mai hamara koi be biss naahi hain
                • #9 Collapse

                  Re: Indicators ki perfct analysis H4 . D1 aur W1 chart frame p hota hay ?

                  Indicatiors ma use technical analyse main kiya jata hai chart ko dekhty huy indicatiors ki help se ham trend ko find kerty hain is main h1 d4 ya w1 main set kerty huy trend kondekha jata hai ham forex main fundamental analyse ker k bhi kamyabi hasil ker sakty hain boht se kog jusy technical analyse se hi trade kerty hain lakin is situation main trade se pehly news ko read kerna na bholen
                  • #10 Collapse

                    Re: Indicators ki perfct analysis H4 . D1 aur W1 chart frame p hota hay ?

                    Jitne bhi indicator Forex trading mein hai aur sab important hai lekin yah aap per depend karta hai ki aap kaun si trading co prefer karti hai jo log long trading co prefer karte hain vah Hamesha weekly aur daily chart ko hi open karte hain aur bonus account wale maximum trader H1 and H4 Siri trading karte hain Jiski vajah se vah short term trading karke bahut Kuchh kar lete hain ya situation aur Halat per hai ki Ham kaun si trading select Karte Hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Indicators ki perfct analysis H4 . D1 aur W1 chart frame p hota hay ?

                      agar indicators khairiyat koi baat ki jaaye to uski bahut lambi detail hoti hai isliye hamen khud indicator ki step by step learning karni hoti hai tab hi Ham indicator ko acchi tarah se samajh paate Hain aur ham acchi tarah se signals ka use bhi kar paate Hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Indicators ki perfct analysis H4 . D1 aur W1 chart frame p hota hay ?

                        agar aap milonga trade karna chahte hain to fir aapko bade timeframe per trade Karni hogi aur analysis karna hoga lekin agar aap scalping karna chahte hain to fir aap ke liye 15 minute 5 minute chart bahut important hoga use per aapke liye bahut Achcha kam ho sakta hai unke scalping main aapko trades jyada milati hai aur usmein experience Bhi jyada chahie Hota Hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X